kamli wale nabi aa gaye Lyrics

kamli wale nabi aa gaye Lyrics

 

tazeem se leta hai khuda naam e muhammad
kya naam hai aye salle allah naam e muhammad
allah kare uspe haraam atishe do zakh naam e muhammad
jis shaks ke ho dil pe likha naam e muhammad

madine waale ka jo bhi ghulam ho jaaye
kasam khuda ki wo aalin makaam ho jaaye
nabi ke ishq ka jis dil mein dagh roshan ho
to uspe atishe do zakh haraam ho jaaye

rabb ne farmaaya meri qudrat ki hadd koi nahi
aur mere mehboob ki azmat ki hadd koi nahi
jab malak samjhe nahi toh aadmi samjhega kya
aamina ke laal ki rehmat ki hadd koi nahi

karam bannkar wafa bannkar sakha bannkar ata bannkar
khuda ka noor utra aasmaan se mustafa bannkar

aa gaye aa gaye aa gaye
kamli wale nabi aa gaye

gunahgaaron na ghabraao
kamli wale nabi aa gaye

hun yateeman te ghareeban
di khuda ne sun layi

aa gaye aa gaye aa gaye
taiba wale nabi aa gaye

kat gayi shaam e zulmat sawera hua
dekho tashreef laaye hain khair ul wara
jinke jalwon se chamke gaar e hira
do jahaan milke padhte hain salle allah

noor e azli chamkaya gayab hanera ho gaya
kamli wala aa gaya har thaan sawera ho gaya

makke chaar chu phere pukaar pai gayi
waali dohan jahaan da aaya
wallail zulfan baduha mukhda
kise maa karman waali jaaya e

rehmaton ki ghata ghir ke chchaane lagi
har taraf roshni muskuraane lagi
zulmat e kufr muh ko chchupaane lagi
khaana kaaba se aawaaz aane lagi

yeh sa-aadat sirf aamina ke liye
inka aangan saje mustafa ke liye
jo hain darmaan gham e la-dawa ke liye
aasiyon bekason pe ata ke liye

khushk hoton par taraane aa gaye
shah dawani ke zamaane aa gaye
bekason ko poochta hi kaun tha
bekason ke naaz uthaane aa gaye

nek bandon mein jaaho hasham baantne
khulkadon mein bahaar e kiram baantne
ham se mangton mein lutfon karam baantne
aaj apne paraaye ka gham baantne

laaye tashrif sultaan e kono makaan
taajdare haram sayyid e mursalan
noor e haq mein nahaane lage do jahaan
bole jibreel kaabe se dekar azaan

roshni deen fitrat ilaahi gayi
raah insaan ko seedhi dikhayi gayi
ab jahaan se buton ki khudaayi gayi
har kisi ko khabar ye sunaayi gayi

 

Quran Transliteration Surah 16 to 25 | Quran in Roman English

Quran Transliteration Surah 26 to 50 | Quran in Roman English

Quran Transliteration Surah 51 to 114 | Quran in Roman English

Quran Transliteration Surah 7 to 15

Quran Transliteration: Making It Easy To Read Quran | Quran in Roman English

 

Aa gaye Kamli Wale Nabi Aa Gaye Lyrics

Aa gaye Kamli Wale Nabi Aa Gaye Lyrics Rahat

 

 

Aa gaye Aa gaye Aa gaye Kamli Wale Nabi Aa Gaye Qawwali Lyrics in Hindi and English

आ गए आ गए आ गए, कमली वाले नबी आ गए – राहत फतेह अली ख़ान

Qawwal: Ustad Rahat Fateh Ali Khan

Kat Gayi Shaam e Furqat Sawera Hua

कट गई शामे फुरक़त, सवेरा हुआ

Dekho! Tashreef Le Aaye Khair Ul Wara

देखो तशरीफ़ ले आए ख़ैरुल वरा

Jinke Jalwoñ Se Chamkega Ghaar e Hira

जिनके जलवों से चमकेगा ग़ारे हिरा

Do Jahaañ Mil ke Padhte Haiñ Salle Ala

दो जहां मिल के पढ़ते हैं, सल्ले अला।

 

Aa Gaye Aa Gaye Aa Gaye

आ गए आ गए आ गए

Aa Gaye Aa Gaye AaGaye

Kamli Wale Nabi Aa Gaye

आ गए आ गए आ गए, कमली वाले नबी आ गए

 

Inka Aañgan Saje Mustafa Ke Liye

इनका आंगन सजे मुस्तफा के लिए

Ye Sa’aadat Thi Sirf Aamna Ke Liye

ये सआ़दत थी सिर्फ आमना के लिए

Jo Hain Darmaañ Gham E La-dawa Ke Liye

जो हैं दर्मां ग़म ए ला-दवा के लिए

Aasiyoñ, Bekasoñ Pe A’taa Ke Liye

आसियों, बेकसों पे अ़ता के लिए।

 

Aa Gaye Aa Gaye Aa Gaye

Kamli Wale Nabi Aa Gaye

आ गए आ गए आ गए, कमली वाले नबी आ गए

 

aa gaye aa gaye…..

आ गए आ गए…..

aa.. aa… gaye

आ… आ…. गए

 

Aa Gaye AaGaye Kamli Wale Nabi

आ गए आ गए, कमली वाले नबी

Aa Gaye AaGaye Kamli Wale Nabi

आ गए आ गए, कमली वाले नबी

 

Uth Ke Kaabe Se, Ye Rahmat Ki Ghata Kahti Hai

उठ के काबे से, ये रहमत की घटा कहती है

Muskurati Huyi Wahdat Ki Ada Kahti Hai

मुस्कुराती हुई वहदत की अदा कहती है

Sab Rasulaan Aaye Salami Ke Liye

सब रसूलान आए सलामी के लिए

Aamna Bibi Ke Aañgan Ki Sada Kahti Hai

आमना बीबी के आंगन की सदा कहती है।

 

Aa Gaye Aa Gaye Kamli Wale Nabi

आ गए आ गए, कमली वाले नबी

Aa Gaye AaGaye Kamli Wale Nabi

आ गए आ गए, कमली वाले नबी

 

Khazane Haq Ne Rahmat Ke Lutaye

खज़ाने हक़ ने रहमत के लुटाए

Mubarak Ho Shah e Kaunain Aaye

मुबारक हो शहे कौनैन आए

Sukun e Zindagi Insaañ Ne Paya

सुकूने ज़िन्दगी इंसां ने पाए

Badhe, Kahte Huye Rahmat Ke Saaye

बढ़े, कहते हुए रहमत के साए।

 

Aa Gaye Aa Gaye Kamli Wale Nabi

आ गए आ गए, कमली वाले नबी

Aa Gaye AaGaye Kamli Wale Nabi

आ गए आ गए, कमली वाले नबी

 

Sargam/सरगम

 

Aa Gaye Aa Gaye Aa Gaye

Kamli Wale Nabi Aa Gaye

आ गए आ गए आ गए, कमली वाले नबी आ गए

 

Nek Bandoñ Meiñ Jaah o Hasham Baañtne

नेक बन्दों में जाह़ो हशम बांटने

Gulkadoñ Meiñ Bahaar e Iram Baañtne

गुलकदों में बहार ए इरम बांटने

Ham Se Mañgtoñ Meiñ Lutfon Karam Baañtne

हम से मंगतों में लुत्फ़ ओ करम बांटने

Aaj Apne-Paraaye Ka Gham Baañtne

आज अपने पराए का ग़म बांटने।

 

Aa Gaye Aa Gaye AaGaye

Kamli Wale Nabi Aa Gaye

आ गए आ गए आ गए, कमली वाले नबी आ गए

 

Kamli Wale Nabi Aa Gaye, Aa Gaye, Aa Gaye

कमली वाले नबी आ गए, आ गए, आ गए

 

Roshni Deene Fitrat Laayi Gayi

रौशनी दीने फ़ितरत की लायी गई

Raah Insaañ Ko Seedhi Dikhayi Gayi

राह इंसां को सीधी दिखाई गई

Ab Jahaañ Se Buton Ki Khudaayi Gayi

अब जहां से बुतों की ख़ुदाई गई

Har Kisi Ko Khabar Ye Sunaayi Gayi

हर किसी को ख़बर ये सुनाई गई।

 

Aa Gaye Aa Gaye Aa Gaye

Kamli Wale Nabi AaGaye

आ गए आ गए आ गए, कमली वाले नबी आ गए

 

Sargam/सरगम

Aa Gaye Aa Gaye Aa Gaye

Kamli Wale Nabi AaGaye

आ गए आ गए आ गए, कमली वाले नबी आ गए

 

Ho Mubarak Fana, Rahmatoñ ki Ghadi

हो मुबारक फ़ना, रहमतों की घड़ी

Qaid e Gham Se Reha Ho Gaye Ummati

क़ैद ए ग़म से रिहा हो गए उम्मती

Jab Mohammad Ko Lekar chali

जब हलीमा मोहम्मद को लेकर चली

Raah Ke Zarre Zarre Ne Aawaaz Di

राह के ज़र्रे ज़र्रे ने आवाज़ दी।

 

Aa Gaye Aa Gaye Aa Gaye

Kamli Wale Nabi AaGaye

आ गए आ गए आ गए, कमली वाले नबी आ गए

 

Kamli Wale….Nabi Aa…. Gaye

कमली वाले…. नबी आ गए

Aa… Gaye Mohammad Madine Wale

आ… गए मोहम्मद मदीने वाले

 

Aa Gaye Aa Gaye Aa Gaye

Kamli Wale Nabi AaGaye

आ गए आ गए आ गए, कमली वाले नबी आ गए

 

Laaye Tashrif Sultaan e Kouno Makaañ

लाए तशरीफ़ सुल्तान ए कौनो मकां

Taajdare Haram Sayyid e Mursalañ

ताजदार ए हरम सय्यद ए मुर्सलां

Raah e Haq Meiñ Nahaane Lage Do Jahaañ

राहे हक में नहाने लगे दो जहां

Bole Jibreel Kaabe Se Dekar Azaan

बोले जिबरील काबे से देकर अज़ां।

 

Aa Gaye Aa Gaye Aa Gaye

Kamli Wale Nabi AaGaye

आ गए आ गए आ गए, कमली वाले नबी आ गए

Kamli Wale Nabi AaGaye

कमली वाले नबी आ गए

 

 

rabi ul awal naat lyrics – ربیع الاول کی نعتیں

SAFINA E BAKHSHISH LYRICS

Safina E Bakhshish Mufti Akhtar Raza Khan Naat Lyrics

Salam Lyrics | Best Salato Salam Lyrics

Saman e Bakhsish Lyrics

Seerat E Ghous E Azam Hindi Pdf Book

 

Leave a Reply