MAINE YE KAB KAHA MUJHE DUNIYA KA MAAL DE NAAT LYRICS
Maine Ye Kab Kaha Mujhe Duniya Ka Maal De..
Mujhko Gada Bana ke Madine Me Daal De..
Kahte Rahe BILAL Yahi Har Makam Par,
Nikalegi Meri Jaan Mohammed Ke Naam Par,
Aisa Hi Sabke Seene Me Ishq-e-BILAL De.,
Sabko Gada Bana Ke Madine Me Daal De..
Jo Bhi Huzoor Ko Kahe Apni tarah Bashar,
Bistar Uthaye Firte Rahenge Woh Dar Badar,
Aise Munafiko Ko Jahan Se Nikaal De.,
Mujhko Gada Bana Ke Madine Me Daal De..
Muddat Se Mere Dil Me Basi Hai Ye Aarzoo…,
Muddat Se Sabke Dil me Basi Hai Ye Aarzoo,
Jalwa Rasool-e-Paak Ka Dekhu Mai Rubaroo,
Moula Tu Sabke Kalb Ki Hashrat Nikaal De..
Sabko Gada Bana Ke Madine Me Daal De..
Ab Akal Kah Rahi Hai Ke Tu Dil Se Kaam Le,
Kyu Doobta Hai Le Mere Aaqa Ka Naam Le.
Tujhko Abhi Kinare Ye Dariya Uchhaal De..
Mujhko Gada Bana Ke Madine Me Daal De..
Ta-zindagi Huzoor ki Naate Likha Karun,
Sajjad Apne Rab se Itni Duwa Karun,
Fikre Raza Nezami Ka Hushn-e- Khyaal De.,
Mujhko Gada Bana Ke Madine Me Daal De.
- Bheeni Suhani subah me thadak jigar ki hai urdu lyrics
- DIL KI DUNIYA KO SAJAO AAQA NAAT LYRICS
- BAHAAR E JAAN FIZA TUM HO LYRICS
- Tafseer Fi Zilal al-Qur’an (Urdu)
- Aakhiri Roze Hain Dil Ghamnaak Muztar Jaan Hai Lyrics
- JAHAN ROZA E PAK E KHAIRUL WARA HAI NAAT LYRICS
- ASSALAMU ALAYKA LYRICS
- Kya shan paayi allahu-akbar Siddiqu e akbar lyrics
- SHAAHE WAALA MUJHE TAIBA BULA LO LYRICS
- Zindagi Mahv-e Sanaa-e Mustufa Hone Lagi Lyrics
Maine Ye Kab Kaha Mujhe Duniya Ka Maal De
मैं ने ये कब कहा मुझे दुनिया का माल दे | मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे /
Maine Ye Kab Kaha Mujhe Duniya Ka Maal De | Mujh Ko Gada Bana Ke Madine Mein Daal De
मैं ने ये कब कहा मुझे दुनिया का माल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
कहते रहे बिलाल यही हर मक़ाम पर
निकलेगी मेरी जान मुहम्मद के नाम पर
ऐसा ही मेरे सीने में ‘इश्क़-ए-बिलाल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
जो भी हुज़ूर को कहें अपनी तरह बशर
बिस्तर उठाए फिरते रहेंगे वो दर-ब-दर
ऐसे मुनाफ़िक़ों को जहाँ से निकाल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
मुद्दत से मेरे दिल में बसी है ये आरज़ू
जल्वा रसूल-ए-पाक का देखूँ मैं रू-ब-रू
मौला ! तू मेरे क़ल्ब की हसरत निकाल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
अब ‘अक़्ल कह रही है कि तू दिल से काम ले
क्यूँ डूबता है ले मेरे आक़ा का नाम ले
तुझ को अभी किनारे ये दरिया उछाल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
ता-ज़िंदगी हुज़ूर की ना’तें लिखा करूँ
सज्जाद ! अपने रब से मैं इतनी दु’आ करूँ
फ़िक्र-ए-रज़ा दे, जामी का हुस्न-ए-ख़याल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
शायर:
सज्जाद निज़ामी
ना’त-ख़्वाँ:
सज्जाद निज़ामी