Teri Aamad Hai Maut Aai Hai Naat Lyrics

Teri Aamad Hai Maut Aai Hai Naat Lyrics

 

Teri Aamad He, Maut Aa-ee He
Jaan e Esa, Teri Duha-ee HeKyuƱ Watan Apna Chor Aa-ee He
KyuƱ Safar Ki Musibat Utā€™ha-ee He

SenkroƱ AafatoƱ Me Phansne Ko
KyuƱ Badan Me Jaan Aa-ee He

Un Ke Jalwe HaiƱ Meri AankhoƱ Me
Achā€™chi Saaā€™at Se Maut Aa-ee He

 

Tum Ko Dekha To, Dum Me Dum Aaya
Aap Aa-e Ke Jaan Aa-ee He

Mar Raha Tha Tum Aa-e Jee Utā€™haa
Maut Kya Aa-ee, Jaan Aa-ee He

Ab To Aawo Ke Dum LaboƱ Par He
Chehre Par Murdani Bhi Cha-ee He

Aa-iye Waqt He Ye Aane Ka
Dekh LeƱ Sub Ki JaaƱ Phir Aa-ee He

Zindagi Me Ne Paa-ee Mar-Mar Ke
Me Ne Jee-Jee Ke Maut Paa-ee He

Zindagi Kya Thee, Jis Me Maut Aa-ee
Zindagi Baā€™ad e Marg Paa-ee He

Maut Ka Ab NahiƱ Zara Khatā€™ka
Zindagi Shubh Gharā€™i Se Paa-ee He

Marte Hee Zindagi Milee Mujh Ko
Maut Ke Saath Jaan Aa-ee He

Hasrat e Deed e Yaar Me Hum Ne
Aaj Mar-Mar Ke Maut Pa-ee

Ju-HeeƱ Dekha Mar Mitā€™aa Us Par
Me Ne Mar Ke, Hayaat Paa-ee He

Chain Ki Neend Aaj Soya HuƱ
Maut Aaraam Ki Sulaa-ee He

ShaamatoƱ Ne Tumhari Gheyra He
Maut Tum Ko YahaaƱ Pe Laa-ee He

Zabh Kar Daala Tu Ne Aw Zaalim
Nafs Tu To Niraa Qasaa-ee He

Taaā€™at e Haq Ka Naam Sunte Hee
Tujh Ko Kam Bakht Maut Aa-ee He

Maā€™siyat Zahr He, Magar Oondhe
Tu Ne Samjha Usay Mitā€™haa-ee He

Kya Bigaara Tha Tera, KyuƱ Bigrā€™a
Zahr Ke Pyaali KyuƱ Pilaa-ee He

Achā€™che Jo Kaam Karne HaiƱ, Kar Lo
Jaan Apni NahiƱ, Paraa-ee He

Noori Har Giz NahiƱ He Tu Naari
Maut e Islaam Tu Ne Paa-ee He

Waah! Kya Baat Aapki Noori,
Kya Hee Achā€™chi Ghazal Sunaa-ee He

Ba Khatā€™t e Noor Is Dar Par Likha He
Ye Baab e Rahmat e Rabā€™b e Ulaa He

Sar e Kheera Jo Ab Dar Pe Jhuka He
Adaa He Umr Bhar Ki Jo Qaza He

Maqabil Dar Ke YuƱ Kaaā€™ba Bana He
Ye Qibla He, To Too Qibla Numa He

Dar e Waala Pe Ik Mela Laga He
Ajab Is Dar Ke Tukrā€™oƱ Me Maza He

YahaaƱ Se Kab Ko-ee Khaali Phira He
Sakhi Daata Ki Ye Dawlat-Sara He

Gada To He Gada, Jo Badshah He
Usay Bhi To Isee Dar Se Mila He

Jisay Jo Kuch Mila Jis Se Mila He,
Haqeeqat Me Wo Is Dar Ki Ataa He

Isee Sarkaar Ka Mangta He Aalam
Gada Is Dar Ka Har Shaah o Gada He

YahaaƱ Se Bheek Paate HaiƱ SalaateeƱ
Isee Dar Se UnheƱ Tukrā€™a Mila He

Isee Dar Se Palega Pal Raha He
Isee Ghar Se Zamaana Pal Chuka He

Shab e Meā€™raj Se Zaahir Huwa He
Rusul HaiƱ Muqtadi, Tu Muqtada He

Khuda-ee Ko Khuda Ne Jo Diya He
Usee Ghar Se Usee Dar Se Mila He

Khuda e Paak To Ghar Dar Se He Paak
Magar Ye Dar, Dar e Paak e Khuda He

YahaaƱ Wo Ba-Khuda He Jalwa Farma
Jo Kashti Ka JahaaƱ Ki Na Khuda He

Sha e Arsh AastaaƱ; Allah-Allah,
Tasawā€™wur Se Khuda, Yaad Aa Raha He

Ye Wo Mahboob e Haq He Jis Ki Rooyat
Yaqeen Maano Ke Deedar e Khuda He

Yadulā€™laah Jis Ka Dast e Paak Tahā€™re
Wo Bayā€™at Jis Ki Bayā€™at Ba Khuda He

 

Ramee Jis Ki Ramee Tahā€™ri Khuda Ki
Kitaabulā€™laah Me Ł°

As Being Launched By Allah, His Throwing Has Been Regarded,
ā€˜Allah Launched Itā€™ In The Glorious Book of Allah, It Has Been Stated

Qasam Qurā€™an Me Jis Ki Rah-Guzar Ki
Khuda Ne Yaad Ki, Kya Martaba He

Wahee Matloob Jis Ka Har-Har Andaaz
Wahee Mahboob Jis Ki Har Ada He

Hawa Se Paak Jis Ki Zaat e Qudsi
Wo Jis Ki Baat Bhi Wahi e Khuda He

NahiƱ Kehte Hawa e Nafs Se Kuch
Jo Farmaa-eƱ Wahi e Khuda He

Chamak Se Jin Ki Roshan HaiƱ Do Aalam
Mahak Se Jis Ki Har BustaaƱ Basaa He

Wo Jalwa Jis Se Haq He Aashkaara
Wo Soorat Jo Jamaal e Haq Numa He

Wo Yakta Aa-ina Zaat e Ahad Ka
Wo Maraat e Sifaat e Kibriya He

Wo Pyaara Jis Pe Rabā€™b He Aisa Pyaara
Ke Us Ke Pyaare Par Pyaara Khuda He

Wo Jis Ka Shehr Bhi He Aisa Pyaara
JahaaƱ Ki Raat Din Se Bhi Siwa He

JahaaƱ He Be ThikaanoƱ Ka Thikaana
JahaaƱ Shaah o Gada, Sub Ka Thā€™iya He

Dawa Dukh Dard Ki He Khaak Jis Ki
Maā€™aasi Ka JahaaƱ Daarush Shifa He

Karam Farmaaiye Ay Sarwar e DeeƱ
JahaaƱ MangtoƱ Ki Paiham Ye Sadaa He

Khazaane Apne De Ke Tum Ko Haq Ne
Na Qaasim Hee Ke, Maalik Kar Diya He

Jisay Jo Chaaho, Jitna Chaaho, Do Tum
TumheƱ Mukhtar e Kul Farma Diya He

Do Aalam Bheek Lete HaiƱ YahaaƱ Se
Jo Jis Ke Paas He Tera Diya He

Na MaangeƱ Tum Se Hum To Kis Se MaangeƱ
HaiƱ Sub Dar Band, Bus Ye Dar Khula He

Me Dar-Dar KyuƱ PhiruƱ Dur-Dur SunuƱ KyuƱ
Mere Sarwar Mere Kya Sar Phira He

Ataa Farmaate Ho Be Maange Sub Kuch
Ye Mangta Tum Se Tum Ko Maangta He

Tumhara Milna, Milna He Khuda Ka
Khuda Mil Jaa-e To Phir Kya Raha He

Ataa Farmaaiye Apne Karam Se
Mere Maula Jo Dil Ka Mudā€™daā€™a He

Yahee Sarkaar e Faiz Aathaar He Wo
JahaaƱ Se Faiz Ka Darya Bahaa He

YaheeƱ Se Paate HaiƱ Sub Apne Matlab
Har Ik Ke Waaste Ye Dar Khula He

Ba Har Lahza Ba Har Saā€™at Ba Har Dum
Dar e Sarkaar e Faiz Aathaar Waa He

NahiƱ Taqseem Me Tafreeq Kuch Bhi
Ke Dushman Bhi YaheeƱ Ka Keh Raha He

Ye Wo Dar He, Huwa He Wo Bhi Haazir
Jo Is Sarkaar Ka Dushman Chupaa He

Salaam e Rooā€™sata-ee Be Gharaz Neyst
Wo Kya Taā€™zeem Ko Haazir Huwa He

Aqeede Me To Us Ke Shirk He Ye
Dikhaane Ko Taqiyyah Kar Liya He

Jilaa Imaan Se Hoti He Dil Par
Wo Andha Sheesha He, Jo Be Jilaa He

NahiƱ Sheesha, NahiƱ Wo Dil, Tu Jis Par
Khuda Ne Khatm Farmaadi Tawaa He

Na Tahrā€™e Matr e Haq Ke Boond Jis Par
Luhaabi Kya He, Ek Chiknaa Gharā€™aa He

Buhat Bud Firqay Paida Ho Chukay HaiƱ
Sabhi Ne Ek Naya Mazhab Gharā€™aa He

Jo Mazhab Ahle Sunnat Ke Ilaawa
Bana He Wo Jahannam Ka Garā€™haa He

Jamaā€™at Par Yad e Rahmat He Haq Ka
Juda Firqay Jahannam Me Gira He

He Un Me Ek Firqa Sub Se Bud-tar
Jisay Shirk Az Umoor e Aamā€™ma He

NahiƱ Jis Se Ko-ee Maujood Khaali
Ko-ee Bhi Us Ki Zad Se Bach Saka He

 

Har Ik Is Shirk Se Tahā€™ra Jo Mushrik
Jo He, Ya Hoga, Ya Aage Huwa He

Sahaba, Khud Nabi, Balke Khud Allah
Sabhi Par Hukm e Shirk Is Ne Jurā€™aa He

Jisay Bidā€™at Ki Lat Itni Parā€™ee He
Ke Sunnat Ko Bhi Bidā€™at Bolta He

Ma-e Bidā€™at Se He Sarshaar Aisa
Ke Sub Kuch Us Ko Bidā€™at Soojhta He

Thee Itni Tund May Jis Ke Nashe Me
Ke Khud Apne Hee Ko Bhoola Huwa He

Ye Khud He Bidā€™ati Mushrik Yaqeenan
Magar Sunni Ko Bidā€™ee Jaanta He

HaiƱ Us Ki Shirk O Bidā€™at Ahle Gahle
Saraapa Jin Me Khud Dooba Huwa He

Ye Aisa Us Ka Hukm e Shirk O Bidā€™at
Usay Saawan Ke Andhay Ka Hara He

He Sunni Aa-ina, Us Ne Jo Dekha
Nazar Apna Hee Chehra Aa Gaya He

Usay Man Ibtidaā€™ To Rah Gaya Yaad
Magar Man Sanā€™na Ye Bhoola Huwa He

Khud Apne Fatwa-oƱ Se Aap Mushrik,
Na Bus Mushrik Hee, Ye Mushrik Janaa He

NahiƱ He Baap Hee Mushrik Ke Jadā€™d Bhi
Awr Us Ka Jadā€™d, JahaaƱ Tuk Silsila He

Khuli TanqeeseƱ Mahboobaan e Haq Ki
Ye Firqa Barmala Karta Raha He

Khuli Tauheen Ki He Khud, Khuda Ki
Ke Us Ko Kizb Par Qaadir Kaha He

Na Mumkin Hee Kaha, Balke YahaaƱ Tuk
Barā€™ha He Ye Ke, Waaqeā€™ Keh Gaya He

Na Bus Ek Kizb Par Hee Us Ne Bus Ki
Ke Jahl o Zulm o Sarqa Bhi Kaha He

TumheƱ Haq Ne Diye HaiƱ Wo Fazaa-il
Ke Shirkat Un Me Hona Na-Rawa He

Mumaasil Ho NahiƱ Sakta Tumhara
TumheƱ Wo Fazl e Kul Rabā€™b Ne Diya He

Tumhari Be Misaali Is Se Zaahir
Ke Mahboob e Khuda Tum Ko Kiya He

Muhib Kya Chahata He Misl e Mahboob!
Muhib To Be Misaali Chahata He

Magar Ye Firqa Mahboob e Khuda Ke
KaroroƱ Misl Mumkin Maanta He

Na Mumkin Hee Ke, Che Misl Waaqeā€™
Kaha Karta Kutub Me Chaapta He

Yunhi Khatm e Nubuwā€™wat Ka He Maaneā€™
Shafaā€™at Se Bhi Munkir Ho Gaya He

 

MusalmaanoƱ Ke ā€˜Dar Se Lafz Maane
Magar Maaā€™na Ka Maaneā€™Barmala He

Jo Maaā€™na Un Ke HaiƱ Maathoor Ab Tuk,
Saraahat Se UnheƱ Rudd Kar Raha He

KahaaƱ Tuk Zulm, Me Us Ke Ginaa-uƱ
KahaaƱ Tuk Me GinooƱ Kya-Kya Baka He

Nafi Jis Ilm Ki Sarkaar Se Ki
Usee Ko Nas Se ShaitaaƱ Ko Diya He

Muheet e Ard Ka Shaitaan Ko Jub
Ye Nas Se Ilm Saabit Maanta He

Shareek Iblees Ko Karta He Haq Ka
Ke ShaitaaƱ Ko Ye Haq Jaanta He

Wo Kuch Maane Bahr Soorat Wo Khud Hee
Baā€™ra Mushrik Ba Hukm e Khud Bana He

Majaaneen o Sabi, HaywaaƱ, Bahaa-im
Ye Un Sub Ke Liye Bhi Maanta He

Nabi, Ghayr e Nabi Me Farq Poocha
Bataa-o Un Me In Me, Farq Kya He

UnheƱ Jaisa Bataya Ilm e Aqdas
Kaha He Baā€™az Me, Takhsees Kya He

Nafi e Shah Se Ba-Wajhe Shirk Ki Bhi
Magar Phir Bhi Usee Me Mubtala He

Jo Qismat Me Likha Tha, KyuƱ Na Hota
KaheeƱ Taqdeer Ka Likha Mitā€™aa He

KareƱ LaakhoƱ Jatan Hota Wo Hee
Wahi Hoga Jo Qismat Me Badaa He

Khayaal e Khar Me Istighraaq Se Bud
Jo Taā€™zeem e Nabi Ko Jaanta He

Agar Us Ko Ko-ee Itna Kahega
Ke Wo InsaaƱ NahiƱ, Khaasa Gada He

Bikhar Jaa-enge Us Par Kaisa, Kaisa
JinheƱ Tahzeeb Nau Ka Idā€™daā€™a He

Bayaan e Ayb e Dushman Neā€™mat Hee He
Ke Qurā€™aaƱ Me Bhi

Zia e Kaaā€™ba Se Roshan HaiƱ AankheƱ
Munawā€™war Qalb Kaisa Ho Gaya He

Hamaari Haaziri Noorun ā€˜Ala Noor
Ke Baā€™ad e Hajj HameƱ Haazir Kiya He

Zia e Rauza Ka Aalam KahuƱ Kya
Ke Wo To Noor e Kaaā€™ba Se Siwa He

YahaaƱ Mahboob e Rabā€™b He Jalwa Aara
WahaaƱ Bus Ik Tajalā€™li Ki Zia He

He Ye To Wasl Se Sar Sabz Dil Shaad
Wo Naar e Hijr Se Dil Sokhta He

Mah o Khursheed Paate HaiƱ YahaaƱ Se
Zia E Rauza Ka Kehna Hee Kya He

Fizaa e Taiba Ke Qurbaan Jaa-uƱ
Naseem e Khuld See Jis Ki Hawa He

Khafeef o Khush Maza, Be Misl Paani
KaheeƱ Dunya Me Aisa Kab Piya He

Zameen E Paak Wo Jis Ko Khuda Ne
Kitaabullah Me Ardulā€™laah Kaha He

HameƱ To Taiba He Jannat Se Barā€™h Kar
JahaaƱ Mahboob e Haq Jalwa Numa He

Qadam Hum JaisoƱ Ke Is Sar ZameeƱ Me
Karam Sarkaar Ka He, Awr Kiya He

Watan Ki Har Suhaani Subh Noori
YahaaƱ Ki Shaam e Ghurbat Par Fida He

 

Leave a Reply