Zindagi Ye Nahi Hay Kisi Ke Liye Naat Lyrics

Zindagi Ye Nahi Hay Kisi Ke Liye Naat Lyrics

 

Zindagi Ye Nahiñ He Kisi Ke Liye
Zindagi He Nabi Ki Nabi Ke LiyeNa Samajh Mar’te Haiñ Zindagi Ke Liye
Jeena Marna He Sab Kuch Nabi Ke Liye

Chaandni Chaar Din He Sabhi Ke Liye
He Sada Chaand Abdun Nabi Ke Liye

Anta Feehim Ke Daaman Me Munkir Bhi Haiñ
Hum Rahe Ishrat e Daa-imi Ke Liye

Aish Kar Lo Yahaañ Munkiroñ Chaar Din
Mar Ke Tarsoge Is Zindagi Ke Liye

Daagh e Ishq e Nabi Le Chalo Qabr Mein
Hay Charaagh e Lahad Roshni Ke Liye

Naqsh e Paa e Sagaan e Nabi Dekhiye
Ye Pata He Bahot Rehbari Ke Liye

Maslak e Aala Hazrat Salaamat Rahe
Ek Pehchaan Deen e Nabi Ke Liye

Maslak e Aala Hazrat Pe Qaa-im Raho
Zindagi Di Gayi He Isi Ke Liye

Sulhe-kulli Nabi Ka Nahiñ Sunniyo!
Sunni Muslim He Sach-cha Nabi Ke Liye

Woh Bulaate He Ko-ee Ye Aawaaz De
Dum Me Jaa Pahunchun Me Haaziri Ke Liye

Ay Naseem e Saba Un Se Keh De Shaha
Muztarib He Gada Haaziri Key Liye

Jin Ke Dil Me He Ishq e Nabi Ki Chamak
Woh Taraste Nahiñ Chaandni Ke Liye

Jin Ke Dil Me He Jalwe Tere Ishq Ke
Chashma e Noor He Roshni Key Liye

Jin Ke Dil Me He Jalwe Tere Ishq Ke
Woh He Najm e Zamaañ Roshni Ke Liye

Akhtar e Qaadiri Khuld Mein Chal Diya
Khuld Waa He, Har Ek Qaadiri Ke Liye

ZINDAGI HAY NABI KI NABI KE LIYE NAAT LYRICS

 

 

ZINDAGI HAY NABI KI NABI KE LIYE NAAT LYRICS
ZINDAGI HAY NABI KI NABI KE LIYE NAAT LYRICS

 

 

 

Zindagi Ye Nahin Hay Kisi Ke Liye
Zindagi Hay Nabi Ki, Nabi Ke Liye

Na-Samajh Martay Hain Zindagi Ke Liye
Jeena Marna Hay Sab Kuch Nabi Ke Liye

Chandni Chaar Din Hay Sabhi Ke Liye
Hay Sada Chaand Abdun Nabi Ke Liye

“Anta Feehim” Ke Daaman Mein Munkir Bhi Hain
Hum Rahay Ishrat-E-Daaimi Ke Liye

Aeysh Kar Lo Yahan Munkiro Chaar Din
Mar Ke Tarso Ge Iss Zindagi K Liye

Daag E Ishq E Nabi Le Chalo Qabr Mein
Hay Charaag E Lahad Roshni Ke Liye

Naqsh E Paa E Sagaan E Nabi Dekhiye
Ye Pataa Hay Bohat Rahbari Ke Liye

Maslake Aala Hazrat Salamat Rahe
Ek Pahechan Deene Nabi Ke Liye

Maslake Aala Hazrat Pe Kayim Raho
Zindagi Di Gayi Hai Isi Ke Liye

Sul-he Kulli Nabi Ka Nahi Sunniyon
Sunni Muslim Hai Sacha Nabi Ke Liye

Wo Bulaatay Hain, Koi Ye Awaz De
Dam Mein Jaa Pohnchun Mein Haaziri Ke Liye

Aey Naseem E Saba Unn Se Keh De Zara
Muztarib Hay Gadaa Haaziri Ke Liye

Jin Ke Dil Mein Hay Ishq E Nabi Ki Chamak
Wo Tarastay Nahin Chaandni Ke Liye

Jin Ke Dil Mein Hain Jalway Teray Ishq Ke
Wo Hain Najm E Zamaan Roshni Ke Liye

AKHTAR E Qadiri Khuld Mein Chal Diya
Khuld Waa Hay Har Ik Qaadiri Ke Liye

Life is not for anyone else
Life is for the Prophet, for the sake of the Prophet

People misunderstand the purpose of life
To live and die, everything is for the sake of the Prophet

Moonlight is for everyone for a few days
But the eternal moon is for the sake of the Prophet

Even deniers are in the fold of “Anta Feehim”
We remain for the eternal bliss

Enjoy life for a few days, O deniers
You will regret in the afterlife for this worldly life

Take the mark of the love of the Prophet to the grave
It is the lamp of the grave, for the sake of illumination

See the footprint of the Prophet’s blessed feet
It is a sign of great leadership

May the way of Ala Hazrat remain safe
It is an identity of the love of the Prophet

May we remain steadfast on the path of Ala Hazrat
Life has been given for this purpose

The essence of the Prophet’s teachings is not for everyone
A true believer is a Sunni Muslim for the sake of the Prophet

He calls us, can someone respond to his call?
So that I may reach his presence in a moment

O morning breeze, convey this message to them
Restless is the heart for the sake of presence

Those whose hearts are illuminated with the love of the Prophet
Do not long for moonlight

Those whose hearts are filled with the splendors of your love
They are the stars of the era, for the sake of illumination

Akhtar-e-Qadiri has journeyed to paradise
Paradise is for every Qadiri, for their sake.

Leave a Reply