ya mustafa ya mujtaba ahlan wa sahlan marhaba Lyrics

ya mustafa ya mujtaba ahlan wa sahlan marhaba Lyrics

 

 

ya mustafa ya mujtaba ahlan wa sahlan marhaba
hain aap hi noor e khuda ahlan wa sahlan marhaba

sar se paaon tak noor tera sab gharaana noor ka
teri nasl e paak mein hai har bacha bacha noor ka

lab noor jabeen noor zehan noor nazar noor
hain aap hi noor e khuda ahlan wa sahlan marhaba

duniya hai khaak e paa teri ukba hai gard e raah teri
aye do jahaan e peshwa ahlan wa sahlan marhaba

aisi haseen soorat kahan
bashar kya kare wajf rooh e muhammad
khuda jab kehta saraaj um muneera

jab aaye hazrat e yusuf ki taabaani sar aankhon par
khuda khud jis pe shaida hai woh soorat aur hi kuchh hai

meraj mein jibraeel se kehne lage shah e umam
tune dekhein hain haseen batlao toh kaise hain ham
rooh ul ameen kehne laga aye naazneen haq ki kasam
aafa gaha gar deeda um mehar e butan bar deeda um
isiyar khuban deeda um lekin to cheez e dighari

tera saraapa ya nabi tafseer hai wuran ki
walail muh taaha jabeen wah shams hai chehra tera

 

Leave a Reply