Khaak Sooraj Se Andheron Ka Izaala Hoga


Sarkar-E-Do-Aalam Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Bargah-E-Bakas Panah Mein Intehayi Aqeedat Aur Muhabbat Se Pesh Kiya Gaya Yeh Nihayat Hi Dilkash Aur Ruhani Kalam Hai. Is Naat-E-Pak Ke Har Ek Sher Mein Ashiq-E-Sarkar Ki Be-Pannah Muhabbat Ka Izhaar Nihayat Hi Umda Andaaz Mein Kiya Gaya Hai.

Naat InformationDetails
Naat TitleKhaak Sooraj Se Andheron Ka Izaala Hoga
Poet / WriterKhalid
CategoryNaat Sharif
Naatkhawan / ReciterBadar Muneer Qadri
Book NameBarkate Raza Naat Book

Khaak Sooraj Se Andheron Ka Izaala Hoga Lyrics In Roman

Khaak Sooraj Se Andheron Ka Izaala Hoga
Aap Aaye To Mere Ghar Me Ujaala Hoga

Hashr Mein Unka Har Ik Chaahne Waala Hoga
Mere Sarkaar Ka Aalam Hi Niraala Hoga

Ishqe Sarkaar Ki Ik Shamma Jalaalo Dil Mein
Baad Marne Ke Lahad Mein Bi Ujaala Hoga

Jab Bhi Maango To Waseele Se Unhi Ke Maango
Is Waseele Se Karam Aur Do Bala Hoga

Hashr Mein Hoga Woh Sarkaar Ke Jhande Ke Tale
Meri Sarkaar Ka Jo Chaahne Waala Hoga

Hashr Mein Usko Bhi Seene Se Lagayenge Huzoor
Jis Gunahgaar Ko Har Ek Ne Taala Hoga

Silaa-E-Naate Nabi Paaunga Jis Din Khalid
Woh Karam Dekh Na Tum Dekhne Waala Hoga

Khaak Sooraj Se Andheron Ka Izaala Hoga Lyrics In Hindi

खाक सूरज से अंधेरों का इज़ाला होगा
आप आये तो मेरे घर में उजाला होगा

हश्र में उनका हर इक चाहने वाला होगा
मेरे सरकार का आलम ही निराला होगा

इश्क़े सरकार की इक शम्मा जलालो दिल में
बाद मरने के लहद में भी उजाला होगा

जब भी मांगो तो वसीले से उन्हीं के मांगो
इस वसीले से करम और दो बाला होगा

हश्र में होगा वो सरकार के झंडे के तले
मेरी सरकार का जो चाहने वाला होगा

हश्र में उसको भी सीने से लगायेंगे हुज़ूर
जिस गुनहगार को हर एक ने टाला होगा

सिला-ए-नाते नबी पाऊंगा जिस दिन खालिद
वो करम देख ना तुम देखने वाला होगा

Khaak Sooraj Se Andheron Ka Izaala Hoga Lyrics In Urdu

خاک سورج سے اندھیروں کا ازالہ ہوگا
آپ آئے تو میرے گھر میں اجالا ہوگا

حشر میں ان کا ہر اک چاہنے والا ہوگا
میرے سرکار کا عالم ہی نرالا ہوگا

عشقِ سرکار کی اک شمع جلالو دل میں
بعد مرنے کے لحد میں بھی اجالا ہوگا

جب بھی مانگو تو وسیلے سے انہی کے مانگو
اس وسیلے سے کرم اور دو بالا ہوگا

حشر میں ہوگا وہ سرکار کے جھنڈے کے تلے
میری سرکار کا جو چاہنے والا ہوگا

حشر میں اس کو بھی سینے سے لگائیں گے حضور
جس گنہگار کو ہر ایک نے ٹالا ہوگا

صلۂ نعتِ نبی پاؤں گا جس دن خالد
وہ کرم دیکھنا تم دیکھنے والا ہوگا

Leave a Comment