Hazrat Imam Jafar Sadiq Ki Azmat O Shaan Aur Ilmi O Roohani Muqaam Ko Bayaan Karti Ye Noorani Manqabat Dil Ko Aqeedat Se Bhar Deti Hai. Is Kalam Mein Shehzada E Ahl E Bait Ki Aali Shaan Aur Wilayat Ka Khoobsurat Zikr Kiya Gaya Hai. Padhne Walon Ke Dilon Mein Ahl E Bait E Athar Se Mohabbat Ka Jazba Bedaar Hota Hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Millat Ke Rehnuma Hain Hazrat Imam Jafar |
| Poet / Writer | Salman Raza Fareedi |
| Category | Manqabat Imam Jafar Sadiq |
| Naatkhawan / Reciter | Hafiz Tahir Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Millat Ke Rehnuma Hain Hazrat Imam Jafar Lyrics In Roman
Millat Ke Rahnuma Hain Hazrat Imaam Jaa’far
Sardaar E Auliya Hain Hazrat Imaam Jaa’far
Kirdaar Mein Jhalak Hai Anwaar E Mustafa Ki
Nooraani Aaina Hain Hazrat Imaam Jaa’far
In Ko Waseela Kar Lo Sab Kuchh Tumhein Milega
Allah Ki Riza Hain Hazrat Imaam Jaa’far
Seena Ba Seena Pahunchi Hasnain Ki Wiraasat
Farzand E Murtaza Hain Hazrat Imaam Jaa’far
In Se Hui Do-Baala Saadaat Ki Tajalli
Ik Nayyar E Safa Hain Hazrat Imaam Jaa’far
Kaunain Ki Bulandi Hai In Ke Naqsh E Paa Mein
Mahboob E Mustafa Hain Hazrat Imaam Jaa’far
Siddiq Ke Karam Se In Ka Laqab Hai Saadiq
Faarooq Ki ‘Ata Hain Hazrat Imaam Jaa’far
Kunde Ka Ye Tabarruk Dil-Taab O Jaan-Fiza Hai
Imaan Ki Ziya Hain Hazrat Imaam Jaa’far
Jo Kuchh Bhi In Se Maanga Ham Ko Mila Fareedi
‘Usmaan Ki Sakha Hain Hazrat Imaam Jaa’far
Millat Ke Rehnuma Hain Hazrat Imam Jafar Lyrics In Hindi
मिल्लत के रहनुमा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
सरदार-ए-औलिया हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
किरदार में झलक है अनवार-ए-मुस्तफ़ा की
नूरानी आईना हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
इन को वसीला कर लो, सब कुछ तुम्हें मिलेगा
अल्लाह की रिज़ा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
सीना-ब-सीना पहुँची हसनैन की विरासत
फ़रज़ंद-ए-मुर्तज़ा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
इन से हुई दो-बाला सादात की तजल्ली
इक नय्यर-ए-सफ़ा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
कौनैन की बुलंदी है इन के नक़्श-ए-पा में
महबूब-ए-मुस्तफ़ा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
सिद्दीक़ के करम से इन का लक़ब है सादिक़
फ़ारूक़ की ‘अता हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
कूँडे का ये तबर्रुक दिल-ताब-ओ-जाँ-फ़िज़ा है
ईमान की ज़िया हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
जो कुछ भी इन से माँगा, हम को मिला, फ़रीदी !
‘उस्मान की सख़ा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
Millat Ke Rehnuma Hain Hazrat Imam Jafar Lyrics In Urdu
ملت کے رہنما ہیں حضرت امام جعفر
سردارِ اولیا ہیں حضرت امام جعفر
کردار میں جھلک ہے انوارِ مصطفیٰ کی
نورانی آئینہ ہیں حضرت امام جعفر
ان کو وسیلہ کر لو، سب کچھ تمہیں ملے گا
اللہ کی رضا ہیں حضرت امام جعفر
سینہ بہ سینہ پہنچی حسنین کی وراثت
فرزندِ مرتضیٰ ہیں حضرت امام جعفر
ان سے ہوئی دو بالا سادات کی تجلی
اک نیرِ صفا ہیں حضرت امام جعفر
کونین کی بلندی ہے ان کے نقشِ پا میں
محبوبِ مصطفیٰ ہیں حضرت امام جعفر
صدیق کے کرم سے ان کا لقب ہے صادق
فاروق کی عطا ہیں حضرت امام جعفر
کونڈے کا یہ تبرک دل تاب و جاں فزا ہے
ایمان کی ضیا ہیں حضرت امام جعفر
جو کچھ بھی ان سے مانگا، ہم کو ملا، فریدیؔ!
عثمان کی سخا ہیں حضرت امام جعفر