Yeh Khubsurat Manqabat E Pak Mujaddid E Deen O Millat Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan Barelvi Ki Shaan Mein Bayaan Ki Gayi Hai. Is Kalam Mein Aala Hazrat Ke Ilm O Fazl Aur Sunaniyat Ke Parcham Ko Buland Karne Ka Zikr Behad Aala Andaz Mein Kiya Gaya Hai. Is Basaat E Kalam Ko Padh Kar Dil Mein Aala Hazrat Se Muhabbat Ka Jazba Bedar Hota Hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Sunniyo Pe Unka Ehsan Hai |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Manqabat |
| Naatkhawan / Reciter | Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Sunniyo Pe Unka Ehsan Hai Lyrics In Roman
Sunniyo Pe Unka Ehsan Hai
Wo Jin Ki Alag Pehchan Hai
Mai Bat Kar Raha Hoon Unki
Wo Jinka Tarjuma-E-Kanzul Imaan Hai
Shair E Bareli Bhi Kaha Jata Hai Unhein
Wo Jo Hum Sunniyon Ki Jaan Hai
Najdi Kaanptey They Jinke Aagey
Wo Bareli Ke Sultan Hain
Qadri Ho Chishti Naqshbandi Ya Soharwardi
Sub Kehtay Hain Wo Hamari Shaan Hain
Jin Par Fida Hai Har Sunni
Haan Haan Wo Imam Ahmad Raza Khan Hain
Sunniyo Pe Unka Ehsan Hai Lyrics In Hindi
सुन्नियों पे उनका एहसान है
वो जिन की अलग पहचान है
मैं बात कर रहा हूँ उनकी
वो जिनका तर्जुमा-ए-कन्ज़ुल ईमान है
शाइर ए बरेली भी कहा जाता है उन्हें
वो जो हम सुन्नियों की जान हैं
नज्दी काँपते थे जिनके आगे
वो बरेली के सुल्तान हैं
क़ादरी हो चिश्ती नक़्शबंदी या सोहरवर्दी
सब कहते हैं वो हमारी शान हैं
जिन पर फ़िदा है हर सुन्नी
हाँ हाँ वो इमाम अहमद रज़ा ख़ान हैं
Sunniyo Pe Unka Ehsan Hai Lyrics In Urdu
سنیوں پہ ان کا احسان ہے
وہ جن کی الگ پہچان ہے
میں بات کر رہا ہوں ان کی
وہ جن کا ترجمہِ کنز الایمان ہے
شاعرِ بریلی بھی کہا جاتا ہے انہیں
وہ جو ہم سنیوں کی جان ہیں
نجدی کانپتے تھے جن کے آگے
وہ بریلی کے سلطان ہیں
قادری ہو چشتی نقشبندی یا سہروردی
سب کہتے ہیں وہ ہماری شان ہیں
جن پر فدا ہے ہر سنی
ہاں ہاں وہ امام احمد رضا خان ہیں
رحمۃ اللہ تعالیٰ علیہ