Jante Hain Mustafa Kya Chahiye Lyrics

Huzoor Rahmat-Ul-Lil-Aalameen Ke Darbar-E-Akdas Ki Haazri Aur Unke Roohani Karam Par Mabni Yeh Hazrat Azmat Raza Bhagalpuri Sahab Ka Ek Nihayat Hi Maqbool Aur Noorani Kalam Hai. Is Pyari Naat-E-Pak Mein Madinah Munawwarah Ki Hazri Ki Tadap Aur Tajush Shariah Ki Barkat Ko Bayaan Kiya Gaya Hai. Aaiye Is Dilon Ko Ishq-E-Mustafa Se Tar-O-Taza Karne Wale Azeem Kalam Ko Nihayat Hi Aqeedat Se Padhein.

Naat InformationDetails
Naat TitleJaante Hain Mustafa Kya Chahiye / Hum Ghulamon Ko Madina Chahiye
Poet / WriterAzmat Raza Bhagalpuri
CategoryNaat Sharif / Madinah Naat
Naatkhawan / ReciterAzmat Raza Bhagalpuri
Book NameUnknown

Jaante Hain Mustafa Kya Chahiye Lyrics In Roman

Jaante Hain Mustafa Kya Chahiye
Hum Ghulamon Ko Madina Chahiye

Main Bhi Dekhunga Madina, Ya Nabi!
Aap Ka Bas Ek Ishaara Chahiye

Saare Phoolon Ne Yahi Mil Kar Kaha
Mujh Ko Aaqa Ka Paseena Chahiye

Baap-Maañ Ab Tak Salaamat Hain Mere
Is Se Badh Kar Kya Khazaana Chahiye

Ret Par Mujh Ko Hai Jannat Dekhna
Mujh Ko Bhi Bahlol-E-Daana Chahiye

Ye Ana-Saagar Ne Barjasta Kaha
Mujh Ko Khwaja Ka Katora Chahiye

Ahl-E-Sunnat Ka Yahi E’laan Hai
Phir Humeiñ Taajushshari’ah Chahiye

Keh Uthegi Baagh-E-Jannat Hashr Meiñ
Mujh Ko Aaqa Ka Deewana Chahiye

Na’at Padhne Ke Liye, Azmat Raza!
Bulbul-E-Taybah Ka Lehza Chahiye

Jaante Hain Mustafa Kya Chahiye Lyrics In Hindi

जानते हैं मुस्तफ़ा क्या चाहिए
हम ग़ुलामों को मदीना चाहिए

मैं भी देखूँगा मदीना, या नबी !
आप का बस इक इशारा चाहिए

सारे फूलों ने यही मिल कर कहा
मुझ को आक़ा का पसीना चाहिए

बाप-माँ अब तक सलामत हैं मेरे
इस से बढ़ कर क्या ख़ज़ाना चाहिए

रेत पर मुझ को है जन्नत देखना
मुझ को भी बहलोल-ए-दाना चाहिए

ये अना-सागर ने बरजस्ता कहा
मुझ को ख़्वाजा का कटोरा चाहिए

अहल-ए-सुन्नत का यही ए’लान है
फिर हमें ताजुश्शरी’आ चाहिए

कह उठेगी बाग़-ए-जन्नत हश्र में
मुझ को आक़ा का दीवाना चाहिए

ना’त पढ़ने के लिए, ‘अज़मत रज़ा !
बुलबुल-ए-तयबा का लहज़ा चाहिए

Jaante Hain Mustafa Kya Chahiye Lyrics In Urdu

جانتے ہیں مصطفیٰ کیا چاہیے
ہم غلاموں کو مدینہ چاہیے

میں بھی دیکھوں گا مدینہ، یا نبی!
آپ کا بس اک اشارہ چاہیے

سارے پھولوں نے یہی مل کر کہا
مجھ کو آقا کا پسینہ چاہیے

باپ ماں اب تک سلامت ہیں میرے
اس سے بڑھ کر کیا خزانہ چاہیے

ریت پر مجھ کو ہے جنت دیکھنا
مجھ کو بھی بہلولِ دانا چاہیے

یہ انا ساگر نے برجستہ کہا
مجھ کو خواجہ کا کٹورا چاہیے

اہلِ سنت کا یہی اعلان ہے
پھر ہمیں تاج الشریعہ چاہیے

کہہ اٹھے گی باغِ جَنت حشر میں
مجھ کو آقا کا دیوانہ چاہیے

نعت پڑھنے کے لیے، عظمت رضا!
بلبلِ طیبہ کا لہجہ چاہیے

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top