Taiba Ko Jane Wale Taiba Ko Ja Rahe Hain || तयबा को जाने वाले, तयबा को जा रहे हैं

Taiba-e-Muqaddasa ki haaziri aur Madinah-e-Munawwarah ke musafiron ke liye likha gaya yeh ek nihayat hi dilsouz aur pyara kalam hai.
Sufiyana mithaas aur jazbaat se bhare is kalam mein haajiyon ke zariye Pyare Aqa ﷺ ki bargah mein aashiqon ka salam bheja gaya hai.
Aaiye is mutabarrak aur azeem kalam ke har ek sher ko nihayat hi adab, aqeedat aur ehtiram ke sath padhein aur iski roohaniyat se apne qalb ko roshan karein.

Naat Information Details
Naat Title Taiba Ko Jane Wale, Ko Ja Rahe Hain
Poet / Writer Traditional
Category Naat-e-Mustafa ﷺ / Madh-e-Madinah
Naatkhawan / Reciter Noorul Huda Nepali

Naat Lyrics in Roman

tayba ko jaane waale, tayba ko ja rahe hai.n
ye kyu.n na jaae.n in ko aaqa bula rahe hai.n

haatho.n ko in ke choomo, in ko gale lagaao
ba.Dh kar gale me.n in ke phoolo.n ka haar Daalo

keh do tumhaare peechhe chalo ham bhi aa rahe hai.n
har har qadam pe in ke waliyo.n ka hai sahaara

pahuncha hai auj par ab taqdeer ka sitaara
wallah keh raha hu.n, jannat me.n ja rahe hai.n

ai haajiyo ! nabi se mera salaam kehna
phir haath baandh kar ke itna payaam kehna

kehna tumhaare ‘aashiq aansu baha rahe hai.n

Naat Lyrics in Hindi

तयबा को जाने वाले, तयबा को जा रहे हैं
ये क्यूँ न जाएँ इन को आक़ा बुला रहे हैं

हाथों को इन के चूमो, इन को गले लगाओ
बढ़ कर गले में इन के फूलों का हार डालो

कह दो तुम्हारे पीछे चलो हम भी आ रहे हैं
हर हर क़दम पे इन के वलियों का है सहारा

पहुँचा है औज पर अब तक़दीर का सितारा
वल्लाह कह रहा हूँ, जन्नत में जा रहे हैं

ऐ हाजियो ! नबी से मेरा सलाम कहना
फिर हाथ बाँध कर के इतना पयाम कहना

कहना तुम्हारे ‘आशिक़ आँसू बहा रहे हैं

Naat Lyrics in Urdu

طیبہ کو جانے والے، طیبہ کو جا رہے ہیں
یہ کیوں نہ جائیں ان کو آقا بلا رہے ہیں

ہاتھوں کو ان کے چومو، ان کو گلے لگاؤ
بڑھ کر گلے میں ان کے پھولوں کا ہار ڈالو

کہہ دو تمہارے پیچھے چلو ہم بھی آ رہے ہیں
ہر ہر قدم پہ ان کے ولیوں کا ہے سہارا

پہنچا ہے اوج پر اب تقدیر کا ستارہ
واللہ کہہ رہا ہوں، جنت میں جا رہے ہیں

اے حاجیو ! نبی سے میرا سلام کہنا
پھر ہاتھ باندھ کر کے اتنا پیام کہنا

کہنا تمہارے عاشق آنسو بہا رہے ہیں

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top