Nabi-e-Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ki bargah-e-aqdas mein pesh hai yeh haseen aur roohani kalam jo dilon ko ishq-e-rasool se sarshaar karta hai. Is pyari naat aur manqabat mein aaqa ki barkaton ke sath sath auliya-e-kiram ki shaan-o-shaukat ka bhi nihayat hi khoobsurat zikr kiya gaya hai. Aaiye is pakiza kalam ke jariye dilon mein ishq aur adab ki shama roshan karein aur is paak mehfil ka hissa banein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Yaa Nabi Wajood Aapka Hasile Bahar Ho Gaya |
| Poet / Writer | Traditional / Unknown |
| Category | Naat & Manqabat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Shahensha Alam Ashrafi / Ahmad Raza Qadri |
Naat Lyrics in Roman
Yaa Wajood Aapka Hasile Bahar Ho Gaya
Aap Ke Qadam Ko Choom Kar Khaar Khushbudar Ho Gaya
Jab Padi Nigahe Mustafa (Sallallahu Alaihi Wasallam) Teer Dil Ke Paar Ho Gaya
Qatl Karne Aaye The Umar Mustafa (Sallallahu Alaihi Wasallam) Se Pyar Ho Gaya
Aye Nakiro Puchte Ho Kyu Mujh Se Tum Sawal Qabr Me
Dekho Mustafa (Sallahu Alaihi Wasallam) Hi Aa Gaye Ab To Beda Paar Ho Gaya
Gaus Ki Ye Shaan Dekhiye Baa Asar Zaban Dekhiye
Uth Khuda Ke Hukm Se Kaha Murda Jandaar Ho Gaya
Zikre Khwaja Maine Jab Kiya Rehmato Ki Chha Gayi Ghata
Phir Raza Ka Naam Le Liya Jalsa Shandar Ho Gaya
Azhari Miya Ke Faiz Se Sunniyat Me Aaj Hai Bahaar
Bughz Rakhe Unse Jo Zara Wo Zaleelo Khwaar Ho Gaya
Sallallahu Alannabiyil Ummiyi Wa Alihi Sallallahu Alaihi Wa Aalihi Wa As’habihi Wa Baraka Wasallam
Naat Lyrics in Hindi
या नबी वजूद आपका हासिल-ए-बहार हो गया
आपके क़दम को चूम कर ख़ार ख़ुशबूदार हो गया
जब पड़ी निगाह-ए-मुस्तफ़ा (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) तीर दिल के पार हो गया
क़त्ल करने आए थे उमर मुस्तफ़ा (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) से प्यार हो गया
ऐ नकीरो पूछते हो क्यों मुझ से तुम सवाल क़ब्र में
देखो मुस्तफ़ा (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) ही आ गए अब तो बेड़ा पार हो गया
ग़ौस की ये शान देखिए बा-असर ज़बान देखिए
उठ ख़ुदा के हुक्म से कहा मुर्दा जानदार हो गया
ज़िक्र-ए-ख़्वाजा मैंने जब किया रहमतों की छा गई घटा
फिर रज़ा का नाम ले लिया जलसा शानदार हो गया
अज़हरी मियां के फ़ैज़ से सुन्नियत में आज है बहार
बुग़्ज़ रखे उनसे जो ज़रा वो ज़लीलो-ख़्वार हो गया
सल्लल्लाहु अलन्नबिय्यिल उम्मिय्यि व आलिही सल्लल्लाहु अलैहि व आलिही व अस्हाबिही व बारका वसल्लम
Naat Lyrics in Urdu
یا نبی وجود آپ کا حاصلِ بہار ہو گیا
آپ کے قدم کو چوم کر خار خوشبودار ہو گیا
جب پڑی نگاہِ مصطفیٰ (صلی اللہ علیہ وسلم) تیر دل کے پار ہو گیا
قتل کرنے آئے تھے عمر مصطفیٰ (صلی اللہ علیہ وسلم) سے پیار ہو گیا
اے نکیرو پوچھتے ہو کیوں مجھ سے تم سوال قبر میں
دیکھو مصطفیٰ (صلی اللہ علیہ وسلم) ہی آ گئے اب تو بیڑا پار ہو گیا
غوث کی یہ شان دیکھیے با اثر زبان دیکھیے
اٹھ خدا کے حکم سے کہا مردہ جاندار ہو گیا
ذکرِ خواجہ میں نے جب کیا رحمتوں کی چھا گئی گھٹا
پھر رضا کا نام لے لیا جلسہ شاندار ہو گیا
ازہری میاں کے فیض سے سنیت میں آج ہے بہار
بغض رکھے ان سے جو ذرا وہ ذلیل و خوار ہو گیا
صلی اللہ علی النبی الامی وآلہ صلی اللہ علیہ وآلہ واصحابہ وبارک وسلم