Aise Hote Hain Ali Ke Noukar Lyrics In Hindi

Maula Ali! Mushkil-kusha!
Maula Ali! Mushkil-kusha!

Wo nahin maante Haidar ko Khuda ke jaisa
Ba’d nabiyon ke wo Siddiq ko jaane aala
Wo nahin maante Haidar ko nabi se badh kar

Aise hote hain Ali ke naukar
Aise hote hain Ali ke naukar

Zikr-e-Sarkar mein karte hain jo din-raat basar

Aise hote hain Ali ke naukar
Aise hote hain Ali ke naukar

Aal-o-ashaab-e-Nabi ke hain taraane lab par

Aise hote hain Ali ke naukar
Aise hote hain Ali ke naukar

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

Deen-e-haq ke liye ghar-baar luta dete hain
Jo bahattar bhi hazaron ko mita dete hain
Tod dete hain jo maidaan mein baatil ki kamar

Aise hote hain Ali ke naukar
Aise hote hain Ali ke naukar

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

Ilm ka baab hain aur sher Khuda ke hain Ali
Wo Ali, jin ko mere Aaqa ki beti hai mili
Jhoom kar yun bayan karte hain jo shaan-e-Haidar

Aise hote hain Ali ke naukar
Aise hote hain Ali ke naukar

Mustafa pe hain fida! Maula Ali waale!
Hain sahaaba ke gada! Maula Ali waale!
Naam len Siddiq ka! Maula Ali waale!
Chaar yaaron pe fida! Maula Ali waale!

Mustafa pe hain fida! Hain sahaaba ke gada!
Naam len Siddiq ka! Chaar yaaron par fida!

Maula Ali waale! Maula Ali waale!
Maula Ali waale! Maula Ali waale!

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

Izzat-e-Aaqa pe dete hain jo pahra har-dam
Jin ke honthon pe hai labbaik ka naara har-dam
Jin ke aage na ruke jang mein koi lashkar

Aise hote hain Ali ke naukar
Aise hote hain Ali ke naukar

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

Koi mausam, koi bhi waqt, koi bhi ilaqa ho
Jahan zikr-e-Ali chheda, wahan deewane aa baithe

Ali waalon ka marna bhi koi marne mein marna hai!
Chale apne makaan se aur Ali ke dar pe jaa baithe

Idhar rukhsat kiya sab ne, udhar aaye Ali lene
Yahan sab ro rahe the, hum wahan mehfil saja baithe

Abhi main qabr mein leta hi tha, ik noor sa phaila
Ki mere saamne to khud Ali-e-Murtaza baithe

Ali ke naam ki mehfil saji shahar-e-khamoshaan mein
The jitne ba-wafa wo sab ke sab mehfil mein aa baithe

Ye kaun aaya ki istiqbaal ko sab Ambiya utthe
Na baithega koi tab tak, na jab tak Mustafa baithe

Ali waale jahan baithe wahin jannat bana baithe

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

Koi Bahlul hua, koi Ghazali hai bana
Koi Shibli, koi Baghdad ka waali hai bana
Takht-e-shahi ko lagaai hai kisi ne thokar

Aise hote hain Ali ke naukar
Aise hote hain Ali ke naukar

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

Ae Musalmaan! Sada Haidri kirdaar pe chal
Aur aqwaal-e-Ali par ho tera aisa amal
Ki farishte bhi kahen teri lahad ke andar

Aise hote hain Ali ke naukar
Aise hote hain Ali ke naukar

Pyaare Siddiq pe tum sabb-o-shatam karte the
Un ki nafrat mein bhi tahreer raqam karte the
Kya kahoge jo kabhi poochhenge tum se Haidar

Aise hote hain Ali ke naukar?

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

Aashiq-e-Maula-Ali ka hai tareeqa jaisa
Apna kirdaar bana, Aasim-e-Rizvi! aisa
Dekh ke tujh ko kahen khud yeh janab-e-Haidar

Aise hote hain Ali ke naukar
Aise hote hain Ali ke naukar

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

Poet: Maulana Aasim Rizvi
Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri and Hafiz Ahsan Qadri

Urdu (Nastaliq Script)

مولا علی! مشکل کشا!
مولا علی! مشکل کشا!

وہ نہیں مانتے حیدر کو خدا کے جیسا
بعد نبیوں کے وہ صدیق کو جانے اعلیٰ
وہ نہیں مانتے حیدر کو نبی سے بڑھ کر

ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر
ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر

ذکر سرکار میں کرتے ہیں جو دن رات بسر

ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر
ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر

آل و اصحاب نبی کے ہیں ترانے لب پر

ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر
ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر

علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!
علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!

دین حق کے لیے گھر بار لٹا دیتے ہیں
جو بہتر بھی ہزاروں کو مٹا دیتے ہیں
توڑ دیتے ہیں جو میدان میں باطل کی کمر

ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر
ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر

علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!
علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!

علم کا باب ہیں اور شیر خدا کے ہیں علی
وہ علی، جن کو میرے آقا کی بیٹی ہے ملی
جھوم کر یوں بیان کرتے ہیں جو شان حیدر

ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر
ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر

مصطفیٰ پر ہیں فدا! مولا علی والے!
ہیں صحابہ کے گدا! مولا علی والے!
نام لیں صدیق کا! مولا علی والے!
چار یاروں پر فدا! مولا علی والے!

مصطفیٰ پر ہیں فدا! ہیں صحابہ کے گدا!
نام لیں صدیق کا! چار یاروں پر فدا!

مولا علی والے! مولا علی والے!
مولا علی والے! مولا علی والے!

علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!
علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!

عزت آقا پر دیتے ہیں جو پہرا ہر دم
جن کے ہونٹوں پر ہے لبیک کا نعرہ ہر دم
جن کے آگے نہ رکے جنگ میں کوئی لشکر

ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر
ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر

علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!
علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!

کوئی موسم، کوئی بھی وقت، کوئی بھی علاقہ ہو
جہاں ذکر علی چھیڑا، وہاں دیوانے آ بیٹھے

علی والوں کا مرنا بھی کوئی مرنے میں مرنا ہے!
چلے اپنے مکان سے اور علی کے در پر جا بیٹھے

ادھر رخصت کیا سب نے، ادھر آئے علی لینے
یہاں سب رو رہے تھے، ہم وہاں محفل سجا بیٹھے

ابھی میں قبر میں لیٹا ہی تھا، اک نور سا پھیلا
کہ میرے سامنے تو خود علی مرتضیٰ بیٹھے

علی کے نام کی محفل سجی شہر خاموشاں میں
تھے جتنے باوفا وہ سب کے سب محفل میں آ بیٹھے

یہ کون آیا کہ استقبال کو سب انبیاء اٹھے
نہ بیٹھے گا کوئی تب تک، نہ جب تک مصطفیٰ بیٹھے

علی والے جہاں بیٹھے وہیں جنت بنا بیٹھے

علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!
علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!

کوئی بہلول ہوا، کوئی غزالی ہے بنا
کوئی شبلی، کوئی بغداد کا والی ہے بنا
تخت شاہی کو لگائی ہے کسی نے ٹھوکر

ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر
ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر

علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!
علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!

اے مسلمان! سدا حیدری کردار پر چل
اور اقوال علی پر ہو تیرا ایسا عمل
کہ فرشتے بھی کہیں تیری لحد کے اندر

ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر
ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر

پیارے صدیق پر تم سب و شتم کرتے تھے
ان کی نفرت میں بھی تحریر رقم کرتے تھے
کیا کہو گے جو کبھی پوچھیں گے تم سے حیدر

ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر؟

علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!
علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!

عاشق مولا علی کا ہے طریقہ جیسا
اپنا کردار بنا، عاصم رضوی! ایسی
دیکھ کے تجھ کو کہیں خود یہ جناب حیدر

ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر
ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر

علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!
علی علی مولا علی! علی علی مولا علی!

شاعر: مولانا عاصم رضوی
نعت خواں: حافظ طاہر قادری اور حافظ احسن قادری

Hindi (Devanagari Script)

मौला अली! मुश्किल-कुशा!
मौला अली! मुश्किल-कुशा!

वो नहीं मानते हैदर को ख़ुदा के जैसा
बाद नबियों के वो सिद्दीक़ को जाने आला
वो नहीं मानते हैदर को नबी से बढ़ कर

ऐसे होते हैं अली के नौकर
ऐसे होते हैं अली के नौकर

ज़िक्र-ए-सरकार में करते हैं जो दिन-रात बसर

ऐसे होते हैं अली के नौकर
ऐसे होते हैं अली के नौकर

आल-ओ-असहाब-ए-नबी के हैं तराने लब पर

ऐसे होते हैं अली के नौकर
ऐसे होते हैं अली के नौकर

अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!
अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!

दीन-ए-हक़ के लिए घर-बार लुटा देते हैं
जो बहत्तर भी हज़ारों को मिटा देते हैं
तोड़ देते हैं जो मैदान में बातिल की कमर

ऐसे होते हैं अली के नौकर
ऐसे होते हैं अली के नौकर

अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!
अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!

इल्म का बाब हैं और शेर ख़ुदा के हैं अली
वो अली, जिन को मेरे आक़ा की बेटी है मिली
झूम कर यूं बयाँ करते हैं जो शान-ए-हैदर

ऐसे होते हैं अली के नौकर
ऐसे होते हैं अली के नौकर

मुस्तफ़ा पे हैं फ़िदा! मौला अली वाले!
हैं सहाबा के गदा! मौला अली वाले!
नाम लें सिद्दीक़ का! मौला अली वाले!
चार यारों पे फ़िदा! मौला अली वाले!

मुस्तफ़ा पे हैं फ़िदा! हैं सहाबा के गदा!
नाम लें सिद्दीक़ का! चार यारों पर फ़िदا!

मौला अली वाले! मौला अली वाले!
मौला अली वाले! मौला अली वाले!

अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!
अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!

इज़्ज़त-ए-आक़ा पे देते हैं जो पहरा हर-दम
जिन के होंटों पे है लब्बैक का नारा हर-दम
जिन के आगे न रुके जंग में कोई लश्कर

ऐसे होते हैं अली के नौकर
ऐसे होते हैं अली के नौकर

अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!
अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!

कोई मौसम, कोई भी वक़्त, कोई भी इलाक़ा हो
जहाँ ज़िक्र-ए-अली छेड़ा, वहाँ दीवाने आ बैठे

अली वालों का मरना भी कोई मरने में मरना है!
चले अपने मकाँ से और अली के दर पे जा बैठे

इधर रुख़्सत किया सब ने, उधर आए अली लेने
यहाँ सब रो रहे थे, हम वहाँ महफ़िल सजा बैठे

अभी मैं क़ब्र में लेटा ही था, इक नूर सा फैला
कि मेरे सामने तो ख़ुद अली-ए-मुर्तज़ा बैठे

अली के नाम की महफ़िल सजी शहर-ए-ख़मोशाँ में
थे जितने बा-वफ़ा वो सब के सब महफ़िल में आ बैठे

ये कौन आया कि इस्तिक़बाल को सब अम्बिया उठे
न बैठेगा कोई तब तक, न जब तक मुस्तफ़ा बैठे

अली वाले जहाँ बैठे वहीं जन्नत बना बैठे

अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!
अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!

कोई बहलूल हुआ, कोई ग़ज़ाली है बना
कोई शिबली, कोई बग़दाद का वाली है बना
तख़्त-ए-शाही को लगाई है किसी ने ठोकर

ऐसे होते हैं अली के नौकर
ऐसे होते हैं अली के नौकर

अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!
अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!

ए मुसलमान! सदा हैदरी किरदार पे चल
और अक़वाल-ए-अली पर हो तेरा ऐसा अमल
कि फ़रिश्ते भी कहें तेरी लहद के अंदर

ऐसे होते हैं अली के नौकर
ऐसे होते हैं अली के नौकर

प्यारे सिद्दीक़ पे तुम सब्ब-ओ-शतम करते थे
उन की नफ़रत में भी तहरीर रक़म करते थे
क्या कहोगे जो कभी पूछेंगे तुम से हैदर

ऐसे होते हैं अली के नौकर?

अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!
अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!

आशिक़-ए-मौला-अली का है तरीक़ा जैसा
अपना किरदार बना, आसिम-ए-रिज़वी! ऐसा
देख के तुझ को कहें ख़ुद ये जनाब-ए-हैदर

ऐसे होते हैं अली के नौकर
ऐसे होते हैं अली के नौकर

अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!
अली अली मौला अली! अली अली मौला अली!

Gujarati Script

મૌલા અલી! મુશ્કિલ-કુશા!
મૌલા અલી! મુશ્કિલ-કુશા!

વો નહીં માનતે હૈદર કો ખુદા કે જૈસા
બાદ નબિયોં કે વો સિદ્દીક કો જાને આલા
વો નહીં માનતે હૈદર કો નબી સે બઢ કર

ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર
ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર

ઝિકર-એ-સરકાર મેં કરતે હૈં જો દિન-રાત બસર

ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર
ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર

આલ-ઓ-અસહાબ-એ-નબી કે હૈં તરાને લબ પર

ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર
ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર

અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!
અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!

દીન-એ-હક કે લિએ ઘર-બાર લુટા દેતે હૈં
જો બહત્તર ભી હઝારોં કો મિટા દેતે હૈં
તોડ દેતે હૈં જો મૈદાન મેં બાતિલ કી કમર

ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર
ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર

અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!
અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!

ઇલ્મ કા બાબ હૈં ઔર શેર ખુદા કે હૈં અલી
વો અલી, જિન કો મેરે આકા કી બેટી હૈ મિલી
ઝૂમ કર યૂં બયાં કરતે હૈં જો શાન-એ-હૈદર

ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર
ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર

મુસ્તફા પે હૈં ફિદા! મૌલા અલી વાલે!
હૈં સહાબા કે ગદા! મૌલા અલી વાલે!
નામ લેં સિદ્દીક કા! મૌલા અલી વાલે!
ચાર યારોં પે ફિદા! મૌલા અલી વાલે!

મુસ્તફા પે હૈં ફિદا! હૈં સહાબા કે ગદા!
નામ લેં સિદ્દીક કા! ચાર યારોં પર ફિદા!

મૌલા અલી વાલે! મૌલા અલી વાલે!
મૌલا અલી વાલે! મૌલા અલી વાલે!

અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!
અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!

ઇઝ્ઝત-એ-આકા પે દેતે હૈં જો પહરા હર-દમ
જિન કે હોંઠોં પે હૈ લબ્બૈક કા નારા હર-દમ
જિન કે આગે ન રુકે જંગ મેં કોઈ લશ્કર

ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર
ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર

અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!
અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!

કોઈ મૌસમ, કોઈ ભી વક્ત, કોઈ ભી ઇલાકા હો
જહાં ઝિકર-એ-અલી છેડા, વહાં દીવાને આ બૈઠે

અલી વાલોં કા મરના ભી કોઈ મરને મેં મરના હૈ!
ચલે અપને મકાં સે ઔર અલી કે દર પે જા બૈઠે

ઇધર રુખસત કિયા સબ ને, ઉધર આએ અલી લેને
યહાં સબ રો રહે થે, હમ વહાં મહફિલ સજા બૈઠે

અભી મૈં કબ્ર મેં લેટા હી થા, ઇક નૂર સા ફૈલા
કિ મેરે સામને તો ખુદ અલી-એ-મુર્તઝા બૈઠે

અલી કે નામ કી મહફિલ સજી શહર-એ-ખમોશાં મેં
થે જિતને બા-વફા વો સબ કે સબ મહફિલ મેં આ બૈઠે

યે કૌન આયા કિ ઇસ્તિકબાલ કો સબ અમ્બિયા ઉઠે
ન બૈઠેગા કોઈ તબ તક, ન જબ તક મુસ્તફા બૈઠે

અલી વાલે જહાં બૈઠે વહીં જન્નત બના બૈઠે

અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!
અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!

કોઈ બહલૂલ હુઆ, કોઈ ગઝાલી હૈ બના
કોઈ શિબલી, કોઈ બગદાદ કા વાલી હૈ બના
તખ્ત-એ-શાહી કો લગાઈ હૈ કિસી ને ઠોકર

ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર
ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર

અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!
અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!

એ મુસલમાન! સદા હૈદરી કિરદાર પે ચલ
ઔર અકવાલ-એ-અલી પર હો તેરા એસા અમલ
કિ ફરિશ્તે ભી કહેં તેરી લહદ કે અંદર

ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર
ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર

પ્યારે સિદ્દીક પે તુમ સબ્બ-ઓ-શતમ કરતે થે
ઉન કી નફરત મેં ભી તહરીર રકમ કરતે થે
ક્યા કહોગે જો કભી પૂછેંગે તુમ સે હૈદર

ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર؟

અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!
અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!

આશિક-એ-મૌલા-અલી કા હૈ તરીકા જૈસા
અપના કિરદાર બના, આસિમ-એ-રિઝવી! એસા
દેખ કે તુઝ કો કહેં ખુદ યે જનાબ-એ-હૈદર

ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર
ઐસે હોતે હૈં અલી કે નૌકર

અલી અલી મૌલા અલી! અલી અલી મૌલા અલી!
અલી અલી મૌલા અلી! અلી અلી મૌલا અલી!

English Translation

Maula Ali! The remover of difficulties!
Maula Ali! The remover of difficulties!

They do not consider Haidar equal to God
After the Prophets, they know Siddiq as the greatest
They do not deem Haidar greater than the Prophet

Such are the servants of Ali
Such are the servants of Ali

Those who spend day and night in the remembrance of the Master

Such are the servants of Ali
Such are the servants of Ali

The songs of the Prophet’s family and companions are on their lips

Such are the servants of Ali
Such are the servants of Ali

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

For the true faith, they sacrifice their homes and wealth
Even seventy-two can vanquish thousands
They break the back of falsehood in the battlefield

Such are the servants of Ali
Such are the servants of Ali

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

Ali is the gate of knowledge and God’s lion
That Ali, who was wed to my Master’s daughter
They proclaim the glory of Haidar with fervor

Such are the servants of Ali
Such are the servants of Ali

Devoted to Mustafa! Those of Maula Ali!
Beggars of the companions! Those of Maula Ali!
They take the name of Siddiq! Those of Maula Ali!
Devoted to the four friends! Those of Maula Ali!

Devoted to Mustafa! Beggars of the companions!
They take the name of Siddiq! Devoted to the four friends!

Those of Maula Ali! Those of Maula Ali!
Those of Maula Ali! Those of Maula Ali!

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

They guard the honor of the Master at all times
On their lips is the cry of “Labbaik” always
No army in battle can stand before them

Such are the servants of Ali
Such are the servants of Ali

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

In any season, any time, any place
Where Ali’s remembrance is invoked, the devotees gather

The death of Ali’s followers is no ordinary death!
They leave their homes and sit at Ali’s court

Here they were bid farewell, there Ali came to receive
While all were weeping here, we adorned a gathering there

As I lay in the grave, a light spread around
Before me sat none other than Ali-e-Murtaza himself

A gathering in Ali’s name was held in the city of silence
All the loyal ones gathered in that assembly

Who has come that all the Prophets rise to welcome?
None will sit until Mustafa takes his place

Where Ali’s followers sit, there they create paradise

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

Some became Bahlul, some became Ghazali
Some Shibli, some the governor of Baghdad
Some have kicked away the throne of kingship

Such are the servants of Ali
Such are the servants of Ali

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

O Muslim! Always follow the character of Haidar
And let your actions align with the sayings of Ali
So that even angels say within your grave

Such are the servants of Ali
Such are the servants of Ali

You insulted the beloved Siddiq
And wrote condemnations in hatred of him
What will you say if Haidar ever asks you

Are these the servants of Ali?

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

The way of the lover of Maula Ali is such
Shape your character, Aasim-e-Rizvi! so that
Seeing you, Haidar himself says

Such are the servants of Ali
Such are the servants of Ali

Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!
Ali Ali Maula Ali! Ali Ali Maula Ali!

Poet: Maulana Aasim Rizvi
Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri and Hafiz Ahsan Qadri

 

 

POST:-0⃣5⃣

✦─••─••─┄•──•••☆•••──•┄─••─••─✦⎆​
🌺🎊SAWANE UMRI HAZRAT ALI رضي اللّه تعالى عنهKARAMALLAHU WAJAHUL KAREEM🌺🎊
✦─••─••─┄•──•••☆•••──•┄─••─••─✦⎆​

🌹🎊AAPKI WILADAT KI BASHARAT🌺🎊

🎴ABU TALIB :- Mere Walid ka Naam Abdul Muttalib hai…

🎴HAZRAT MASHRAM :- Aye Abu Talib Meri baat ko Gour se Suno…

🀄Mene Pehle ki Qitabo me Padha hai Ke Hazrat Abdul Muttalib Ke Do Pote Honge Unme Se Ek Nabrsal Hoga Uske Baap ka Naam Abdullah Hoga Aur Dusra Wali-E-Qamil Hoga Uske Baap ka Naam Abu Talib Hoga Aur Jab wo 30 Saal ke Ho Jaenge To Allah Taa’la Us Wali e Qamil ko Paida Farmaega….

🎴Itna Kehne ke Bad Hazrat Mashram Ne Fir Is trah Guftagu Shuru Ki…

🀄HAZRAT MASHRAM :- Aye Abu Talib Kya wo Nabrsal Paida Ho Chuke hai ???

🎴ABU TALIB :- Haan! Wo Nabrsal Paida Ho chuke hai Aur Unka Naam Muhammad hai Aur Is Waqt Unki Umar Sharif 29 Saal hai….

🀄HAZRAT MASHRAM :- Abu Talib Mubarak ho
Is Saal Allah Taa’la Tumhe Wo Farzand Ata Farmaega Jo Imaam-E-Muttaqiya Aur Peshwa-E-Momin Hoga Aye Abu Talib Jab Tum Makkah Pahocho To Apne Bhatije Muhammad ﷺ Se mera Salam Kehna Aur Ye bhi Arz Karna Ke Mashram Apke Gaibana Niyazmando Me hai Aur Is baat Ki Sahadat Deta hai Ke Khuda Ek hai Aur Aap Uske Sacche Rasool hai. ….

🎴Hazrat Mashram Ne Kaha Jab Tumhara Farzand Paida ho To Unhe Mera Salam-E-Shok Arz Karna Aur Meri Traf se Unhe Basharat Dena Ke Aap “WASI-E-PAIGAMBAR HONGE” Aur Aap Par Maratib-E-Wilayat Ka Ikhtetam Hoga….

🀄Janab Abu Talib Ne Hazrat Mashram Ki Ye Bate Sunkar Kaha Aye Hazrat Mashram Muje Apni Koi Qaramat Dikhao Jise Dekh kar me Tumhe Sahibe Tasarruf Maan Saku Aur Tumhari Bato Ki Tasdiq Kar Saku Hazrat Mashram ne Kaha Aye Abu Talib Aap Kya chahte hai Batao ???

🎴Muje Yakeen Hai Me Dua Karunga Mera Rab Apne Qaram E khaas Se Qabool Farmaega Abu Talib Ne Idhar Udhar Dekha to Ek “ANAR” Sukha Darakht Nazar Aaya Kaha Me Chahta hu Ke Ye Darakht Taro taza Hokar Abhi Fal De …..

🀄Hazrat Mashram Ne Dua ki Aur “ANAR” Ka Wo Darakht Usi Waqt Sabzo Shadab Ho gaya Aur Usne Fal Aa gae Abu Talib Ne Usme Se 2 fal Liye Aur Jab ek Anar Ko Tarasha To Misle Laa’an Rummani Ke Usme Se Surkh Dane nikle…

🎴Abu Talib Hazrat Mashram ki Ye Qaramat Dekh kar Vapas Aa Gae Aur Usi Saal Hazrat Mashram ki Peshangoi ke Mutabiq Hazrat Saiyedna Ali E Murtuza رضی الله عنہ Ki Wiladat E Paak Khana E Qaba Sharif Ke Andar hui Jiski Tafsil Ab Aage ke Part me pesh ki jaegi…..

📔Tazkira E Ali E Murtaza

POST:-0⃣6⃣

✦─••─••─┄•──•••☆•••──•┄─••─••─✦⎆​
🌺🎊SAWANE UMRI HAZRAT ALI رضي اللّه تعالى عنهKARAMALLAHU WAJAHUL KAREEM🌺🎊
✦─••─••─┄•──•••☆•••──•┄─••─••─✦⎆​

💠🎊AAPKI WILADAT-E-PAAK QABA SHARIF KE ANDAR 💠🎊

🌺📃👉Ameerul Momineen Ali E Murtaza رضی الله عنہ Ki Walida Majida Hazrat Fatima Binte Asad رضي الله تعالى عنها Khana-E-Qaba Sharif ke Tawaf ke Liye Aayi Us Waqt Hazrat Ali-E-Murtaza رضی الله عنہ Walida Majida ke Shikam e Paak me Jalwa Farma the….Douran-E-Tawaf Apki Walida Majida ko Dard-E-Zeh Mehsus Huea Aur Tawaf Ke Chouthe (4) Chakkar me Apko Taklif ka Ahsas Zyada hone Laga Aapne Dua ki *”AYE PARWARDIGAAR YE WAQT E WILADAT MERE LIYE AASAN FARMA DE “

🌹🍃👉Achanak Qaba Muqarrama Ki Deewar Shak Hui Aur Hazrat Fatima Binte Asad Qaba Sharif ke Ander Tashrif Le Gayi….Khandan Ke Logo Ne Apko Qaaba Sharif Ke Aas pas Bahot Talash kiya Lekin Aap na Mili Aur wo Hairan The Aap kaha Chali gai Sab Logo ne Huzur Sallahu Alayhi Wasallam ki Bargah Me Arz Kiya Ki Apki Chachi Sahiba Hazrat Fatima Binte Asad Ka Pata Nahi Chal raha…Huzur E Aqdas ﷺ Ne Tasalli Dete hue Farmaya Aap log Mutmain Rahe WO jaha Kahin bhi hai Khairiyat se hai Aur Inshaa’Allah Waqt Aane par Khairiyat Se Vapas Aa jaegi Huqm-E-Ilahi Nahi ki Is Raaz ko Zahir kiya jae…….

⛔Note:-

🔮🎊👉IS BAAT SE ALLAH KE RASOOL ﷺ KA ELAN E NABUWWAT SE PEHLE ILM E GAIB HONA SABIT HUA..

Chunache 3 Din Ka’ba Sharif ke Andar Guzarne Ke bad 4the Roz Hazrat Fatima Binte Asad رضي الله تعالى عنها Apni Goud Me Hazrat Ali-e-Murtuza رضي الله تعالى عنها Ko Liye huwe Ka’ba Sharif Se Bahar Tashrif Le Aai…Janab Abu Talib Aage Badhe Aur Hazrate Ali-e-Murtaza رضی الله عنہ Ko Apni Goud me liya Pyar Kiya lekin Jab Apke Chehre Par Nazar Padi To Dekha Ke aap Aankhe Band Kiye Hue Hai To Pareshan Ho ho Gaye Aur Huzur ﷺ Se Arz kiya Ke Mera Baccha Har Trah Se Kheriyat hai Lekin Aankhe Band Kiye hue hai Jisse muje Kuch Pareshani Ho rahi hai….

🌼🍁👉Huzur-E-Aqdas ﷺ Ne Hazrat Ali-E-Murtuza رضی الله عنہ Ko Turant Apni Aagosh E Paak Me liya Aur Abu Talib Se Farmaya Ke Chacha Dekhiye….Bacche ne Dono Aankhe khol Rakhi hai Abu Talib Ne Dekha To Waqai Hazrat Ali-E-Murtaza رضی الله عنہ Ne Dono Aankhe khol Rakhi thi Aur Gour se Allah ke Pyare Habib E paak ﷺ Ke Chehre ko Dekh rahe the….

🌼🎊👉hazrat Abu Talib Bahot Khush hue Aur Kehne Lage Ke meri Goud me the to Aankhe Band kar Rakhi Thi Muje Khouf Hua ki Kahin Mera Baccha Nabina To Nahi hai Is Khayal me Me Pareshan ho haya…Fir Allah ke Rasool ﷺ Ne Apne Mubarak Hatho se Apko Gusl Diya Aur Gusl Dete Waqt Huzur E Aqdas ﷺ Ne Farmaya ki Aaj Ne Is Bache ko Gusl De Raha hu Ho Sakta hai Ke wo Waqt bhi Aaye ke Yahi Bacha muje Aakhri Gusl de….

🌸🌿👉Gusl Deker Huzur-E-Aqram ﷺNe Apko Kapde Pehnaye Fir Apni Goud me liya Aur Apni Zuban-e-Mubarak Hazrat Saiyedna Ali-e-Murtuza رضی الله عنہ Ke Munh me De di….Aap Kafi Dair Tak Allah ke Pyare Habib Ki Zaban-e-Paak Chooste Rahe Aur is Darmiyan Ek Nazar se Chehra-e-Mustufa ﷺ Ko Dekhte Rahe….Ek Riwayat Milti hai Ke Ek Martaba Jawani ke Aalam me Allah ke Pyare Habib ﷺ ne Hazrat Ali رضی الله عنہ se Farmaya “AYE ALI-E-MURTUZA ” Ye Batao ke Jab Tum Paida hue To Tumne Aankhe Band kar rakhi thi Lekin Jab mene Tumhe Apni Goud me liya to Tumne Fouran Aankhe Khol Di…Hazrat Ali رضی الله عنہ Ne Arz kiya ki Huzur Tamanna Thi ke Jab Me Aankhe Kholu to Meri Nigaah Pehle Apke Chehra-E-Paak ko Dekhe Aur me Dunia me Sabse Pehle Apke Jamal-e-Aqdas ka Mushahida Karu……
📔Tazkira E Ali E Murtaza

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top