Nabi Ka Zikr Hi Khuda Ka Zikr Hai Lyrics
Nabi Ka Zikr Hi Khuda Ka Zikr Hai
Ki Baat Hi Khuda Ki Baat Hai
Yadullah Keh Diya To Saabit Ho Gaya
Ka Haath Hi Khuda Ka Haath Hai
Hum Pe Aisi Ataa Hai Ki Bhool Jaaye To Kaise
Hum Ko Khatre Darayenge Kaise Paas Aaye Ye Kaise
Ye Aankhe Nam Nahi Koi Bhi Gham Nahi
Karam Huzoor Ka Humare Saath Hai
Unka Sadqa Ki Mehke Huwe Hai Do Jahaan Ke Nazaare
Unke Faize Karam Se Hai Raushan Kehkashaa Aur Sitaare
Ye Saari Raushni Ye Saari Dil Kashee Mere Ke Husn Ki Zakaat Hai
Be Amal Hu Magar Mere Aaqa Nazre Rehmat Karenge
Mere Jaise Gunahgaar Ki Bhi Woh Shafa’at Karenge
Bade Azeem Hai Bade Kareem Hai Woh Jinke Haath Me Meri Najaat Hai
Woh Jo Kehde Woh Ho Ke Rahega Yehi Kehta Hai Qur’aan
Unka Farooqui Zinda Hai Farmaan Ye Humara Hai Imaan
Agar Woh Din Kahe To Raate Din Bane
Kahe Woh Din Ko Raat To Woh Raat Hai
Ka Ikr Hi Khuda Ka Zikr Hai
Ki Baat Hi Khuda Ki Baat Hai
Yadullah Keh Diya To Saabit Ho Gaya
Ka Haath Hi Khuda Ka Haath Hai
Popular Posts
-
Karam Karam Maula Hamd Lyrics 18 views
-
Innil Tiya Ree Hassaba Naat Lyrics 13 views