Ghaus-e-Azam ki yaad me mehfil ko sajane aur rooh ko munawwar karne wala pyara kalam,
Baghdad wale peer ki shaan me likhi gayi yeh khoobsurat manqabat dilon ko sukoon deti hai,
Har ek sher me unki choukhad ki adna gulami aur aqeedat ka behtareen izhaar hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Aaj Kyu Hai Gulamo Ka Jhurmut |
| Poet / Writer | Traditional |
| Category | Manqabat Ghaus-e-Azam |
| Naatkhawan / Reciter | Multiple Reciters |
Naat Lyrics in Roman
Aaj Kyu Hai Gulamo Ka Jhurmut
Kyu Diye Jagmagaye Huye Hai
Ye Sada Aayi Bagdaad Wali
Gous Mehfil Me Aaye Huye Hai
Apni Qismat Ka Me Badshah Hu
Unki Choukht Ka Adna Gada Hu
Do Jaha Ke Wali Jin Ke Dar Par
Apni Gardan Jhukaye Huye Hai
Aaj Kyu Hai Gulamo Ka Jhurmut
Kyu Diye Jagmagaye Huye Hai
Naat Lyrics in Hindi
आज क्यों है ग़ुलामों का झुरमुट
क्यों दीये जगमगाए हुए हैं
ये सदा आई बग़दाद वाली
ग़ौस महफ़िल में आए हुए हैं
अपनी क़िस्मत का मैं बादशाह हूँ
उनकी चौखट का अदना गदा हूँ
दो जहाँ के वली जिन के दर पर
अपनी गर्दन झुकाए हुए हैं
आज क्यों है ग़ुलामों का झुरमुट
क्यों दीये जगमगाए हुए हैं
Naat Lyrics in Urdu
آج کیوں ہے غلاموں کا جھرمٹ
کیوں دیئے جگمگائے ہوئے ہیں
یہ صدا آئی بغداد والی
غوث محفل میں آئے ہوئے ہیں
اپنی قسمت کا میں بادشاہ ہوں
ان کی چوکھٹ کا ادنیٰ گدا ہوں
دو جہاں کے ولی جن کے در پر
اپنی گردن جھکائے ہوئے ہیں
آج کیوں ہے غلاموں کا جھرمٹ
کیوں دیئے جگمگائے ہوئے ہیں