“Aaj Muhammad Aye Moray Ghar” is a beautiful Eid Milad-un-Nabi naat filled with joy, love, and devotion for the blessed arrival of the Beloved Prophet Muhammad ﷺ. This kalam expresses happiness and spiritual celebration as if every home is illuminated with the Noor of the Prophet ﷺ.
This naat is especially recited during Eid Milad-un-Nabi gatherings, Mehfil-e-Milad, and Islamic celebrations. On this page, you can read the complete Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Lyrics in Roman English, Hindi, Urdu, and Gujarati along with naat information.
Naat Information Table
| Feature | Details |
|---|---|
| Naat Title | Aaj Muhammad Aye Moray Ghar |
| Naat Type | Eid Milad Naat |
| Poet (Shayar) | Anjum Bekas |
| Language Origin | Urdu |
| Languages Available | Roman English, Hindi, Urdu, Gujarati |
Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Lyrics in Roman English
Aaj Muhammad aye moray ghar
Salle ala ki dhoom hai ghar ghar
Aankhon mein maazagh ka surma
Sar par taaj-e-Warafa’na ka
Husn-e-mujassam Allahu Akbar
Subh-e-azal hai mukhra un ka
Shaam-e-awadh hai zulf ka saya
Unse hua har qalb munawwar
Mehndi lagaon ghar ko sajaon
Main angan mein naachon gaaon
Tan mann waaron unke charan par
Aao sakhiyo mil kar gayein
Apne piya ka jashn manayein
Salle ala ki dhoom hai ghar ghar
Rim jhim barse noor ki barkha
Aaya hai Mi’raj ka dulha
Dharti aur aakaash se behtar
Dosh pe yoon gesu lehraye
Bheeni bheeni khushboo aaye
Rang-o-nigah saara manzar
Amina Bi ka raaj dulara
Kitna anokha kitna pyara
Chaand utar aaya hai zameen par
Ban ke Shab-e-Mi’raj mein dulha
Pohnche jab aflaak pe Aaqa
Naghma tha har ek ki zubaan par
Tal jaayegi saari museebat
Aa jaayega daur-e-raahat
Ab to mujhe dekhenge nazar bhar
Anjum Bekas aap ka mangta
Dijiye bakhshish jagg ke daata
Boond hoon main aur aap samandar
Aaj Muhammad aye moray ghar
Salle ala ki dhoom hai ghar ghar
Poet: Anjum Bekas
आज मुहम्मद आए मोरे घर लिरिक्स (Hindi)
आज मुहम्मद आए मोरे घर
सल्ले अला की धूम है घर घर
आँखों में माज़घ का सुरमा
सर पर ताज-ए-वरफ़अना का
हुस्न-ए-मुजस्सम अल्लाहु अकबर
सुब्ह-ए-अज़ल है मुखड़ा उनका
शाम-ए-अवध है ज़ुल्फ़ का साया
उनसे हुआ हर क़ल्ब मुनव्वर
महंदी लगाऊँ घर को सजाऊँ
मैं आँगन में नाचूँ गाऊँ
तन मन वारूँ उनके चरण पर
आओ सखियों मिलकर गाएँ
अपने पिया का जश्न मनाएँ
सल्ले अला की धूम है घर घर
शायर: अंजुम बेकस
آج محمد آئے مورے گھر لیرکس (Urdu)
آج محمد آئے مورے گھر
صلی علیٰ کی دھوم ہے گھر گھر
آنکھوں میں مازغ کا سرمہ
سر پر تاجِ ورفعنا کا
حسنِ مجسم اللہ اکبر
صبحِ ازل ہے مکھڑا ان کا
شامِ عوض ہے زلف کا سایہ
ان سے ہوا ہر قلب منور
مہندی لگاؤں گھر کو سجاؤں
میں آنگن میں ناچوں گاؤں
تن من واروں ان کے چرن پر
آؤ سکھیو مل کر گائیں
اپنے پیا کا جشن منائیں
صلی علیٰ کی دھوم ہے گھر گھر
شاعر: انجم بیکاس
આજ મુહમ્મદ આવ્યા મોરે ઘર લિરિક્સ (Gujarati)
આજ મુહમ્મદ આવ્યા મોરે ઘર
સલ્લે અલા કી ધૂમ હૈ ઘર ઘર
આંખોમાં માઝઘ કા સુરમા
સર પર તાજ-એ-વરફઅના કા
હુસ્ન-એ-મુજસ્સમ અલ્લાહુ અકબર
સુભ-એ-અઝલ હૈ મુખડો ઉન કા
શામ-એ-અવધ હૈ ઝુલ્ફ કા સાયા
ઉનસે થયો હર કલ્બ મુનવ્વર
મહેંદી લગાઉં ઘર કો સજાઉં
મૈં આંગણમાં નાચું ગાઉં
તન મન વારું તેમના ચરણ પર
આઓ સખીઓ મળીને ગાઓ
પોતાના પિયાનો જશ્ન મનાવો
સલ્લે અલા કી ધૂમ હૈ ઘર ઘર
શાયર: અંજુમ બેકસ