Aap jab nubuwwat ka muajjaza dikhate hain

Aap jab nubuwwat ka muajjaza dikhate hain
chand tukde hota hai ped chal ke aate hain

mushrikon ki mahfil main ek ajib halchal hai
kankari ko jab Aaqa LAILAH padhate hain

ye bhi ek karishma hai sukha than tha bakri ka
dudh ubla jata hai hath jab lagate hain

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top