Hazrat Abdul Hameed Niyazi sahab ka likha hua nihayat hi maqbool aur dilkash kalam pesh-e-khidmat hai.
Is mubarrak naat-e-pak mein Huzoor Rahmat-ul-lil-Aalameen ﷺ ki sakhawat, lutf-o-karam aur unke darbar ki barkatein bayan ki gayi hain.
Aaiye is rooh-parwar kalam ko padhein aur apne dilon ko ishq-e-rasool se sarshaar karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Aap Ke Darbar Se Khali Gaya Koi Nahi |
| Poet / Writer | Abdul Hameed Niyazi (Niyazi) |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Milad Raza Qadri / Owais Qadri / Multi-reciters |
Naat Lyrics in Roman
Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
Hain sakhi lakhon yahaan par Aap sa koi nahin
Aap ke Darbar mein dono jahaan ki nematein
Aap ke lutf-o-karam ki intihaa koi nahin
Jab liya Naam-e-Muhammad mushkilein hall ho gayin
Kaun kehta hai ke Tere Naam ka assar nahin
Aye Darbar Dar-e-Yaar-e-Muhammad aasiyo
Aitaraf-e-jurm karlo to sazzaa koi nahin
Aap ke hote hue main kyun musibat mein rahon
Kya kaheinge log ke mushkil kusha koi nahin
Kaun boojhe aye Niyazi dard-e-dil ka madawa
Hub-e-Muhammad hai humara aasraa koi nahin
Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
Hain sakhi lakhon yahaan par Aap sa koi nahin
Naat Lyrics in Hindi
आप के दरबार से खाली गया कोई नहीं
हैं सखी लाखों यहाँ पर आप सा कोई नहीं
आप के दरबार में दोनों जहाँ की नेमतें
आप के लुत्फ़-ओ-करम की इंतिहा कोई नहीं
जब लिया नाम-ए-मुहम्मद मुश्किलें हल हो गईं
कौन कहता है कि तेरे नाम का असर नहीं
ए दरबार-ए-दर-ए-यार-ए-मुहम्मद आसियों
इत्तिराफ़-ए-जुर्म कर लो तो सज़ा कोई नहीं
आप के होते हुए मैं क्यों मुसीबत में रहूँ
क्या कहेंगे लोग कि मुश्किल कशा कोई नहीं
कौन बूझे ऐ नियाज़ी दर्द-ए-दिल का मदावा
हब-ए-मुहम्मद है हमारा आसरा कोई नहीं
आप के दरबार से खाली गया कोई नहीं
हैं सखी लाखों यहाँ पर आप सा कोई नहीं
Naat Lyrics in Urdu
آپ کے دربار سے خالی گیا کوئی نہیں
ہیں سخی لاکھوں یہاں پر آپ سا کوئی نہیں
آپ کے دربار میں دونوں جہان کی نعمتیں
آپ کے لطف و کرم کی انتہا کوئی نہیں
جب لیا نامِ محمد صلی اللہ علیہ وسلم مشکلیں حل ہو گئیں
کون کہتا ہے کہ تیرے نام کا اثر نہیں
اے دربارِ درِ یارِ محمد صلی اللہ علیہ وسلم عاصیو
اعترافِ جرم کر لو تو سزا کوئی نہیں
آپ کے ہوتے ہوئے میں کیوں مصیبت میں رہوں
کیا کہیں گے لوگ کہ مشکل کشا کوئی نہیں
کون بوجھے اے نیازی دردِ دل کا مداوا
حبِ محمد صلی اللہ علیہ وسلم ہے ہمارا آسرہ کوئی نہیں
آپ کے دربار سے خالی گیا کوئی نہیں
ہیں سخی لاکھوں یہاں پر آپ سا کوئی نہیں