Baraili tujhe Salaam

Aarif sahab ka likha hua aur Maulana Raza e Rasool Amanati ki khubsoorat aawaz mein pesh kiya gaya nihayat hi pyara manqabati kalam pesh-e-khidmat hai.
Is mubarrak kalam mein Bareilly Sharif ki azmat, Aala Hazrat, Mufti-e-Azam aur Hujjatul Islam ki dunya-e-sunniyat ko di gayi deeni khidmat ko bade hi adab o aqeedat ke sath bayan kiya gaya hai.
Aaiye is roohani aur joshile kalam ko padhein aur apne dilon mein maslak-e-aala hazrat ki mohabbat ko taza karein.

Naat Information Details
Naat Title Bareilly Tujhe Salaam (Ishq e Nabi Ki Sham’a Jala’ai)
Poet / Writer Aarif (आरीफ़)
Category Manqabat-e-Aala Hazrat
Naatkhawan / Reciter Maulana Raza e Rasool Amanati

Naat Lyrics in Roman

Ishq e ki sham’a jala’ai, toone sub’h-o-shaam
Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam

Tere jhilon main jalwa figan hai, ahl e sunan ka imaam
Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam

Aaj bhi tere, faiz se aalam, noor e hidaayat paata hai
Hai too yaqeenan, ahl e sunan ka, markaz e islaam

Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam
Tere qalam ka, har har jhumla, teer ki maanind chubhata hai

Kufar ka qil.aa, dhair huaa hai, sun ke raza ka naam
Baraili tujhe salaan, baraili tujhe salaam

Kyoo.n na aqeedat, tujh se karen ham, jab ke ham ko tujh se mile
Aala Hazrat, Mufti e Aazam, Hujjatul-islaam

Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam
Falsafi ho ya, Mantiqi ho ya, ho ke bada sains-daa.n

Dushmani jis ne, tujh se kari hai, ho gaya gumnaam
Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam

Bas kar “Aarif“, Rakh de itna, kah kar ke too apna qalam
Ishq ka dariya, ishq ka saagar, ishq ka baheta jaam

Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam

Naat Lyrics in Hindi

इश्क़े-नबी की शमअ जलाई, तूने सुब्हो-शाम
बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम

तेरे जीलों में जल्वा फ़िगन है, अहले-सुनन का इमाम
बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम

आज भी तेरे, फ़ैज़ से आलम, नुरे-हिदायत पाता है
है तू यक़िनन, अहले-सुनन का, मर्कज़े-इस्लाम

बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम
तेरे क़लम का, हर हर जुम्ला, तीर की मानिन्द चुभता है

कुफ़्र का क़िलआ, ढैर हुआ है, सुन के रज़ा का नाम
बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम

क्युँ न अक़ीदत, तुझ से करें हम, जब के हम को तुझ से मिले
आला हज़रत, मुफ़्ति-ए-आज़म, हुज्जतु-ल्इस्लाम

बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम
फ़ल्सफ़ी हो या, मन्तिक़ी हो या, होके बड़ा साईन्सदाँ

दुश्मनी जिस ने, तुझ से करी है, हो गया गुमनाम
बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम

बस कर “आरीफ़”, रख दे इतना, कह कर के तू अपना क़लम
इश्क़ का दरिया, इश्क़ सागर, इश्क़ का बहेता जाम

बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम

Naat Lyrics in Urdu

عشقِ نبی کی شمع جلائی، تو نے صبح و شام
بریلی تجھے سلام، بریلی تجھے سلام

تیرے جیلوں میں جلوہ فگن ہے، اہل سنن کا امام
بریلی تجھے سلام، بریلی تجھے سلام

آج بھی تیرے، فیض سے عالم، نورِ ہدایت پاتا ہے
ہے تو یقیناً، اہل سنن کا، مرکزِ اسلام

بریلی تجھے سلام، بریلی تجھے سلام
تیرے قلم کا، ہر ہر جملہ، تیر کی مانند چبھتا ہے

کفر کا قلعہ، ڈھیر ہوا ہے، سن کے رضا کا نام
بریلی تجھے سلام، بریلی تجھے سلام

کیوں نہ عقیدت، تجھ سے کریں ہم، جب کہ ہم کو تجھ سے ملے
اعلیٰ حضرت، مفتیِ اعظم، حجت الاسلام

بریلی تجھے سلام، بریلی تجھے سلام
فلسفی ہو یا، منطقی ہو یا، ہو کے بڑا سائنس داں

دشمنی جس نے، تجھ سے کری ہے، ہو گیا گمنام
بریلی تجھے سلام، بریلی تجھے سلام

بس کر “عارف”، رکھ دے اتنا، کہہ کر کے تو اپنا قلم
عشق کا دریا، عشق کا ساگر، عشق کا بہتا جام

بریلی تجھے سلام، بریلی تجھے سلام

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top