Bazme Chishti Ke Ujale Mere Khwaja Hai Ek Nihayat Hi Khubsurat Aur Roohani Manqabat Sharif-O-Qawwali Hai Jo Khwaja Garib Nawaz Ki Shaan Ko Bayan Karti Hai.
Is Pyaare Kalam Mein Ajmer Sharif Ke Dulha Hazrat Khwaja Moinuddin Chishti Ki Azmat, Barkatein Aur Karamat Ko Nihayat Hi Khubsurat Andaaz Mein Pesh Kiya Gaya Hai.
Aaiye Is Barkat Bhari Manqabat Ke Mukammal Lyrics Ko Roman, Hindi Aur Urdu Script Mein Padhte Hain.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Bazme Chishti Ke Ujale Mere Khwaja Hai |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Manqabat Lyrics |
| Naatkhawan / Reciter | Dilbar Shahi |
Bazme Chishti Ke Ujale Mere Khwaja Hai Lyrics In Roman
Bazme Chishti Ke Ujale Mere Khawaja Hai
Dekho Dekho Kitne Noor Wale Mere Khawaja Hai
Aek Piyale Me Ana Sagar Samet Liya
Dekho Kitne Power Wale Mere Kawaja Hai
Hindu Muslim Sab O Dete Hain
Dekho Kitni Barkat Wale Mere Khawaja Hai
Raiza Raiza Hindustan Ho Jata
Pure Bhar Ko Sambhale Huve Mere Khawaja Hai
Bazme Chishti Ke Ujale Mere Khwaja Hai Lyrics In Hindi
बज़्म ए चिश्ती के उजाले मेरे ख्वाजा है
देखो देखो कितने नूर वाले मेरे ख्वाजा है
एक पियाले में अना सागर समेत लिया
देखो कितने पावर वाले मेरे ख्वाजा है
हिन्दू मुस्लिम सब ओ देते हैं
देखो कितनी बरकत वाले मेरे ख्वाजा है
रैज़ा रैज़ा हिन्दुस्तान हो जाता
पूरे भर को संभाले हुए मेरे ख्वाजा है
Bazme Chishti Ke Ujale Mere Khwaja Hai Lyrics In Urdu
بزمِ چشتی کے اجالے میرے خواجہ ہے
دیکھو دیکھو کتنے نور والے میرے خواجہ ہے
ایک پیالے میں انا ساگر سمیٹ لیا
دیکھو کتنے پاور والے میرے خواجہ ہے
ہندو مسلم سب او دیتے ہیں
دیکھو کتنی برکت والے میرے خواجہ ہے
ریزہ ریزہ ہندوستان ہو جاتا
پورے بھر کو سنبھالے ہوئے میرے خواجہ ہے