Chand Hai Hairat Me Muh Takta Hai Tara Ghous Ka


Hazrat Ghous-E-Azam Shaikh Abdul Qadir Jilani Alayhirrahmah Ki Shaan Mein Likha Gaya Yeh Behad Khubsoorat Aur Ruhani Manqabat Dilo Ko Noor-E-Aqeedat Se Munawwar Karta Hai.
Is Barkat Bhari Tehreer Mein Ghous-E-Paak Ki Azmat-O-Shan Aur Unki Wilayat Ke Haseen Jalwon Ka Nihayat Hi Umdah Zikr Kiya Gaya Hai.
Aiye Is Muqaddas Manqabat Ko Dil Ke Adab Aur Mohabbat Se Parhein Aur Barkatain Hasil Karein.

Naat InformationDetails
Naat TitleChand Hai Hairat Me Muh Takta Hai Tara Ghous Ka
Poet / WriterAllama Ghulam Mustafa
CategoryManqabat E Ghous E Azam
Naatkhawan / ReciterAlhaj Owais Raza Qadri
Book NameBarkate Raza Naat Book

Chand Hai Hairat Me Muh Takta Hai Tara Ghous Ka Lyrics In Roman

Chand Hai Hairat Me Muh Takta Hai Tara Ghous Ka
Ho Gai Roushan Faza Chamke Jo Mukhda Ghous Ka

Har Nazr Kashkol, Ek Ek Saans Daamaane Sawaal
Ey Khuda Bande Ko De De Kuch To Sadqa Ghous Ka

Zulfe Aswad Roo-E-Anwar Ke Zara Aijaaz Dekh
Shab Hai Baandi Ghous Ki Aur Din Hai Burda Ghous Ka

Hat Bhi Jaa Jannat Ke Dar Se Naam Ey Rizwaa(N) Na Poochh
Naat Lewa Ghous Ka Hoon Naat Lewa Ghous Ka

Kooch-E-Ulfat Me Kyon Dagney Lagey Mere Qadam
Mein Nahi Mansoor Haan Shaida Hoon Shaida Ghous Ka

Shayari Meri Hai Hazrat Aaina Daare Jamaal
Yaani Ek Ek She’Ar Me Raqsaa(N) Hai Jalwa Ghous Ka

Chand Hai Hairat Me Muh Takta Hai Tara Ghous Ka Lyrics In Hindi

चांद है हैरत में मुंह तकता है तारा ग़ौस का
हो गई रौशन फ़ज़ा चमका जो मुखड़ा ग़ौस का

हर नज़र कश्कोल,एक एक सांस दामाने सवाल
ऐ खुदा बन्दे को दे दे कुछ तो सदक़ा ग़ौस का

ज़ुल्फ़े असवद रुए अनवर के ज़रा एजाज़ देख
शब है बांदी ग़ौस की और दिन है बुर्दा ग़ौस का

हट भी जा जन्नत के दर से नाम ऐ रिज़वाँ न पूछ
नात लेवा ग़ौस का हूं नात लेवा ग़ौस का

कूचए उल्फ़त में क्यों डगने लगे मेरे क़दम
मैं नहीं मन्सूर हां शैदा हूं शैदा ग़ौस का

शायरी मेरी है हज़रत आईना दारे जमाल
यानी एक एक शेअ़र में रक़सां है जलवा ग़ौस का

Chand Hai Hairat Me Muh Takta Hai Tara Ghous Ka Lyrics In Urdu

چاند ہے حیرت میں منہ تکتا ہے تارا غوث کا
ہو گئی روشن فضا چمکا جو مکھڑا غوث کا

ہر نظر کشکول، ایک ایک سانس دامانِ سوال
اے خدا بندے کو دے دے کچھ تو صدقہ غوث کا

زلفِ اسود روئے انور کے ذرا اعجاز دیکھ
شب ہے باندی غوث کی اور دن ہے بردہ غوث کا

ہٹ بھی جا جنت کے در سے نام اے رضواں نہ پوچھ
نعت لیوا غوث کا ہوں نعت لیوا غوث کا

کوچۂ الفت میں کیوں ڈگنے لگے میرے قدم
میں نہیں منصور ہاں شیدا ہوں شیدا غوث کا

شاعری میری ہے حضرت آئینہ دارِ جمال
یعنی ایک ایک شعر میں رقصاں ہے جلوہ غوث کا

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top