Choote Na Kabhi Tera Daman Ya Khwaja Moinuddin Hasan Naat Lyrics
Choote Na Kabhi Tera Daman
Ya Khwaja Moinuddin Hasan
He Tum Pe Fida Sab Tan Mann Dann
Ya Khwaja Moinuddin Hasan
Ajmer Mujhe Pohochade Khuda
Chadar Mai Charahu Phoolo Ki
Yeh Sadqa Karu Tan Mann Apna
Ya Khwaja Moinuddin Hasan
Farzande Ali Ho Noor E Nabi
Mehboob E Khuda Hain Zat Teri
Ek Bar Dikha Rauza Apna
Ya Khwaja Moinuddin Hasan
Kaba Ho Madina Ho Ya Najaf
Har Sampt Nazar Tum Aate Ho
Kuch Aisi Lagi He Tum Se Lagan
Ya Khwaja Moinuddin Hasan
Waliyon Ke Wali Ho Tum Khwaja
Aur Ibne Sakhi Ho Tum Khwaja
Tum Al E Nabi Awlad E Ali
Ya Khwaja Moinuddin Hasan
Aaqa Ki Atah Woh Noor E Ali
Zahrah Ki Kali Waliyo Ke Wali
Hasnain Ke Dil Usman Ke Nean
Ya Khwaja Moinuddin Hasan