GALI GALI HUSSAIN HAIN LYRICS

“Gali Gali Hussain Hain Nagar Nagar Hussain Hain” Mokarram Barkati sahab ki awaz mein padha gaya ek intehaye maqbool aur rooh-parwar Kalam-e-Hussaini hai.
Is khubsurat manqabat mein Karbala ke Dulha Hazrat Imam Hussain (A.S.) ki azmat, har simt unki charcha aur Haq-o-Sadaqat ki fateh ka zikr bayaan kiya gaya hai.
Aaiye is dilon ko jazba-e-Hussainiyat se sarshaar karne wale kalam ko Roman, Hindi aur Urdu zabaan mein nihayat hi adab se padhein.

Naat Information Details
Naat Title Gali Gali Hussain Hain
Poet / Writer Traditional
Category Manqabat (A.S.)
Naatkhawan / Reciter Mokarram Barkati

Naat Lyrics in Roman

gali gali husain hain nagar nagar husain hain
jidhar jidhar main dekhta udhar udhar husain hain

husain bahro bar mein bhi husain khushk-o-tar mein bhi
qadam qadam husain hain dagar dagar husain hain

fazao mein khalao mein husain hain hawao mein
zamana aaj dang hai kidhar kidhar husain hain

husain jismo jaan mein husain kul jahan mein
husainiyo ki hai sada jigar jigar husain hai

durood mein salaam mein husain hain nizaam mein
dawao mein bhi dekhiye asar asar husain hai

husain le ke jis ghadi chale hain tege haidari
yazeedi fauz kah uthi nidar nidar husain hain

raqam hai main ne kar diya yun dastaane karbala
yazeed zer zer hai zabar zabar husain hain

Naat Lyrics in Hindi

गली गली हुसैन हैं नगर नगर हुसैन हैं
जिधर जिधर मैं देखता उधर उधर हुसैन हैं

हुसैन बहरो बर में भी हुसैन ख़ुश्क-ओ-तर में भी
क़दम क़दम हुसैन हैं डगर डगर हुसैन हैं

फ़ज़ाओं में खलाओं में हुसैन हैं हवाओ में
ज़माना आज दंग है किधर किधर हुसैन हैं

हुसैन जिस्मो जान में हुसैन कुल जहान में
हुसैनियों की है सदा जिगर जिगर हुसैन है

दुरूद में सलाम में हुसैन हैं निज़ाम में
दवाओं में भी देखिए असर असर हुसैन है

हुसैन ले के जिस घड़ी चले हैं तेगे हैदरी
यज़ीदी फौज़ कह उठी निडर निडर हुसैन हैं

रक़म है मैं ने कर दिया यूँ दास्ताने कर्बला
यज़ीद ज़ेर ज़ेर है ज़बर ज़बर हुसैन हैं

Naat Lyrics in Urdu

گلی گلی حسین ہیں نگر نگر حسین ہیں
جدھر جدھر میں دیکھتا ادھر ادھر حسین ہیں

حسین بحر و بر میں بھی حسین خشک و تر میں بھی
قدم قدم حسین ہیں ڈگر ڈگر حسین ہیں

فضاؤں میں خلاؤں میں حسین ہیں ہواؤں میں
زمانہ آج دنگ ہے کدھر کدر حسین ہیں

حسین جسم و جاں میں حسین کل جہاں میں
حسینیوں کی ہے صدا جگر جگر حسین ہے

درود میں سلام میں حسین ہیں نظام میں
دواؤں میں بھی دیکھیے اثر اثر حسین ہے

حسین لے کے جس گھڑی چلے ہیں تیغِ حیدری
یزیدی فوج کہہ اٹھی نڈر نڈر حسین ہیں

رقم ہے میں نے کر دیا یوں داستانِ کربلا
یزید زیر زیر ہے زبر زبر حسین ہیں

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top