Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka Lyrics ek mashhoor Naat Sharif hai jo Sarkar-e-Do Aalam ﷺ ki azmat aur muhabbat ko bayan karti hai. Is kalaam ke shayar Sajid Raza hain aur ise Asad Raza ne apni pur-asar aawaz mein pesh kiya hai.
Naat Info Table
| Feature | Details |
|---|---|
| Title | Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka |
| Genre | Naat Sharif |
| Poet (Shayar) | Sajid Raza |
| Naat Khwan | Asad Raza |
| Theme | Shan-e-Rasool ﷺ aur Muhabbat-e-Mustafa ﷺ |
| Language | Urdu |
| Available Scripts | Roman Urdu, Hindi, Urdu, Gujarati |
Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka Lyrics in Roman Urdu
Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka
Phir Pao Ummati Kahan Rakhta Rasool Ka
Padhte Hain Yun To Gair Bhi Kalma Rasool Ka
Jannat Use Milegi Jo Hoga Rasool Ka
Karte Hain Ehteraam Janaza Ka Is Liye
Wo Ja Raha Hai Dekhne Chehra Rasool Ka
Sher-e-Khuda Na Banta To Banta Bhi Aur Kya
Bachpan Se Hi To Tha Yeh Paala Rasool Ka
Duniya Ko Dekhna Bhi Gawara Nahin Kiya
Jab Tak Ali Ne Dekha Na Chehra Rasool Ka
Khwaja Ne Aisa Danka Bajaya Rasool Ka
Lagwaya Panditon Se Bhi Naara Rasool Ka
Naara Raza Ka Lagta Hai Duniya Mein Is Liye
Ahmad Raza Ke Lab Pe Tha Naara Rasool Ka
Poet:
Sajid Raza
Naat Khwan:
Asad Raza
होता अगर ज़मीन पर साया रसूल का Lyrics in Hindi
होता अगर ज़मीन पर साया रसूल का
फिर पाँव उम्मती कहाँ रखता रसूल का
पढ़ते हैं यूँ तो ग़ैर bhi कलमा रसूल का
जन्नत उसे मिलेगी जो होगा रसूल का
करते हैं एहतराम जनाज़ा का इस लिए
वो जा रहा है देखने चेहरा रसूल का
शेर-ए-ख़ुदा न बनता तो बनता भी और क्या
बचपन से ही तो था ये पाला rasool ka
दुनिया को देखना भी गवारा नहीं किया
जब तक अली ने देखा न चेहरा रसूल का
ख्वाजा ने ऐसा डंका बजाया रसूल का
लगवाया पंडितों से भी नारा रसूल का
नारा रज़ा का लगता है दुनिया में इस लिए
अहमद रज़ा के लब पे था नारा रसूल का
शायर:
साजिद रज़ा
नात ख़्वाँ:
असद रज़ा
ہوتا اگر زمین پر سایہ رسول کا Lyrics in Urdu
ہوتا اگر زمین پر سایہ رسول کا
پھر پاؤں امتی کہاں رکھتا رسول کا
پڑھتے ہیں یوں تو غیر بھی کلمہ رسول کا
جنت اسے ملے گی جو ہوگا رسول کا
کرتے ہیں احترام جنازہ کا اس لیے
وہ جا رہا ہے دیکھنے چہرہ رسول کا
شیرِ خدا نہ بنتا تو بنتا بھی اور کیا
بچپن سے ہی تو تھا یہ پالا رسول کا
دنیا کو دیکھنا بھی گوارا نہیں کیا
جب تک علی نے دیکھا نہ چہرہ رسول کا
خواجہ نے ایسا ڈنکا بجایا رسول کا
لگوایا پنڈتوں سے بھی نعرہ رسول کا
نعرہ رضا کا لگتا ہے دنیا میں اس لیے
احمد رضا کے لب پہ تھا نعرہ رسول کا
شاعر:
ساجد رضا
نعت خواں:
اسد رضا
Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka Lyrics in Gujarati
હોતા અગર ઝમીન પર સાયા રસૂલ કા
ફિર પાઉં ઉમ્મતી કહાં રખતા રસૂલ કા
પડતે હૈ યું તો ગૈર ભી કલમા રસૂલ કા
જન્નત ઉસે મિલેગી જો હોગા રસૂલ કા
કરતે હૈ અહેતરામ જનાઝા કા ઇસ લીયે
વો જા રહા હૈ દેખને ચહેરા રસૂલ કા
શેરે ખુદા ના બનતા તો બનતા ભી ઔર ક્યા
બચપન સે હી તો થા યે પાળા રસૂલ કા
દુનિયા કો દેખના ભી ગવારા નહીં કિયા
જબ તક અલી ને દેખા ના ચહેરા રસૂલ કા
ખ્વાજા ને ઐસા ડંકા બજાયા રસૂલ કા
લગવાયા પંડિતોં સે ભી નારા રસૂલ કા
નારા રઝા કા લગતા હૈ દુનિયા મેં ઇસ લીયે
અહમદ રઝા કે લબ પે થા નારા રસૂલ કા
શાયર:
સાજિદ રઝા
નાતખ્વાં:
અસદ રઝા
FAQs
| Question | Answer |
|---|---|
| Who wrote Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka? | This Naat was written by Sajid Raza. |
| Who is the Naat Khwan of Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka? | Asad Raza is a famous reciter of this Naat. |
| What is the theme of this Naat? | It highlights the love and reverence for Prophet Muhammad ﷺ. |
| In which languages are the lyrics available? | Roman Urdu, Hindi, Urdu and Gujarati. |
| What is the first line of the Naat? | Hota Agar Zameen Par Saya Rasool Ka. |