Jab Kabhi Naat Hum Gungunane Lage


Aap Sabhi Ke Liye Pesh Hai Shamim Reza Faizi Sahab Ka Likha Aur Padha Hua Behad Mashhoor Naat-E-Pak Jab Kabhi Naat Ham Gungunane Lage Ke Mukammal Lyrics.
Is Pyari Naat Sharif Mein Huzoor-E-Akram Ki Shaan Aur Karbala Ki Yaad Ko Bohat Hi Khubsurat Aur Asar-Dar Andaz Mein Bayan Kiya Gaya Hai.
Humein Umeed Hai Ke Yeh Tehreer Aap Sabhi Ke Dilo Ko Roohani Sukoon Aur Noor-E-Iman Aata Farmayegi.

Naat InformationDetails
Naat TitleJab Kabhi Naat Ham Gungunane Lage
Poet / WriterShamim Reza Faizi
CategoryNaat Sharif
Naatkhawan / ReciterShamim Reza Faizi
Book NameBarkate Raza Naat Book

Jab Kabhi Naat Ham Gungunane Lage Lyrics In Roman

Jab Kabhi Naat Ham Gungune Lage,
Bas Hame Mustafa Yaad Aane Lage,

Jab Nabi Ke Nawase Chale Karbala,
Chand Suraj Bhi Aansoo Bahane Lage,

Yaad-E-Taiba Ne Bechain Mujhko Kiya,
Kaafile Jab Madine Ko Jaane Lage,

Apni Ummat Pe Kaise Huye Meharban,
Zakhm Khaye Magar Muskurane Lage,

Jab Kahin Koi Shere Raza Aa Gya,
Saare Najdi Wahin Thartharane Lage.

Jab Kabhi Naat Ham Gungunane Lage Lyrics In Hindi

जब कभी नात हम गुनगुनाने लगे,
बस हमे मुस्तफा याद आने लगे,

जब नबी के नवासे चले करबला,
चाँद सूरज भी आँसू बहाने लगे,

याद ए तैबा ने बेचैन मुझको किया,
काफिले जब मदीने को जाने लगे,

अपनी उम्मत पे कैसे हुए मेहरबान,
जख्म खाए मगर मुस्कुराने लगे,

जब कहीं कोई शेरे रज़ा आ गया,
सारे नजदी वहीं थरथराने लगे।

Jab Kabhi Naat Ham Gungunane Lage Lyrics In Urdu

جب کبھی نعت ہم گنگنانے لگے،
بس ہمیں مصطفیٰ یاد آنے لگے،

جب نبی کے نواسے چلے کربلا،
چاند سورج بھی آنسو بہانے لگے،

یادِ طیبہ نے بے چین مجھ کو کیا،
قافلے جب مدینے کو جانے لگے،

اپنی امت پہ کیسے ہوئے مہربان،
زخم کھائے مگر مسکرانے لگے،

جب کہیں کوئی شیرِ رضا آ گیا،
سارے نجدی وہیں تھرتھرانے لگے ۔

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top