Madine Ko Jaaen Yeh Jee Chahta Hai


Madina Munawwara Ki Haazri Aur Huzoor Akram Ki Qurbat Ki Tadap Ko Bayaan Karti Ye Pyaari Naat Dil Ko Taqwa O Aqeedat Se Bhar Deti Hai. Is Kalam Mein Shauq E Madina Aur Dare Nabi Par Duaon Ki Iltija Ka Nihayat Khoobsurat Zikr Kiya Gaya Hai. Is Ko Padh Kar Har Ashiq E Rasool Ke Dil Mein Tayyaba Ki Ziyarat Ka Jazba Bedaar Hota Hai.

Naat InformationDetails
Naat TitleMadine Ko Jaaen Yeh Jee Chahta Hai
Poet / WriterBehzad Lucknavi
CategoryNaat Shareef
Naatkhawan / ReciterOwais Raza Qadri
Book NameBarkate Raza Naat Book

Madine Ko Jaaen Yeh Jee Chahta Hai Lyrics In Roman

Madine Ko Jaaen Yeh Jee Chahta Hai
Muqaddar Banae Yeh Jee Chahta Hai

Madine Ke Aqa Do Alam Ke Mawla
Tere Pas Aein Yeh Jee Chahta Hai

Jahaan Dono Alam Hai Mahu Taman’na
Wahaan Sar Jhukane Ko Jee Chahta Hai

Dilaun Se Jo Nikle Diyare Me
Sune Woh Sadein Yeh Jee Chahta Hai

Muhammad Ki Batein Muhammad Ki Sirat
Sune Aur Sunae Yeh Jee Chahta Hai

Dare Pak Ke Saamne Dil Ko Thame
Kare Hum Duain Yeh Jee Chahta Hai

Pahunch Jae Behzaad Jab Hum Madine
To Khud Ko Na Payein Yeh Jee Chahta Hai

Madine Ko Jaaen Yeh Jee Chahta Hai Lyrics In Hindi

मदीने को जाएँ यह जी चाहता है
मुक़द्दर बनाए यह जी चाहता है

मदीने के आक़ा दो आलम के मौला
तेरे पास आएं यह जी चाहता है

जहाँ दोनों आलम है महवे तमन्ना
वहाँ सर झुकाने को जी चाहता है

दिलों से जो निकले दियारे नबी में
सुने वो सदाएं यह जी चाहता है

मुहम्मद की बातें मुहम्मद की सीरत
सुने और सुनाए यह जी चाहता है

दरे पाक के सामने दिल को थामे
करें हम दुआएं यह जी चाहता है

पहुँच जाए बेहज़ाद जब हम मदीने
तो खुद को न पाएं यह जी चाहता है

Madine Ko Jaaen Yeh Jee Chahta Hai Lyrics In Urdu

مدینے کو جائیں یہ جی چاہتا ہے
مقدار بنائیں یہ جی چاہتا ہے

مدینے کے آقا دو عالم کے مولا
تیرے پاس آئیں یہ جی چاہتا ہے

جہاں دونوں عالم ہیں محوِ تمنا
وہاں سر جھکانے کو جی چاہتا ہے

دلوں سے جو نکلے دیارِ نبی میں
سنے وہ صدائیں یہ جی چاہتا ہے

محمد کی باتیں محمد کی سیرت
سنے اور سنائے یہ جی چاہتا ہے

درِ پاک کے سامنے دل کو تھامے
کریں ہم دعائیں یہ جی چاہتا ہے

پہنچ جائے بہزاد جب ہم مدینے
تو خود کو نہ پائیں یہ جی چاہتا ہے

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top