Main Madine Ki Janib Na Kaise Khichu Naat Lyrics

Huzoor Sarwar-e-Kainat ﷺ ki shaan aur Madina Munawwara ki mohabbat me dooba hua ye ek nihayat hi maqbool aur dard-o-shauq se bhara Naat kalam hai. Is kalam me ek aashiq-e-rasool apne dil ki bekarari aur Madine ke dar-o-deewar se apni aqeedat ko bayaan karta hai. Aaiye is mubarrak aur roohani kalam ko nihayat hi adab aur mohabbat ke sath padhein.

Naat Information Details
Naat Title Main Madine Ki Janib Na Kaise Khichu
Poet / Writer Muneer Qasoori
Category Naat-e-Paak
Naatkhawan / Reciter Allama Hafiz Bilal Qadri / Hafiz Tahir Qadri

Naat Lyrics in Roman

Meri Ulfat Madine Se Yunhi Nahi
Mere Aaqa Ka Roza Madine Mai Hai

Main Madine Ki Janib Na Kaise Khichu
Mera Deen Aur Duniya Madine Mein Hai

Arsh E Azam Pe Jiski Badi Shan Hai
Roza E Mustafa Jiski Pehchan Hai

Jiska Ham Palla Koi Mohalla Nahi
Ek Aisa Mohalla Madine Mai Hai

Fir Muje Maut Ka Koi Khatra Na Ho
Maut Kya Zindagi Ki Bhi Parvah Na Ho

Kash Sarkar Ek Baar Mujse Kahe
Aa Tera Jina Marna Madine Mai Hai

Meri Ulfat Madine Se Yu Hi Nahi
Mere Aqa Ka Roza Madine Mai Hai

Mai Madine Ki Janib Na Kaise Khichu
Mera Deen Aur Duniya Madine Mai Hai

Esi Khushbu Chaman Ke Gulon Mai Nahi
Jaisi Khushbu Nabi Ke Paseene Mai Hai

Naat Lyrics in Hindi

मेरी उल्फ़त मदीने से यूँही नहीं
मेरे आक़ा का रौज़ा मदीने में है

मैं मदीने की जानिब न कैसे खिंचूँ
मेरा दीन और दुनिया मदीने में है

अर्श-ए-आज़म पे जिसकी बड़ी शान है
रौज़ा-ए-मुस्तफ़ा जिसकी पहचान है

जिसका हम-पल्ला कोई मोहल्ला नहीं
एक ऐसा मोहल्ला मदीने में है

फिर मुझे मौत का कोई ख़तरा न हो
मौत क्या ज़िन्दगी की भी परवाह न हो

काश सरकार एक बार मुझसे कहें
आ तेरा जीना मरना मदीने में है

मेरी उल्फ़त मदीने से यूँ ही नहीं
मेरे आक़ा का रौज़ा मदीने में है

मैं मदीने की जानिब न कैसे खिंचूँ
मेरा दीन और दुनिया मदीने में है

ऐसी ख़ुशबू चमन के गुलों में नहीं
जैसी ख़ुशबू नबी के पसीने में है

Naat Lyrics in Urdu

میری الفت مدینے سے یوں ہی نہیں
میرے آقا کا روضہ مدینے میں ہے

میں مدینے کی جانب نہ کیسے کھنچوں
میرا دین اور دنیا مدینے میں ہے

عرشِ اعظم پہ جس کی بڑی شان ہے
روضہِ مصطفیٰ جس کی پہچان ہے

جس کا ہم پلہ کوئی محلہ نہیں
اک ایسا محلہ مدینے میں ہے

پھر مجھے موت کا کوئی خطرہ نہ ہو
موت کیا زندگی کی بھی پروا نہ ہو

کاش سرکار اک بار مجھ سے کہیں
آ تیرا جینا مرنا مدینے میں ہے

میری الفت مدینے سے یوں ہی نہیں
میرے آقا کا روضہ مدینے میں ہے

میں مدینے کی جانب نہ کیسے کھنچوں
میرا دین اور دنیا مدینے میں ہے

ایسی خوشبو چمن کے گلوں میں نہیں
جیسی خوشبو نبی کے پسینے میں ہے

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top