Nana Hai Lajawab Nawasa Hai Lajawab lyrics
Nana hai lajawab nawasa hai lajawab
Donon Jahan mein aapka kumba hi lajawab.
Apne lahu se sincha Hai Islam ka chaman
Pyare Husain Tera Gharaana hai lajawab.
Uski misal laye zamane Mein dam nahin
Beti rasule Pak ki zehra hain lajawaab.
Khayber ka Kila hath se jinke phateh hua
Damad rasule Pak ka Haider hai lajawab.
Mukhtar e kaynaat Nahin Koi doosra
Yani Hassan Hussain ka Nana hai lajawab.
Tere to wasf aibe tanahi see Hain baree
Ahmad Raza ki naat ka Misra hai lajawab.
Wo peer jisko dekh Kar aaye khuda Ki yaad
Tajushariya ka Mere chehra hai Lajawab.
- main chiththi paawan sajna nu Lyrics
- Phiroon dhoondhta maikda tauba tauba Lyrics
- tenu kehan lagge zara vi na sangde Lyrics
- mainu sadd lai ya aap hun aaja Lyrics
- maikada bhi apna hai Lyrics
- maar gayi udeek mainu Lyrics
- munis hai ghamgusar hai aur charasaaz hai Lyrics
- aa bhi jaa rut badal jayegi Lyrics