Rab Ne Diya Hai Unko Naat Lyrics || रब ने दिया है उनको मैं उनसे मांगता हूँ

Sarkar-e-Madina, Tajdar-e-Haram Huzoor Ahmed-e-Mujtaba Sallallahu Alaihi Wasallam ki bargah-e-muqaddasa me pesh kiya gaya ye nihayat hi pyaara aur roohani kalam dilon ko garma deta hai[1]. Is naat-e-paak me aqa-e-namdar ke darbar se milne wali ataaon aur unki ghulami ke azeem sharaf ko nihayat hi dil-kash andaz me bayaan kiya gaya hai[1][2]. Aaiye is pakiza kalam ke zariye sarkar-e-jahan ki bargah-e-ali me apni sachi aqeedat aur mohabbat ka nazrana pesh karein.

Naat Information Details
Naat Title Rab Ne Diya Hai Unko
Poet / Writer Abidi
Category Naat-e-Rasool ﷺ
Naatkhawan / Reciter Farhan Ali Qadri

Naat Lyrics in Roman

Rab Ne Diya Hai Unko Main Un Sey Maangta Hoon,
Aaqa Key Dar Ka Main Bhi Adna Sa Ik Gada Hoon

Yih Khawaab Main Nay Deka Taiba Ka Kaafila Hai,
Aur Naat Parte Parte Main Uss Main Jaa Raha Hoon

Rab Ne Diya Hai Unko…

Farzaangi Ki Hadd Tak Diwaana Ho Gaya Hoon
Main Unki Naat Keh Kar Masti Main Jhoomta Hoon

Rab Ne Diya Hai Unko …

Deykho Mera Tassw’wur Rouzey Key Saamney Hoon
Dil Naat Par Raha Hain Main Chup Kharaa Hua Hoon

Rab Ne Diya Hai Unko…

Nazr-E-Karam Huee Jab, Aqa Ney Jab Bulaya
Uss Dam Yehi Kahoon Ga Aqa Main Aaraha Hoon

Rab Ne Diya Hai Unko …

Apney Ghulaam Ka Wo Mujh Ko Ghulaam Rakh Ley
Main Chup Kharaa Hua Hoon, Aur Mahv-E Iltija Hoon

Rab Ne Diya Hai Unko …

Jannat Khuda Na Deyga , Jab Tak Na Wo Kahey Gey
Rub Kee Raza Hain Aaqa, Main Itna Jaanta Hoon

Rab Ne Diya Hai Unko …

Un Sey Hai Meri Nisbat, Ab Aur Chahiyeh Kiya
Merey Wuhi Hain Sub Kuch Main Un Ka Ho Chukka Hoon

Rab Ne Diya Hai Unko …

Un Sey Miley Hain Saarey Alfaaz Merey Kab Hain
Main Un Sey Naat Leykar Duniya Mey Baantta Hoon

Rab Ne Diya Hai Unko …

Mar Jaon Abidi Jab Main Naat Parte Parte
Tum Sab Yakin Karna Imaan Par Mara Hoon

Rab Ne Diya Hai Unko …

Naat Lyrics in Hindi

रब ने दिया है उनको मैं उनसे मांगता हूँ
आक़ा के दर का मैं भी अदना सा इक गदा हूँ

यह ख़्वाब मैंने देखा तैबा का क़ाफ़िला है
और नात पढ़ते पढ़ते मैं उस में जा रहा हूँ

रब ने दिया है उनको…

फ़रज़ानगी की हद तक दीवाना हो गया हूँ
मैं उनकी नात कह कर मस्ती में झूमता हूँ

रब ने दिया है उनको…

देखो मेरा तसव्वुर रौज़े के सामने हूँ
दिल नात पढ़ रहा है मैं चुप खड़ा हुआ हूँ

रब ने दिया है उनको…

नज़्र-ए-करम हुई जब, आक़ा ने जब बुलाया
उस दम यही कहूँगा आक़ा मैं आ रहा हूँ

रब ने दिया है उनको…

अपने ग़ुलाम का वो मुझको ग़ुलाम रख लें
मैं चुप खड़ा हुआ हूँ, और महवे इल्तिजा हूँ

रब ने दिया है उनको…

जन्नत ख़ुदा न देगा, जब तक न वो कहेंगे
रब की रज़ा हैं आक़ा, मैं इतना जानता हूँ

रब ने दिया है उनको…

उनसे है मेरी निस्बत, अब और चाहिए क्या
मेरे वही हैं सब कुछ मैं उनका हो चुका हूँ

रब ने दिया है उनको…

उनसे मिले हैं सारे अलफ़ाज़ मेरे कब हैं
मैं उनसे नात लेकर दुनिया में बांटता हूँ

रब ने दिया है उनको…

मर जाऊँ आबिदी जब मैं नात पढ़ते पढ़ते
तुम सब यक़ीन करना ईमान पर मरा हूँ

रब ने दिया है उनको…

Naat Lyrics in Urdu

رب نے دیا ہے ان کو میں ان سے مانگتا ہوں
آقا کے در کا میں بھی ادنیٰ سا اک گدا ہوں

یہ خواب میں نے دیکھا طیبہ کا قافلہ ہے
اور نعت پڑھتے پڑھتے میں اس میں جا رہا ہوں

رب نے دیا ہے ان کو۔۔۔

فرزانگی کی حد تک دیوانہ ہو گیا ہوں
میں ان کی نعت کہہ کر مستی میں جھومتا ہوں

رب نے دیا ہے ان کو۔۔۔

دیکھو میرا تصور روضے کے سامنے ہوں
دل نعت پڑھ رہا ہے میں چپ کھڑا ہوا ہوں

رب نے دیا ہے ان کو۔۔۔

نذرِ کرم ہوئی جب، آقا نے جب بلایا
اس دم یہی کہوں گا آقا میں آ رہا ہوں

رب نے دیا ہے ان کو۔۔۔

اپنے غلام کا وہ مجھ کو غلام رکھ لیں
میں چپ کھڑا ہوا ہوں اور محوِ التجا ہوں

رب نے دیا ہے ان کو۔۔۔

جنت خدا نہ دے گا، جب تک نہ وہ کہیں گے
رب کی رضا ہیں آقا، میں اتنا جانتا ہوں

رب نے دیا ہے ان کو۔۔۔

ان سے ہے میری نسبت، اب اور چاہیے کیا
میرے وہی ہیں سب کچھ میں ان کا ہو چکا ہوں

رب نے دیا ہے ان کو۔۔۔

ان سے ملے ہیں سارے الفاظ میرے کب ہیں
میں ان سے نعت لے کر دنیا میں بانٹتا ہوں

رب نے دیا ہے ان کو۔۔۔

مر جاؤں عابدیؔ جب میں نعت پڑھتے پڑھتے
تم سب یقین کرنا ایمان پر مرا ہوں

رب نے دیا ہے ان کو۔۔۔

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top