Sarkar-e-Do-Jahan Huzoor Ahmed-e-Mujtaba Sallallahu Alaihi Wasallam ki rehmat aur unki ataaon par bacha ye nihayat hi maqbool aur roohani kalam dilon ko eemaan ki taazgi bakhshta hai. Is naat-e-paak me aqa-e-namdar ke la-mehdood karam aur unke dar se maangne ki azeem ne’mat ko nihayat hi pyaare andaz me bayaan kiya gaya hai. Aaiye is pakiza kalam ke zariye sarkar-e-jahan ki bargah me apni sachi aqeedat aur mohabbat ka nazrana pesh karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Rehmat Ka Hai Darwaza Khula Maang Are Maang |
| Poet / Writer | Abdul Sattar Niazi |
| Category | Naat-e-Rasool ﷺ |
| Naatkhawan / Reciter | Yousuf Memon, Syed Fasihuddin Soharwardi, Haji Mushtaq Attari |
Naat Lyrics in Roman
Rehmat Ka Hai Darwaza Khula Maang Are Maang
Deta Hai Karam Unka Sada Maang Are Maang
Aa Jaayega Ik Roz Bhi Taibah Se Bulawaa
Har Waqt Madine Ki Dua Maang Are Maang
Bhar Jaayega Kashkol Muraadon Se Tera Bhi
Ban Kar Mere Aaqa Ka Gada Maang Are Maang
Mayoos Na Ho Ye Mere Lajpaal Ka Dar Hai
Hai Kis Liye Khamosh Khada Maang Are Maang
Sarkaar Se Sarkaar Ko Maanguga Niyaazi
Sarkaar Ne Jis Waqt Kaha Maang Are Maang
Naat Lyrics in Hindi
रहमत का है दरवाज़ा खुला मांग अरे मांग
देता है करम उनका सदा मांग अरे मांग
आ जाएगा इक रोज़ भी तैबा से बुलावा
हर वक़्त मदीने की दुआ मांग अरे मांग
भर जाएगा कश्कोल मुरादों से तेरा भी
बन कर मेरे आक़ा का गदा मांग अरे मांग
मायूस न हो ये मेरे लजपाल का दर है
है किस लिए ख़ामोश खड़ा मांग अरे मांग
सरकार से सरकार को माँगूँगा नियाज़ी
सरकार ने जिस वक़्त कहा मांग अरे मांग
Naat Lyrics in Urdu
رحمت کا ہے دروازہ کھلا مانگ ارے مانگ
دیتا ہے کرم ان کا صدا مانگ ارے مانگ
آ جائے گا اک روز بھی طیبہ سے بلاوا
ہر وقت مدینے کی دعا مانگ ارے مانگ
بھر جائے گا کشکول مرادوں سے ترا بھی
بن کر میرے آقا کا گدا مانگ ارے مانگ
مایوس نہ ہو یہ میرے لجپال کا در ہے
ہے کس لیے خاموش کھڑا مانگ ارے مانگ
سرکار سے سرکار کو مانگوں گا نیازی
سرکار نے جس وقت کہا مانگ ارے مانگ