Ghous Ka Deewana (Mera Ishq Sufiyana) || मुझे छेड़े ना ज़माना मैं हूँ ग़ौस का दीवाना

Huzoor Ghouse-e-Azam Shaikh Abdul Qadir Jilani Alaihirrahmah ki bargah me pesh kiya gaya ye nihayat hi maqbool aur joshila Sufiana kalam-e-aqdas hai.Is khubsoorat aur roohani qawwali me Ghouse-e-Azam ke sath sachi aqeedat, unke mureedon par unki khas inayaton aur peer-o-murshid ki nisbat ka bayan kiya gaya hai.Is azeem kalam ke zariye dilon ko ishq-e-qadriya ke … Read more