Tumhare Hi Hone Se Aabad Hai Dil || तुम्हारे ही होने से आबाद है दिल
Sufi-e-Ba-Safa Hazrat Bedam Shah Warsi sahab ke is la-jawab aur azeem kalam mein ibaadat aur muhabbat ke asraar ko behad hi khoobsurat dhang se pesh kiya gaya hai.Ustad Nusrat Fateh Ali Khan sahab ki aawaz mein is roohani kalam ne poore jahan mein sufiya-e-karam ki sachi dastaan ko raushan kiya hai.Aaiye is dilsouz aur pyare … Read more