Huzoor Akram ﷺ ke husn o jamal aur unke mu’jizaat ki azeem dastaan ko bayaan karta ye ek nihayat hi maqbool aur joshila kalam-e-aqdas hai.
Is khubsoorat aur dilkash naat me sarkar ke asar o azmat, kankar aur parindon ki tazeem, aur sahaba-e-kiram ke ishk-e-rasool ka behad pyara zikr milta hai.
Allama Hafiz Bilal Qadri ke is barkat-bhare aur asar-angez kalam ke zariye apne dilon ko ishq-e-mustafa ke noor se munawwar karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Tajjub Kya Agar Shayar Sukhan-war Naat Padhte Hain |
| Poet / Writer | Allama Hafiz Bilal Qadri |
| Category | Naat-e-Paak (Mu’jizaat Special) |
| Naatkhawan / Reciter | Allama Hafiz Bilal Qadri |
Naat Lyrics in Roman
Ta’ajjub Kya Agar Shayar Sukhan-war Naat Padhte Hain

Ke Abu Jahl Ki Mutthi Mein Kankar Naat Padhte Hain
Ta’ajjub Kya Agar Shayar Sukhan-war Naat Padhte Hain
Ta’ajjub Kya Agar Shayar Sukhan-war Naat Padhte Hain
Yahan Par Najdiyon Ko Naat Se Takleef Hoti Hai

Wahan Shahr-e-Madina Mein Kabutar Naat Padhte Hain
Naat Padhte Hain
Ta’ajjub Kya Agar Shayar Sukhan-war Naat Padhte Hain
Ta’ajjub Kya Agar Shayar Sukhan-war Naat Padhte Hain
Madine Ki Judai Jab Satati Hai Waliyon Ko

Vo Apne Peer Ka Daman Pakad Kar Naat Padhte Hain
Naat Padhte Hain
Ta’ajjub Kya Agar Shayar Sukhan-war Naat Padhte Hain
Ta’ajjub Kya Agar Shayar Sukhan-war Naat Padhte Hain
Yazeedon Ke Kaleje Phatne Lagte Hain Baghavat Se

Jab Husaini Kafile Mein Bahattar Naat Padhte Hain
Naat Padhte Hain
Ta’ajjub Kya Agar Shayar Sukhan-war Naat Padhte Hain
Ta’ajjub Kya Agar Shayar Sukhan-war Naat Padhte Hain
Naat Lyrics in Hindi
तअज्जुब क्या अगर शायर सुख़न-वर नात पढ़ते हैं

कि अबू जहल की मुट्ठी में कंकर नात पढ़ते हैं
तअज्जुब क्या अगर शायर सुख़न-वर नात पढ़ते हैं
तअज्जुब क्या अगर शायर सुख़न-वर नात पढ़ते हैं
यहाँ पर नज्दियों को नात से तकलीफ़ होती है

वहाँ शहर-ए-मदीना में कबूतर नात पढ़ते हैं
नात पढ़ते हैं
तअज्जुब क्या अगर शायर सुख़न-वर नात पढ़ते हैं
तअज्जुब क्या अगर शायर सुख़न-वर नात पढ़ते हैं
मदीने की जुदाई जब सताती है वलियों को
मदीने की जुदाई जब सताती है वलियों को
वो अपने पीर का दामन पकड़ कर नात पढ़ते हैं
नात पढ़ते हैं
तअज्जुब क्या अगर शायर सुख़न-वर नात पढ़ते हैं
तअज्जुब क्या अगर शायर सुख़न-वर नात पढ़ते हैं
यज़ीदों के कलेजे फटने लगते हैं बग़ावत से

जब हुसैनी काफ़िले में बहत्तर नात पढ़ते हैं
नात पढ़ते हैं
तअज्जुब क्या अगर शायर सुख़न-वर नात पढ़ते हैं
तअज्जुब क्या अगर शायर सुख़न-वर नात पढ़ते हैं
Naat Lyrics in Urdu
تعجب کیا اگر شاعر سخن ور نعت پڑھتے ہیں
تعجب کیا اگر شاعر سخن ور نعت پڑھتے ہیں
تعجب کیا اگر شاعر سخن ور نعت پڑھتے ہیں
کہ ابو جہل کی مٹھی میں کنکر نعت پڑھتے ہیں
تعجب کیا اگر شاعر سخن ور نعت پڑھتے ہیں
تعجب کیا اگر شاعر سخن ور نعت پڑھتے ہیں
یہاں پر نجدیوں کو نعت سے تکلیف ہوتی ہے
یہاں پر نجدیوں کو نعت سے تکلیف ہوتی ہے
وہاں شہرِ مدینہ میں کبوتر نعت پڑھتے ہیں
نعت پڑھتے ہیں
تعجب کیا اگر شاعر سخن ور نعت پڑھتے ہیں
تعجب کیا اگر شاعر سخن ور نعت پڑھتے ہیں
مدینے کی جدائی جب ستاتی ہے ولیوں کو
مدینے کی جدائی جب ستاتی ہے ولیوں کو
وہ اپنے پیر کا دامن پکڑ کر نعت پڑھتے ہیں
نعت پڑھتے ہیں
تعجب کیا اگر شاعر سخن ور نعت پڑھتے ہیں
تعجب کیا اگر شاعر سخن ور نعت پڑھتے ہیں
یزیدوں کے کلیجے پھٹنے لگتے ہیں بغاوت سے
یزیدوں کے کلیجے پھٹنے لگتے ہیں بغاوت سے
جب حسینی قافلے میں بہتر نعت پڑھتے ہیں
نعت پڑھتے ہیں
تعجب کیا اگر شاعر سخن ور نعت پڑھتے ہیں
تعجب کیا اگر شاعر سخن ور نعت پڑھتے ہیں