Thi Jis Ke Muqaddar Mein Gadayi Tere Dar Ki Ek Nihayat Hi Maqbool Aur Dil-Kash Manqabat-E-Ghaus-E-Azam Hai. Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani Ki Likhi Hui Is Manqabat Mein Ghaus-E-Azam Ki Shaan Ko Nihayat Haseen Andaaz Mein Bayan Kiya Gaya Hai. Aaiye Is Ruhani Kalam Ke Mukammal Lyrics Roman, Hindi Aur Urdu Mein Mulahiza Farmayein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Thi Jis Ke Muqaddar Mein Gadayi Tere Dar Ki |
| Poet / Writer | Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani |
| Category | Manqabat Ghaus-E-Azam |
| Naatkhawan / Reciter | Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Thi Jis Ke Muqaddar Mein Gadayi Tere Dar Ki Lyrics In Roman
Thi Jis Ke Muqaddar Mein Gadayi Tere Dar Ki
Qudrat Ne Usse Raah Dikhayi Tere Dar Ki
Ik Neymat E Uzwan Se Wo Mehroom Rahega
Jis Shakhs Ne Khairat E Na Payi Tere Dar Ki
Ye Arzo Sama Ghaus Teri Zaat Ka Sadka
Zameen Aasmaan Chaand Sooraj Sitaare
Yeh Duniya Ye Aalam Ye Harsu Nazaare
Sab Hain Teri Zaat Ka Sadka
Na Falak Na Chaand Taare Na Sahar Na Raat Hoti
Na Tera Jamaal Hota Na Ye Qayanaat Hoti
Adab Na Hoti Shariyat Na Hoti
Agar Tum Na Hote Haqeeqat Na Hoti
Ye Arzo Sama Ghaus Teri Zaat Ka Sadka
Muhtaaj Hai Yeh Saari Khudayi Tere Dar Ki
Aaya Hai ‘Naseer’ Aaj Tamaana Yahi Lekar
Palkon Se Kiye Jaaye Safayi Tere Dar Ki
Thi Jis Ke Muqaddar Mein Gadayi Tere Dar Ki Lyrics In Hindi
थी जिस के मुक़द्दर में गदाई तेरे दर की
क़ुदरत ने उसे राह दिखाई तेरे दर की
इक ने’मत-ए-उज़्वान से वो महरूम रहेगा
जिस शख़्स ने ख़ैरात-ए ना पाई तेरे दर की
ये अर्ज़-ओ-समा ग़ौस तेरी ज़ात का सदक़ा
ज़मीन आसमान चाँद सूरज सितारे
ये दुनिया ये आलम ये हरसू नज़ारे
सब हैं तेरी ज़ात का सदक़ा
ना फ़लक ना चाँद तारे ना सहर ना रात होती
ना तेरा जमाल होता ना ये क़ायनात होती
अदब ना होती शरीयत ना होती
अगर तुम ना होते हक़ीक़त ना होती
ये अर्ज़-ओ-समा ग़ौस तेरी ज़ात का सदक़ा
मुहताज है ये सारी ख़ुदाई तेरे दर की
आया है ‘नसीर’ आज तमन्ना यही लेकर
पलकों से किये जाए सफ़ाई तेरे दर की
Thi Jis Ke Muqaddar Mein Gadayi Tere Dar Ki Lyrics In Urdu
تھی جس کے مقدر میں گدائی تیرے در کی
قدرت نے اسے راہ دکھائی تیرے در کی
اک نعمتِ عضوان سے وہ محروم رہے گا
جس شخص نے خیراتِ نہ پائی تیرے در کی
یہ ارض و سما غوث تیری ذات کا صدقہ
زمین آسمان چاند سورج ستارے
یہ دنیا یہ عالم یہ ہر سو نظارے
سب ہیں تیری ذات کا صدقہ
نہ فلک نہ چاند تارے نہ سحر نہ رات ہوتی
نہ تیرا جمال ہوتا نہ یہ کائنات ہوتی
ادب نہ ہوتی شریعت نہ ہوتی
اگر تم نہ ہوتے حقیقت نہ ہوتی
یہ ارض و سما غوث تیری ذات کا صدقہ
محتاج ہے یہ ساری خدائی تیرے در کی
آیا ہے ’نصیر‘ آج تمنا یہی لے کر
پلکوں سے کیے جائے صفائی تیرے در کی_