Ya Nabi Ya Nabi Mai Jo Kehta Raha Naat Lyrics || या नबी या नबी मैं जो कहता रहा नूर से मोतियों की लड़ी बन गई

Ya Nabi Ya Mai Jo Kehta Raha ek nihayat hi maqbool aur imaan-afza naat hai jise Hazrat Saim Chishti Alaihirrahmah ne nihayat hi aqeedat o mohabbat se tehreer kiya hai. Is mubaarak kalam mein Pyare Mustafa ﷺ ki sunnaton par chalne ki barkat aur unke shahar ki galiyon ki azeem khubsoorati ka zikr kiya gaya hai. Aaiye is pakiza aur dilon ko chhoo lene wali pyari naat ko mukammal taur par padhte hain aur iski barkat se apne dilon ko munawwar karte hain.

Naat Information Details
Naat Title Ya Ya Mai Jo Kehta Raha
Poet / Writer Hazrat Saim Chishti Alaihirrahmah
Category Naat Shareef
Naatkhawan / Reciter Multiple Reciters

Naat Lyrics in Roman

Ya Ya mai jo kehta raha,
Noor se motiyoun ki ladi bangayi.

Aayatoun se milata raha aayatein,
Phir jo dekha to Naat-e-NABI ban gayi…

Sunnatoun per amal jab se karne laga,
Door duniya ke fashion se hone laga…

Peer-o-murshid ki jab se nigah hai padhi,
Sab se achchi Meri Zindagi Ban gayi….

Koun hai jis ko Jannat ki khwaahish nahi..?
Aur Tasleem hai, ke hai kitni hasi….

Husn-e-Jannat ko jab bhi sameta gaya…
MUSTAFA ke shaher ki gali ban gayi….

Dekh kar RABB ke MEHBOOB ﷺ ke HUSN ko,
Wad-duha padh liya Wal Qamar keh diya…

Aayatoun ki tilawat bhi hoti rahi….
Naat bhi hogayi,, Baat bhi ban gayi..

Hum faqeeroun ko Aisa GHANI chahiye…
Bheek dey aur kahe “aur kya chahiye”…….

KOUN DETA HAI DENE KO MOOH CHAHIYE..
DENE WALA HAI SACHCHA HAMARA ..

Mehfil-e-Naat me aaya jaaya karo……
Apna soya muqaddar jagaya karo..

Mehfil-e-Naat me aa ke baitha hai jo..
Unki bigdi howi baat bhi ban gayi..

Mujh pe itna KHUDA ka karam ho gaya…
Shaaq-e-Naql-e-Tamanna Hari ho gayi..

US Gharane Ka mai jab se noukar bana..
Sab se achchi meri Noukari ban gayi……….

Naat Lyrics in Hindi

या नबी या नबी मैं जो कहता रहा
नूर से मोतियों की लड़ी बन गई

आयतयों से मिलाता रहा आयतें
फिर जो देखा तो नात-ए-नबी बन गई

सुन्नतों पर अमल जब से करने लगा
दूर दुनिया के फैशन से होने लगा

पीर-ओ-मुर्शिद की जब से निगाह है पड़ी
सब से अच्छी मेरी ज़िंदगी बन गई

कौन है जिस को जन्नत की ख़्वाहिश नहीं
और तस्लीम है के है कितनी हसीं

हुस्न-ए-जन्नत को जब भी समेटा गया
मुस्तफ़ा के शहर की गली बन गई

देख कर रब्ब के महबूब ﷺ के हुस्न को
वद्दुहा पढ़ लिया वल्क़मर कह दिया

आयतों की तिलावत भी होती रही
नात भी हो गई बात भी बन गई

हम फ़कीरों को ऐसा ग़नी चाहिए
भीख दे और कहे और क्या चाहिए

कौन देता है देने को मुँह चाहिए
देने वाला है सच्चा हमारा नबी

महफ़िल-ए-नात में आया जाया करो
अपना सोया मुक़द्दर जगाया करो

महफ़िल-ए-नात में आ के बैठा है जो
उनकी बिगड़ी हुई बात भी बन गई

मुझ पे इतना ख़ुदा का करम हो गया
शाख़-ए-नख़्ल-ए-तमन्ना हरी हो गई

उस घराने का मैं जब से नौकर बना
सब से अच्छी मेरी नौकरी बन गई

Naat Lyrics in Urdu

یا نبی یا نبی میں جو کہتا رہا
نور سے موتیوں کی لڑی بن گئی

آیتوں سے ملاتا رہا آیتیں
پھر جو دیکھا تو نعتِ نبی بن گئی

سنتوں پر عمل جب سے کرنے لگا
دور دنیا کے فیشن سے ہونے لگا

پیر و مرشد کی جب سے نگاہ ہے پڑی
سب سے اچھی میری زندگی بن گئی

کون ہے جس کو جنت کی خواہش نہیں
اور تسلیم ہے کہ ہے کتنی حسیں

حسنِ جنت کو جب بھی سمیٹا گیا
مصطفیٰ کے شہر کی گلی بن گئی

دیکھ کر رب کے محبوب ﷺ کے حسن کو
والضحٰی پڑھ لیا والقمر کہہ دیا

آیتوں کی تلاوت بھی ہوتی رہی
نعت بھی ہو گئی بات بھی بن گئی

ہم فقیروں کو ایسا غنی چاہیے
بھیک دے اور کہے اور کیا چاہیے

کون دیتا ہے دینے کو منہ چاہیے
دےنے والا ہے سچا ہمارا نبی

محفلِ نعت میں آیا جایا کرو
اپنا سویا مقدر جگایا کرو

محفلِ نعت میں آ کے بیٹھا ہے جو
ان کی بگڑی ہوئی بات بھی بن گئی

مجھ پہ اتنا خدا کا کرم ہو گیا
شاخِ نخلِ تمنا ہری ہو گئی

اس گھرانے کا میں جب سے نوکر بنا
سب سے اچھی میری نوکری بن گئی

1 thought on “Ya Nabi Ya Nabi Mai Jo Kehta Raha Naat Lyrics || या नबी या नबी मैं जो कहता रहा नूर से मोतियों की लड़ी बन गई”

  1. assalam alaikum hazrat Website sell karna chahte hai to zarur reply kar dena

    achi deal dedunga inshallah

    missed call

    9568829305
    9639082984

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top