Ya Rabbana Irhamlana Tere ghar ke fere lagata rahu main ek behad hi noorani aur roohani kalam hai jise mureedeen aur aashiqan-e-haram nihayat hi dardo-soz ke sath padhte hain. Is mubaarak kalam mein khana-e-kaaba ki hazri, tawaf aur Hajj ke muqaddas arkaan ka behad hi khubsoorat aur dilchasp zikr kiya gaya hai. Aaiye is pakiza safar-e-hajj ke kalam ko poore adab o aqeedat ke sath padhte hain aur iski noorani barkat haasil karte hain.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Ya Rabbana Irhamlana |
| Poet / Writer | Sayyed |
| Category | Hamd-o-Naat / Safar-e-Hajj |
| Naatkhawan / Reciter | Hafiz Bilal Qadri, Ahmad Raza Qadri, Hiba Mehmood |
Naat Lyrics in Roman
Ya Rabbana Irhamlana Tere ghar ke fere lagata rahu main
Sadaa shehre Makkah me aata rahu main
Haram main mai haazir huwa banke mujrim
Yeh labbaik naraa lagata rahu main
Main leta rahu bosa-e-sangey aswad
Ke dil ki siyaahi mitata rahu main
Illahi main phirta rahu girde kaaba yoon
qismat ki gardish mitaata rahu main
Main peeta rahu har ghadi aabe zam zam
Lagi apne dil ki bujhata rahu main
Safaa aur marwah ke maa bain daudu
Sa’ee karke tujh ko manaata rahu main
Rami kar ke jamraat ki main
Mina mein Tere dushmano ko beechata rahu main
Muzdalifa me waqte seher muskura kar
Yeh sunnat Nabi ki bataata rahu main
Jhuki jin ke sajde ko meh’rabe kaaba
Wahi dil adab se jhukata rahu main
Illahi tu aisa muqaddar banaade
Humeshaa hi Makkey main aata rahu mai
Tere ghar ke peyrey lagaah taa rahu main
Sadaa shehre makkah me aata rahu main
Hai Sayyed ki khwaish Madine mein mar kar
Humesha hi jannat ko paata rahu main
Naat Lyrics in Hindi
या रब्बना इर्हम लना तेरे घर के फेरे लगाता रहूँ मैं
सदा शहर-ए-मक्का में आता रहूँ मैं
हरम में, मैं हाज़िर हुआ बन के मुजरिम
ये लब्बैक नारा लगाता रहूँ मैं
मैं लेता रहूँ बोसा-ए-संग-ए-अस्वद
के दिल की सियाही मिटाता रहूँ मैं
इलाही मैं फिरता रहूँ गिर्द-ए-काबा यूँ
क़िस्मत की गर्दिश मिटाता रहूँ मैं
मैं पीता रहूँ हर घड़ी आब-ए-ज़मज़म
लगी अपने दिल की बुझाता रहूँ मैं
सफ़ा और मरवा के मा-बैन दौड़ूँ
सई कर के तुझ को मनाता रहूँ मैं
रमी कर के जमरात की मैं
मिना में तेरे दुश्मनों को बिछाता रहूँ मैं
मुज़्दल्फ़ा में वक़्त-ए-सहर मुस्कुरा कर
ये सुन्नत नबी की बताता रहूँ मैं
झुकी जिन के सज्दे को मेहराब-ए-काबा
वही दिल अदब से झुकाता रहूँ मैं
इलाही तू ऐसा मुक़द्दर बना दे
हमेशा ही मक्के में आता रहूँ मैं
तेरे घर के फेरे लगाता रहूँ मैं
सदा शहर-ए-मक्का में आता रहूँ मैं
है सैय्यद की ख़्वाहिश मदीने में मर कर
हमेशा ही जन्नत को पाता रहूँ मैं
Naat Lyrics in Urdu
یا ربنا ارحمنا تیرے گھر کے پھیرے لگاتا رہوں میں
سدا شہرِ مکہ میں آتا رہوں میں
حرم میں، میں حاضر ہوا بن کے مجرم
یہ لبیک نعرہ لگاتا رہوں میں
مَیں لیتا رہوں بوسہِ سنگِ اسود
کہ دل کی سیاہی مٹاتا رہوں میں
الٰہی میں پھرتا رہوں گردِ کعبہ یوں
قسمت کی گردش مٹاتا رہوں میں
میں پیتا رہوں ہر گھڑی آبِ زمزم
لگی اپنے دل کی بجھاتا رہوں میں
صفا اور مروہ کے مابین دوڑوں
سعی کر کے تجھ کو مناتا رہوں میں
رمی کر کے جمرات کی میں
منا میں تیرے دشمنوں کو بچھاتا رہوں میں
مزدلفہ میں وقتِ سحر مسکرا کر
یہ سنت نبی کی بتاتا رہوں میں
جھکی جن کے سجدے کو محرابِ کعبہ
وہی دل ادب سے جھکاتا رہوں میں
الٰہی تو ایسا مقدر بنا دے
ہمیشہ ہی مکے میں آتا رہوں میں
تیرے گھر کے پھیرے لگاتا رہوں میں
سدا شہرِ مکہ میں آتا رہوں میں
ہے سید کی خواہش مدینے میں مر کر
ہمیشہ ہی جنت کو پاتا رہوں میں