ye samajh ke mere baba tere dar pe sar jhuka hai lyrics
ye samajh ke mere baba tere dar pe sar jhuka hai
paikar e noor ke tanveer ke sadke jaaun
apne khwaabon ke tabeer ke sadke jaaun
aashikaara hai tere husn ke haq ki soorat
mere aaqa teri tasveer ke sadke jaaun
dar e fareed se khairaat paane aaye hain
ham apna bigda mukaddar banaane aaye hain
ye samajh ke mere baba tere dar pe sar jhuka hai
tu khuda nahi hai lekin tere bhes mein khuda hai
jhuka ke sar tere aastaan pe
mujhe har ik mudda mila hai
teri gali chhor dun main kaise
teri gali mein khuda mila hai
tu wali e kibriya hai tu habeeb e mustafa hai
tu hai fatima ka pyara tu ali ka laadla hai
bina shak hai teri nawaazish hai nawaazish e muhammad
bada khushnaseeb hai woh jise tu nawaazta hai
at January 22, 2016 No comments:
Email This
BlogThis!
Share to Twitter
Share to Facebook
Share to Pinterest
Labels: ye samajh ke mere baba tere dar pe sar jhuka hai lyrics, ye samajh ke merre baba lyrics
shohra jahaan mein aam hai baba fareed ka
shohra jahaan mein aam hai baba fareed ka
har lab pe aaj naam hai baba fareed ka
bigde hue naseeb sanwar jaayenge abhi
bigdi banaana kaam hai baba fareed ka
sagir ko ik nigah se sabir bana diya
koi kisi ka koi kisi ka
par mere baba fareed uddin
majnu ko mili laila yusuf ko zulekha
aur mujhe baba fareed uddin
takhayyur mein farishton ne talaashi li to kya nikla
faqat ek dil ke kone par yahi misra likha dekha
sagir ko ik nigah se sabir bana diya
kitna bada makaam hai baba fareed ka