zehaal e miskeen makun taghaful lyrics

zehaal e miskeen makun taghaful lyrics

 

 

This poem is written by Amir Khusro in Persian and Brij Bhasha. Brij Bhasha is a Dehaati Zabaan (country tongue) and a dialect of Hindi. In the first verse, the first line is in Persian, the second in Brij Bhasha, the third in Persian again, and the fourth in Brij Bhasha.

Zehaal-e-miskeen makun taghaful,
Duraye naina banaye batiyan.

Do not overlook my misery,
by blandishing your eyes and weaving tales,

Ke taab-e-hijran nadaram ay jaan,
Na leho kahe lagaye chatiyan.

My patience has over-brimmed, O sweetheart!
why do you not take me to your bosom.

Shaban-e-hijran daraz chun zulf,
Wa roz-e-waslat cho umer kotah.

Long like curls in the night of separation
short like life on the day of our union.

Sakhi piya ko jo main na dekhun,
To kaise kaTun andheri ratiyan.

My dear, how will I pass the dark dungeon night
without your face before.

Yakayak az dil do chashm-e-jadu,
Basad farebam baburd taskin.

Suddenly, using a thousand tricks
the enchanting eyes robbed me of my tranquil mind.

Kisay pari hai jo ja sunave,
Piyare pi ko hamari batiyan,

Who would care to go and report
this matter to my darling.

Cho shama sozan cho zaraa hairan,
Hamesha giryan be ishq an meh.

Tossed and bewildered, like a flickering candle,
I roam about in the fire of love.

Na nind naina na ang chaina,
Na aap aaven na bhejen patiyan,

Sleepless eyes, restless body,
neither comes she, nor any message.

Bahaq-e-roz-e-visaal-e-dilbar,
Ke daad mara gharib Khusro.

In honour of the day I meet my beloved
who has lured me so long, O Khusro!

Sapet man ke varaye rakhun,
Jo jaye pauN piya ke khatiyan.

I shall keep my heart suppressed
if ever I get a chance to get to her trick.


 

sunai deti hai jiski dhadkan lyrics

 

And following version is written by Gulzar Saheb for the movie ‘Ghulami‘.

Lyrics:

Zihaal-e-miskin makun-baranjish,
Bahaal-e-hijra bechara dil hai.
Sunai deti hai jiski dhadkan,
Tumhara dil ya hamara dil hai.

Woh aake pehloo mein aise baithe,
Ke shaam rangeen ho gayi hai.
Zara zara se khili tabiyat,
Zara se ghamgeen ho gayi hai.

Ajeeb hai dil ke dard yaaron,
Na ho to mushkil hai jeena iska.
Jo ho to har dard ek heera,
Har ek gam hai nageena iska.

Kabhi kabhi shaam aisi dhalti hai,
Ke jaise ghunghat utar rahi hai.
Tumhaare seene se uthta dhuaan,
Hamare dil se guzar raha hai.

Ye sharm hai ya haya hai kya hai,
Nazar uthate hi jhuk gayi hai.
Tumhari palkon se girke shabnam,
Hamari aankhon mein ruk gayi hai.

Zihaal-e-miskin makun-baranjish,
Bahaal-e-hijra bechara dil hai.
Sunai deti hai jiski dhadkan,
Tumhara dil ya hamara dil hai.

 

sunai deti hai jiski dhadkan lyrics

Zihaal e Miskin Lyrics
Yaad rakhoonga main yeh bewafaai, yaar mere
Sirf lagi chaahat mein tanhaai haath mere

Main dil ko samjha loonga…
Main dil ko samjha loonga, tu khayaal tera rakhna

‘zihaal-a/e-miskin makun-ba-ranjish
behaal-a/e-hijra bechaaraa dil hai
Sunaayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai
Sunaayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai

‘zihaal-a/e-miskin makun-ba-ranjish
behaal-a/e-hijra bechaaraa dil hai
Sunaayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai
Sunaayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai

Toote dil ko jodein kaise, yeh bataate jaao?
zindaa rahne kee bas hamko ik vajah de jaao
yoon naa phiro, humse aankhen to milaate jaao
Koyi vaada kar jaao, koyi duaa de jaao

Mere liye thodi si…
Mere liye thodi si dil mein toh jagah rakhna

Khushi tumhari hai jab isi mein
Toh hum bhi aansoon chhupa hi lenge
Wajah jo poochega yeh zamana
Koyi bahaana bana hi lenge

Chahe jo tu, paaye woh tu, yeh meri fariyaad hai
jee len chaahein, tum bin, yaaraa, hona to barbaad hai
Jab tak na mar jaayen hum, uss pal ka intzaar hai
Itna hi tha kehna

Taqdeer mein tera-mera…
Taqdeer mein tera-mera yeh saath yahin tak tha

Sunaayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai

Sunaayi deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai

 

Sultan E Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics
Dar E Khwaja Pe Sawali Ko Khara Rahne Do Naat Lyrics
Huzoor Meri To Sari Bahaar Aap Se Hai Hindi Lyrics
ज़े-हाल-ए-मिस्कीं, मकुन-ब-रन्जिश,
बहाल-ए-हिज्र बेचारा दिल है

सुनाई देती है जिसकी धड़कन
तुम्हारा दिल या हमारा दिल है

वो आके पहलू में ऐसे बैठे
के शाम रंगीन हो गई है (३)
ज़रा ज़रा सी खिली तबीयत
ज़रा सी ग़मगीन हो गई है

(कभी कभी शाम ऐसे ढलती है
के जैसे घूँघट उतर रहा है ) – २
तुम्हारे सीने से उठ था धुआँ
हमारे दिल से गुज़ार रहा है

ये शर्म है या हया है क्या है
नजर उठाते ही झुक गयी है
तुम्हारी पलकों से गिरके शबनम
हमारी आँखों में रुक गयी है

 

જ઼ે-હાલ-એ-મિસ્કીં, મકુન-બ-રન્જિશ,
બહાલ-એ-હિજ્ર બેચારા દિલ હૈ

સુનાઈ દેતી હૈ જિસકી ધ૜કન
તુમ્હારા દિલ યા હમારા દિલ હૈ

વો આકે પહલૂ મેં ઐસે બૈઠે
કે શામ રંગીન હો ગઈ હૈ (૩)
૛રા ૛રા સી ખિલી તબીયત
૛રા સી ૚મગીન હો ગઈ હૈ

(કભી કભી શામ ઐસે ઢલતી હૈ
કે જૈસે ઘૂઁઘટ ઉતર રહા હૈ ) – ૨
તુમ્હારે સીને સે ઉઠ થા ધુઆઁ
હમારે દિલ સે ગુ૛ાર રહા હૈ

યે શર્મ હૈ યા હયા હૈ ક્યા હૈ
નજર ઉઠાતે હી ઝુક ગયી હૈ
તુમ્હારી પલકોં સે ગિરકે શબનમ
હમારી આઁખોં મેં રુક ગયી હૈ

 

Leave a Reply