Pyaare Aaqa ﷺ ki bargah-e-muqaddas aur unki pakiza yaad mein likhi gayi yeh nihayat hi haseen naat ‘Zikre Nabi Ki Jaan Se Khushboo Nahi Gai’ dilon mein ek mithaas ghol deti hai. Is kalam mein zikr-e-mustafa ke fuyooz-o-barakaat ko nihayat hi khoobsurat tarbiyati andaz mein bayaan kiya gaya hai. Aaiye is behad hi roohani naat shareef ke mukammal lyrics ko padhein aur apna aqeedat pesh karein.[1][2]
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Zikre Ki Jaan Se Khushboo Nahi Gai |
| Poet / Writer | Masroor |
| Category | Naat Shareef |
| Naatkhawan / Reciter | Syed Maqbool Hussain |
Naat Lyrics in Roman
Zikre ki jaan se khushboo nahi gai
Eik jaan e kiya zubaan se khushboo nahi gai
Sarkaar ke pasine ka hai ye bhi moujeza hai
Phoolo ke qaandan se khushboo nahi gai
Asra ki raat sidra thak aaqa ke saath the
Jibreel ki udaan se khushboo nahi gai
Sajti thi jisme naat e mohammed ki mehfile
Basti ke us makaan se khushboo nahi gai
Mheraaj e mustafai ko sadya guzar gai
Ab thak bhi aasmaan se khushboo nahi gai
Jab se durood pardne ka chaska laga use
MASROOR ki zubaan se khushboo nahi gai
Naat Lyrics in Hindi
ज़िक्रे नबी की जान से ख़ुशबू नहीं गई
एक जान ही क्या ज़ुबान से ख़ुशबू नहीं गई
सरकार के पसीने का है ये भी मोअज़िज़ा
फूलों के ख़ानदान से ख़ुशबू नहीं गई
अस्रा की रात सिदरा तक आक़ा के साथ थे
जिब्रईल की उड़ान से ख़ुशबू नहीं गई
सजती थी जिसमें नात-ए-मोहम्मद की महफ़िलें
बस्ती के उस मकान से ख़ुशबू नहीं गई
मेराज-ए-मुस्तफ़ाई को सदियां गुज़र गईं
अब तक भी आसमान से ख़ुशबू नहीं गई
जब से दुरूद पढ़ने का चस्का लगा उसे
‘मसरूर’ की ज़ुबान से ख़ुशबू नहीं गई
Naat Lyrics in Urdu
ذکرِ نبی کی جان سے خوشبو نہیں گئی
ایک جان ہی کیا زبان سے خوشبو نہیں گئی
سرکار کے پسینے کا ہے یہ بھی معجزہ
پھولوں کے خاندان سے خوشبو نہیں گئی
اسریٰ کی رات سدرہ تک آقا کے ساتھ تھے
جبریل کی اڑان سے خوشبو نہیں گئی
سجتی تھی جس میں نعتِ محمد کی محفلیں
بستی کے اس مکان سے خوشبو نہیں گئی
معراجِ مصطفائی کو صدیاں گزر گئیں
اب تک بھی آسمان سے خوشبو نہیں گئی
جب سے درود پڑھنے کا چسکا لگا اسے
مسرورؔ کی زبان سے خوشبو نہیں گئی