Zikre salle ala ki hai mehfil saji Aashiqan-e-Mustafa hain aaye hue || ज़िक्रे सल्ले अला की है महफ़िल सजी

Huzoor-e-Akram ﷺ ki aamad aur unki bargah-e-muqaddas mein haziri ki tamanna ko pesh karta yeh behad hi pyara kalam ‘Zikre Salle Ala Ki Hai Mehfil Saji’ dilon mein aqeedat ki lau jala deta hai. Is kalam mein bayaan kiye gaye pukaar aur ash’aar har aashiq-e-mustafa ke dil ki tarjumani karte hain. Aaiye is behad hi khubsoorat aur rooh-parwar naat ke mukammal lyrics ko dil se padhein aur roohani kaif haasil karein.

Naat Information Details
Naat Title Zikre Salle Ala Ki Hai Mehfil Saji
Poet / Writer Traditional
Category Naat Sharif
Naatkhawan / Reciter Hanif Qadri Attari, Abdus Samad Noori

Naat Lyrics in Roman

Zikre salle ala ki hai mehfil saji
Aashiqan-e-Mustafa hain aaye hue

Unse khush hai Khuda, khush hain khud Mustafa
Mehfil-e-Naat jo hai sajaye hue

Arsh se farsh tak noor hi noor hai
Jisko dekho wahi aaj masroor hai

Auj par hai Haleema muqaddar tera
Tere ghar mein Muhammad hain aaye hue

Sabz gumbad ka saaya ata kijiye
Apne daaman mein do gaz jagah dijiye

Mere Aaqa nigah-e-karam kijiye
Khali jholi to hum bhi hain laaye hue

Aaj mangoge jo kuch wo mil jayega
Hai karam hi karam hai ata hi ata

Sadqa mehboob ka de raha hai Khuda
Abre-rehmat bhi dekho hai chaye hue

Is karam ka karoon shukar kaise ada
Jo karam mujh par mere Nabi ne kiya

Main sajata hoon Sarkar ki mehfil
Mujhko her gham se Rab ne bari kar diya

Jo bhi baitha hai mehfil mein Sarkar ki
Haziri mil gayi jisko darbar ki

Koi Siddique, Farooq, Usman hue
Aur kisi ko ne Ali kar diya

Naat Lyrics in Hindi

ज़िक्रे सल्ले अला की है महफ़िल सजी
आशिक़ान-ए-मुस्तफ़ा हैं आए हुए

उनसे खुश है ख़ुदा, खुश हैं ख़ुद मुस्तफ़ा
महफ़िल-ए-नात जो है सजाए हुए

अर्श से फ़र्श तक नूर ही नूर है
जिसको देखो वही आज मसरूर है

औज पर है हलीमा मुक़द्दर तेरा
तेरे घर में मुहम्मद हैं आए हुए

सब्ज़ गुम्बद का साया अता कीजिए
अपने दामन में दो गज़ जगह दीजिए

मेरे आका निगाह-ए-करम कीजिए
खाली झोली तो हम भी हैं लाए हुए

आज माँगोगे जो कुछ वो मिल जाएगा
है करम ही करम है अता ही अता

सदक़ा महबूब का दे रहा है ख़ुदा
अब्रे-रहमत भी देखो है छाए हुए

इस करम का करूँ शुकर कैसे अदा
जो करम मुझ पर मेरे नबी ने किया

मैं सजाता हूँ सरकार की महफ़िल
मुझको हर ग़म से रब ने बरी कर दिया

जो भी बैठा है महफ़िल में सरकार की
हाज़िरी मिल गई जिसको दरबार की

कोई सिद्दीक, फ़ारूक़, उस्मान हुए
और किसी को नबी ने अली कर दिया

Naat Lyrics in Urdu

ذکرِ صلّے علیٰ کی ہے محفل سجی
عاشقانِ مصطفیٰ ہیں آئے ہوئے

ان سے خوش ہے خدا، خوش ہیں خود مصطفیٰ
محفلِ نعت جو ہے سجائے ہوئے

عرش سے فرش تک نور ہی نور ہے
جس کو دیکھو وہی آج مسرور ہے

اوج پر ہے حلیمہ مقدر تیرا
تیرے گھر میں محمد ہیں آئے ہوئے

سبز گنبد کا سایہ عطا کیجئے
اپنے دامن میں دو گز جگہ دیجئے

میرے آقا نگاہِ کرم کیجئے
خالی جھولی تو ہم بھی ہیں لائے ہوئے

آج مانگو گے جو کچھ وہ مل جائے گا
ہے کرم ہی کرم ہے عطا ہی عطا

صدقہ محبوب کا دے رہا ہے خدا
ابرِ رحمت بھی دیکھو ہے چھائے ہوئے

اس کرم کا کروں شکر کیسے ادا
جو کرم مجھ پر میرے نبی نے کیا

میں سجاتا ہوں سرکار کی محفل
مجھ کو ہر غم سے رب نے بری کر دیا

جو بھی بیٹھا ہے محفل میں سرکار کی
حاضری مل گئی جس کو دربار کی

کوئی صدیق، فاروق، عثمان ہوئے
اور کسی کو نبی نے علی کر دیا

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top