Ye Ikram Hai Mustafa Par Khuda Ka Naat Lyrics || यह इकराम है मुस्तफ़ा पर ख़ुदा का

Ye Ikraam Hai Mustafa Par Khuda Ka nihayat hi mubaarak aur roohani Naat-e-Paak hai jo dilon ko madine ki yaad se munawwar karti hai.
Is paakeeza kalam me Huzoor Rahmatal-lil-Aalamin ﷺ ki bargah-e-akeedat me bemisaal nazrana pesh kiya gaya hai.
Aaiye is muqaddas naat ke pyare ash’aar ko Roman, Hindi aur Urdu zabaan me adab o ahtiram ke sath padhte hain.

Naat Information Details
Naat Title Ye Ikraam Hai Mustafa Par Khuda Ka
Poet / Writer Maulana Hasan Raza Khan Barelvi
Category Naat-e-Rasool ﷺ
Naatkhawan / Reciter Alhaj Owais Raza Qadri & Others

Naat Lyrics in Roman

Ye Ikraam He Mustafa Par Khuda Ka
Ke Sub Kuch Khuda Ka Huwa Mustafa Ka

Ye Betha He Sikka Tumhari Ataa Ka
Kabhi Haat Uthne Na Payaa Ghadaa Ka

Saharaa Diya Jub Mere Na Khuda Ne
Huwee Nawa Sayyidee Pira Roekh Huwa Ka

Azaan Kya Jahaan Dekho Imaan Waalo
Pase Zikre He Mustafa Ka

Ke Pehle Zubaan Hamd Se Paak Howe
To Phir Naam Le Wo Habeebe Khuda Ka

Tera Naam Le Kar Jo Maanghe Woh Paaye
Tera Naam Lewaa He Pyaara Khuda Ka

Bhalaa He Hasan Ka Janaabe Raza Se
Bhalaa Ho Ilahee Janaabe Raza Ka

Naat Lyrics in Hindi

यह इकराम है मुस्तफ़ा पर ख़ुदा का
कि सब कुछ ख़ुदा का हुआ मुस्तफ़ा का

यह बैठा है सिक्का तुम्हारी अता का
कभी हाथ उठने न पाया गदा का

सहारा दिया जब मिरे ना-ख़ुदा ने
हुई नाओ सीधी फिरा रुख़ हवा का

अज़ां क्या जहाँ देखो ईमान वालो
पसे-ज़िक्रे-हक़ ज़िक्र है मुस्तफ़ा का

कि पहले ज़बाँ हम्द से पाक हो ले
तो फिर नाम ले वो हबीबे-ख़ुदा का

तेरा नाम ले कर जो माँगे वो पाए
तेरा नाम-लेवा है प्यारा ख़ुदा का

भला है हसनؔ का जनाबे रज़ा से
भला हो इलाही जनाबे रज़ा का

Naat Lyrics in Urdu

یہ اکرام ہے مصطفیٰ پر خدا کا
کہ سب کچھ خدا کا ہوا مصطفیٰ کا

یہ بیٹھا ہے سکہ تمہاری عطا کا
کبھی ہاتھ اٹھنے نہ پایا گدا کا

سہارا دیا جب مرے ناخدا نے
ہوئی ناؤ سیدھی پھرا رخ ہوا کا

اذاں کیا جہاں دیکھو ایمان والو
پسِ ذکرِ حق ذکر ہے مصطفیٰ کا

کہ پہلے زباں حمد سے پاک ہو لے
تو پھر نام لے وہ حبیبِ خدا کا

ترا نام لے کر جو مانگے وہ پائے
ترا نام لیوا ہے پیارا خدا کا

بھلا ہے حسنؔ کا جنابِ رضا سے
بھلا ہو الٰہی جنابِ رضا کا

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top