Aaj Ashk Mere Naat Sunain To Ajab Kya Lyrics In Urdu

Aaj Ashk Mere Naat Sunain To Ajab Kya Lyrics In Urdu

آج اشک میرے نعت سنائے تو عجب کیا ہے
سنکر وہ مجھے پاس بلائے تو عجب کیا ہے

اُن پر تو گنہگار کا سب حال کھلا ہے
اس پر بھی وہ دامن میں چھپائے تو عجب کیا ہے

منہ ڈھانپ کے رکھنا کے گُنہگار بہت ہے
میت کو میری دیکھنے آئیں تو عجب کیا ہے

نا زادِ سفر ہے نہ کوئی کام بھلے ہیں
پھِر بہی ہمیں سرکار ب بلائیں تو عجب کیا ہے

دیدار کے قابل تو کہاں میری نظر ہے
لیکن وہ کبھی خواب میں آئیں تو عجب کیا ہے

یہ نسبتِ شاہ مدنی اور یہ آنسُو
محشر میں ایک غم سے شورائے تو عجب کیا ہے

میں ایسا خطاوار ہوں کُچھ حد بھی نہی جِسکی
پھِر بھی میرے عیبوں کو چھپائیں تو عجب کیا ہے

پابندِ نوا تو نہیں فریاد کی رسمیں
آنسُو ہی میرا حال سنائے تو عجب کیا ہے

حاصل جنہیں آقا کی غلامی کا شرف ہے
ٹھوکر سے وہ مردے کو جلائیں تو عجب کیا ہے

وہ حُسنِ دو عالم ہیں ادیب اُنکے قدم سے
صحرا میں اگر پھول کہلائیں تو عجب کیا ہے

Wallah Mere Khwaja Ka Darbar Nirala hai Manqabat Lyrics

KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS

KHWAJA PIYA KHWAJA PIYA NAAT LYRICS

Chehra Mere Khwaja Ka Manqabat Lyrics

Aj ashk mere naat sunayen to ajab kya – Naat Lyrics

Aaj Ashk Mere Naat Sunain To Ajab Kya
Sun Ker Woh Mujhe Pas Bulaein To Ajab Kya

Un Per To Ghunahagar Ka Sab Hal Khula Hai
Is Par Bhi Who Daman Mein Chupaein To Ajab Kiya

Muhn Dhanp Kay Rakna Ke Ghunahagaar Bohot Hoon
Mayat Ko Meri Dekhnay Ayein To Ajab Kya

Na Zaad E Safar Hai Na Koi Kaam Bhale Hain
Phir Bhi Hamain Sarkaar Bulain To Ajab Kya

Deedar Key Qabil To Nahi Chashm E Tamanna
Lekin Woh Kabhi Khwaab Main Aaein To Ajab Kya

Deedar Ke Qabil To Kahan Meri Nazar Hai
Lakin Woh Kabhi Khawab Mein Aayein To Ajab Kiya

Yeh Nisbat E Shah E Madni Aur Yeh Aansoo
Mehshar Mein Aik Gham Se Shuraein To Ajab Kiya

Main Aisa Khatawar Hoon Kuch Had Bhi Nahi Jis Ki
Phir Bhi Mere Aeboon Ko Chupaein To Ajab Kiya

Paband Nawa To Nahi Faryad Ki Rasmein
Yeh Ishq Mera Haal Sunayein To Ajab Kiya

Paband Nawa To Nahi Faryad Ki Rasmein
Aansoo Hi Mera Hal Sunaein To Ajab Kiya

Haasil Jinhein Aqaa Ki Ghulami Ka Sharaf Hai
Thokar Say Woh Murdoon Ko Jalaaein To Ajab Kiya

Woh Husn E Do Aalam Hain Adeeb Unke Kadam Say
Sehra Main Agar Phool Khilayein To Ajab Kiya

Adab Se Arz Hai Ba Chashm-e-Tar Gharib Nawaz Lyrics

moinuddin khwaja waliyon ke raja lyrics

DARE KHWAJA PE SAWALI NAAT LYRICS

khwaja e hind wo darbar hai aala tera lyrics

Leave a Reply