Shayar Sajid Nizam sahab ka likha hua nihayat hi maqbool aur roohani kalam pesh-e-khidmat hai.
Is mubarrak naat-e-pak mein Huzoor Rahmat-ul-lil-Aalameen ﷺ ki shaan, sakhawat aur unke darbar ki azmat ko bade hi dilkash andaz mein bayan kiya gaya hai.
Aaiye is haseen kalam ko padhein aur apne dilon ko ishq-e-mustafa ki roshni se munawwar karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Aaqa Mere Qarar Hain Har Be-Qarar Ke |
| Poet / Writer | Sajid Nizam |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Sajid Nizam / Multi-reciters |
Naat Lyrics in Roman
Aqa mere qarar hain har be-qarar ke
Mehboob-e-kul hain yaar hain Parwardigar ke
Deta Khuda hai is mein zara shak nahi magar
Deta hai ne’maten wo Muhammad pe waar ke
Aqa mere qarar hain har be-qarar ke
Mehboob-e-kul hain yaar hain Parwardigar ke
Charcha jahan mein kyun na ho Yusuf ke husn ka
Haq ne diya habeeb ka sadqa utaar ke
Aqa mere qarar hain har be-qarar ke
Mehboob-e-kul hain yaar hain Parwardigar ke
Bazaar-e-Mustafa hai yahan naqd maang tu
Ho na samajh yahan nahi saude udhaar ke
Aqa mere qarar hain har be-qarar ke
Mehboob-e-kul hain yaar hain Parwardigar ke
Sadqa Hasan Hussain ka khairaat dijiye
Dar pe khade hain aap ko maangte pukaar ke
Aqa mere qarar hain har be-qarar ke
Mehboob-e-kul hain yaar hain Parwardigar ke
Sajid Nizam naam hai lab par Huzoor ka
Main ja raha hoon aaqibat apni sanwaar ke
Aqa mere qarar hain har be-qarar ke
Mehboob-e-kul hain yaar hain Parwardigar ke
Naat Lyrics in Hindi
आक़ा मेरे क़रार हैं हर बे-क़रार के
महबूब-ए-कुल हैं यार हैं परवरदिगार के
देता ख़ुदा है इस में ज़रा शक नहीं मगर
देता है ने’मते वो मुहम्मद पे वार के
आक़ा मेरे क़रार हैं हर बे-क़रार के
महबूब-ए-कुल हैं यार हैं परवरदिगार के
चर्चा जहाँ में क्यों न हो यूसुफ़ के हुस्न का
हक़ ने दिया हबीब का सदक़ा उतार के
आक़ा मेरे क़रार हैं हर बे-क़रार के
महबूब-ए-कुल हैं यार हैं परवरदिगार के
बाज़ार-ए-मुस्तफ़ा है यहाँ नक़्द माँग तू
हो न समझ यहाँ नहीं सौदे उधार के
आक़ा मेरे क़रार हैं हर बे-क़रार के
महबूब-ए-कुल हैं यार हैं परवरदिगार के
सदक़ा हसन हुसैन का ख़ैरात दीजिए
दर पे खड़े हैं आप को माँगते पुकार के
आक़ा मेरे क़रार हैं हर बे-क़रार के
महबूब-ए-कुल हैं यार हैं परवरदिगार के
साजिद निज़ाम नाम है लब पर हुज़ूर का
मैं जा रहा हूँ आक़िबत अपनी संवार के
आक़ा मेरे क़रार हैं हर बे-क़रार के
महबूब-ए-कुल हैं यार हैं परवरदिगार के
Naat Lyrics in Urdu
آقا مرے قرار ہیں ہر بے قرار کے
محبوب کل ہیں یار ہیں پروردگار کے
دیتا خدا ہے اس میں ذرا شک نہیں مگر
دیتا ہے نعمتیں وہ محمد پہ وار کے
آقا مرے قرار ہیں ہر بے قرار کے
محبوب کل ہیں یار ہیں پروردگار کے
چرچا جہاں میں کیوں نہ ہو یوسف کے حسن کا
حق نے دیا حبیب کا صدقہ اتار کے
آقا مرے قرار ہیں ہر بے قرار کے
محبوب کل ہیں یار ہیں پروردگار کے
بازار مصطفیٰ ہے یہاں نقد مانگ تو
ہو نہ سمجھ یہاں نہیں سودے ادھار کے
آقا مرے قرار ہیں ہر بے قرار کے
محبوب کل ہیں یار ہیں پروردگار کے
صدقہ حسن حسین کا خیرات دیجیے
در پر کھڑے ہیں آپ کو مانگتے پکار کے
آقا مرے قرار ہیں ہر بے قرار کے
محبوب کل ہیں یار ہیں پروردگار کے
ساجد نظام نام ہے لب پر حضور کا
میں جا رہا ہوں عاقبت اپنی سنوار کے
آقا مرے قرار ہیں ہر بے قرار کے
محبوب کل ہیں یار ہیں پروردگار کے