Yeh Dilkash Aur Rooh Parwar Kalam Mohabbat Ke Mukhtalif Ahsaasat Aur Dil Ke Jazbaat Ko Nihayat Khoobsurat Andaz Mein Bayan Karta Hai. Is Kalam Mein Aashiqana Khasosiyat Aur Shairana Hosan Ka Bahaar Jalwa Dikhayi Deta Hai. Is Roohani Kalam Ko Parh Kar Jazba E Dil Ko Ek Naya Ahsaas Aur Sukoon Milta Hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Ab Dekh Ke Jee Ghabraata Saawan Ki Suhaani Raaton Ko |
| Poet / Writer | Hakeem Nasir |
| Category | Sufi Ghazal |
| Naatkhawan / Reciter | Nusrat Fateh Ali Khan |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Ab Dekh Ke Jee Ghabraata Saawan Ki Suhaani Raaton Ko Lyrics In Roman
Ab Dekh Ke Jee Ghabraata Saawan Ki Suhaani Raaton Ko
Piya Chchor Gaye Dil Tod Gaye Ab Aag Lage Barsaaton Ko
Aye Jaan E Muhabbat Jaan E Ghazal Aao To Tumhari Nazar Karein
Ankhon Mein Sajaye Baithe Hain Ham Pyar Bhari Saugaaton Ko
Yun Pyar Ki Kasmein Kha Kha Kar Kyun Jhoothi Tasalli Dete Ho
Bas Rehne Do Ham Jaan Gaye Sarkar Tumhari Baaton Ko
Maska Hua Aanchal Shaanon Pe Ye Zulf Ke Lat Uljhi Uljhi
Ankhon Ki Khumari Kehti Hai Rehte Kahin Tum Raatein Ko
Zulfon Ko Hawa Mein Lehraana Has Has Ke Tumhara Bal Khaana
Andaaz Hain Sab Dil Lene Ke Ham Jaan Gaye In Baaton Ko
Bedard Haseenon Ki Khaatir Kyun Hote Ho Badnaam Fana
Saffak Sitamgar Kya Samjhin Ham Dilwalon Ki Baaton Ko
Ab Dekh Ke Jee Ghabraata Saawan Ki Suhaani Raaton Ko Lyrics In Hindi
अब देख के जी घबराता सावन की सुहानी रातों को
पिया छोड़ गए दिल तोड़ गए अब आग लगे बरसातों को
ऐ जान ए मोहब्बत जान ए ग़ज़ल आओ तो तुम्हारी नज़र करें
आँखों में सजाये बैठे हैं हम प्यार भरी सौगातों को
यूँ प्यार की कसमें खा खा कर क्यूँ झूठी तसल्ली देते हो
बस रहने दो हम जान गए सरकार तुम्हारी बातों को
मसका हुआ आँचल शानों पे ये ज़ुल्फ़ के लट उलझी उलझी
आँखों की खुमारी कहती है रहते कहीं तुम रातें को
ज़ुल्फ़ों को हवा में लहराना हस हस के तुम्हारा बल खाना
अंदाज़ हैं सब दिल लेने के हम जान गए इन बातों को
बेदर्द हसीनों की ख़ातिर क्यूँ होते हो बदनाम फ़ना
सफ़्फ़ाक़ सितमगर क्या समझीं हम दिलवालों की बातों को
Ab Dekh Ke Jee Ghabraata Saawan Ki Suhaani Raaton Ko Lyrics In Urdu
اب دیکھ کے جی گھبراتا ساون کی سہانی راتوں کو
پیا چھوڑ گئے دل توڑ گئے اب آگ لگے برساتوں کو
اے جان محبت جان غزل آؤ تو تمہاری نظر کریں
آنکھوں میں سجائے بیٹھے ہیں ہم پیار بھری سوغاتوں کو
یوں پیار کی قسمیں کھا کھا کر کیوں جھوٹی تسلی دیتے ہو
بس رہنے دو ہم جان گئے سرکار تمہاری باتوں کو
مسکا ہوا آنچل شانوں پہ یہ زلف کے لٹ الجھی الجھی
آنکھوں کی خماری کہتی ہے رہتے کہیں تم راتیں کو
زلفوں کو ہوا میں لہرانا ہنس ہنس کے تمہارا بل کھانا
انداز ہیں سب دل لینے کے ہم جان گئے ان باتوں کو
بےدرد حسینوں کی خاطر کیوں ہوتے ہو بدنام فنا
سفاک ستم گر کیا سمجھیں ہم دل والوں کی باتوں کو