Mustafa Ki Aamad Ka Waqt Kya Nirala Hai Lyrics
Mustafa Ki Aamad Ka Waqt Kya Nirala Hai
Shab Guzarne Waali Hai Din Nikalne Wala Hai
मुस्तफ़ा की आमद का वक़्त क्या निराला है
शब गुज़रने वाली है दिन निकलने वाला है
Unke Paon Ka Dhowan Chand Me Siraron Me
Rang-O-Rogan-E-Jannat Aapka Gusaala Hai
उनके पांव का धोबन चांद में सितारों में
रंग-ओ-रोगने जन्नत आपका गुसाला है
Hazraton Ke Hazrat Bhi Dekh Kar Yehi Bole
Mere Aala Hazrat Ka Martaba Nirala Hai
हज़रतों के हज़रत भी देखकर यही बोले
मेरे आला हज़रत का मर्तबा निराला है
Aasman Ki Unchaayi Usko Paa Nahin Sakti
Jis Ko Aala Hazrat Ke Ishq Ne Uchhala Hai
आसमां की ऊंचाई उसको पा नहीं सकती
जिसको आला हज़रत के इश्क़ ने उछाला है
Dushmanane Aaqa To Jayen Ge Jahannam Me
Aashiqon Ki Qismat Me Jannati Niwala Hai
दुश्मनाने आक़ा तो जाएंगे जहन्नम में
आशिकों की क़िस्मत में जन्नती निवाला है
Us Ko Chhoo Nahin Saktin Zahmatein Zamane Ki
Jisko Mere Aaqa Ki Rahmaton Ne Pala Hai
उसको छू नहीं सकतीं ज़हमतें ज़माने की
जिसको मेरे आक़ा की रह़मतों ने पाला है
Mustafa Ki Aamad Ka Waqt Kya Nirala Hai
Shab Guzarne Waali Hai Din Nikal Ne Wala
मुस्तफ़ा की आमद का वक़्त क्या निराला है
शब गुज़रने वाली है दिन निकलने वाला है
- Ud gaai chehre ki rangat maa tere jane ke baad Lyrics
- Nisbat Se Teri Kyun Na Rahooñ Sarfaraz Maiñ Qawwali Lyrics
- Ye Rifat-e Zikr-e Mustafa Hai Naat Lyrics
- Sambhal Ja Ae Dil E Muztar Madina Aane Wala Hai Lyrics
- Tafseer Ul Jilani Tafseer PDF Book Download
- Naseeb Chamke Hain Farshiyon Ke Naat Lyrics
- Mustafa Ka Badan Noor Hai Naat Lyrics
- NAHI HAI KOI DUNIYA MEIN HAMARA NAAT LYRICS
- GUNGUNANE KE LIYE SALLE ALA KAAFI HAI NAAT LYRICS