asadi ya rasool allah madine haaziri howe Lyrics
asadi ya rasool allah madine haaziri howe
teri sana ke khuda banda layadal hai tu
yehi misaal hai teri ke bemisaal hai tu
tera kamaal hi duniya ke har kamaal mein hai
ye shaan teri ke har shaan mein kamaal hai tu
konain ka masjood hai mabood hai tu
har shai teri shahid hai ke mashhoor hai tu
har ek ke lab pe hai teri hamd o sana
har soug mein har saaz mein maujood hai tu
sarware qayanaat ke sadke
paikar e bahayaat ke sadke
wajah kono makaam hai daat unki
daat lalaa safaat ke sadke
madine wale aaka ye toh hasrat kam se kam nikle
tumhara rooh e anwar dekh ke aashiq ka dam nikle
asadi ya rasool allah madine haaziri howe
o waqt aave jabeen tere dware te jhuki howe
howe kaasa gadaayi da mazze nu taan amiri de
tere naa di sada dewan madine di gali howe
suno suno meri haajat rawa rasool allah
main de raha hoon sada pe sada ya rasool allah
bhare daaman fakiraan de te khud khaake dare sona
koi ek te dasso mainu jehra aisa sakhi howe
reham ya reham salillah jameel hasnain ka sadka
jo tera naam le aaye wo har gham ton bari howe
- Durood E Lakhi In Hindi
- TUM APNA DAAMAN BICHHA KE MANGON NAAT LYRICS
- pukaro shahe jilan ko pukaro naat lyrics
- chand se hasin chehra naat lyrics
- Mahina Moharram Da Har Saal Aawe Lyrics
- FIDA KR ISHQ-E-NABI PAR JAAN NAAT LYRICS
AAP HI FAISLA KARO AISA KYUN ??????
✹Log –Logon Ko Khade Khade Salam karte Hain, Magar Nabi ﷺ Par Khade Hu Kar Salam Padhne Ko Haraam Kahte Hain.
✹Har Kalima Padhne Wala Agar Momin Hai Tu, Nabi ﷺ Ne Naam Le Le Kar Masjid E Nabuwi Se Kyun Nikala..??
✹Har Masjid Allah Ka Ghar Hai Tu,Allah Ke Hukam Se Nabi ﷺ Ne Masjid E Zarar Ko Kyun Munhamid (Giraya)..??
✹Har Kalima Padhne Wala Momin Hai Tu Allah Ne Munafiqoun Ki Namaz E Janaza Padhne Se Kyun Mana Farmaya..??
✹Har Kalima Padhne Wala Mumin Hai Tu Shiya, Qadiyani, Kharji Kafir Kyun..??
✹Har Kalima Padhne Wala Jannati Hai Hai Tu, Nabi ﷺ Ne Kyun Farmaya Ke Meri Ummat Me 73 Firqe Hunge ,72 Jahannami, Aur 1 Jannati.
✹Qabar Ke Pass Hath Bhandh Kar Khada Hona Haaram Hai Tu Namaz e janaza k waqt murdon k saamne haath bhaand kar namaz padhna jaiz kyun..??
✹Mazaron Par Chadar Chadhane Wala Qabar Pujwa Mushrik Hai Tu Inke Pichay Namaz Padhna, Salam Karna Aur Inkay Saath Nikha Karna Jaiz Kyun..??
✹Muqallideen ( Hanfi, Shafai, Maliki, Hambali) Taqleed Karne K Sabab Se Mushrik Hain.. Toh Mushirokon Se Nikah Karna Jaiz Kyun..?? ( Quran Me Hain Mushriqon Se Nikah Na Karo).
✹Log Apne Makaan Apni Zameen Apni Jaidaad K Toh Malik Hain Magar Nabi ﷺ Kisi Cheez K Malik O Muqtaar Nahi Kyun..??
✹Baad Wafaat Ambiya AlaihiSalam Madad Nahi Kartay Hain Toh, 50 Waqt Ki Namaz Kyun Nahi Padhte.. Kyun K Hazrat E Musaa AlaihiSalam Ne Baad E Wisaal Hi 50 Waqt Ki Namaz Ko 5 Waqt Karaya.
✹8 rakat Taraweh Sunnat Hain Toh Makkah Aur Madinah Me 20 Rakat Taraweh Kyun..?? ( Baat Baat Par Makkah Madinah Ka Hawala Dene Walon Jawab Do)
✹Har Biddat Gumrahi Hai Aur Iska Karne Wala Jahannami Hai Toh, Zabar, Zaer, Pesh Wala Quran padhne wala Jannati Kyun..??
✹Buqari, Muslim Tirmizi Ibne-Majah Ahadees Ki Saari Kitabein Nabi K Zamanay Me Nahi Thi, Jo Nabi ﷺ K Zamanay Me Nahi thi Wo Biddat Hai, Aur Biddat Ka Murtakib Jahannami. Inkay Likhne Walay Aur Iskay Padhne Wale Sabh Jahannami Hue K Nahi.??(Tumhare Fatwe K Mutabiq)
Khaana Saamne Rakh Kar Quraan Ki Aayat Padhna Fateha Padhna Haram Hai Toh, Khaanay Se Pehle Bismillah Ir Rahman Nir Raheem Jo Quran Ki Ek Ayaat Hai Toh Padhna Jaiz Kyun..?? Inhay Chahiye K Khaana Pichay Rakh K Bismillah Padhein.
Aqlmand ko ishara kafi he
🌌🌠🌌🌠🌌🌠🌌🌠🌌🌠🌌
🌌माहे रमजान शबे कद्र पोस्ट – 14
▪▪▪▪▪▪▪▪▪▪▪
🌌 मशहूर 27 सत्ताइसवीं रात है
▶शबे क़द्र रमज़ान की किस तारीख को है , इस बारे में इख़्तिलाफ़ है और बहुत सी रिवायतें वारिद हैं जिनकी तरफ़ इशारा हुजूर गौसे आज़म रज़ियल्लाहो तआला अन्हो ने फ़रमा दिया
इसके अलावा दूसरे हज़रात ने कहा है कि शबे क़द्र रमज़ान के आख़री दस रातों के अलावा दूसरी रातों में है
( तफ़सील के लिये शरह सही मुस्लिम , जि . 3 , स . 209 का मुतालआ करें )
▶मगर मशहूर और अकसर उलमा की राए यही है कि रमज़ानुल मुबारक की सत्ताइसवीं रात शबे क़द्र है दलाइल और क़राइन मुलाहज़ा हों :
( 1 ) अल्लामा कुरतबी फ़रमाते हैं कि ⤵
▶शबे क़द्र के बारे में इख़्तिलाफ़ है लेकिन अकसरियत इस पर है कि शबे क़द्र सत्ताइसवीं रात है
📚तफ़सीरे कुरतबी ,जि . 20 , स . 134 )
( 2 ) इमाम फ़ख़रुद्दीन राज़ी फ़रमाते हैं कि⤵
▶लैलतुल क़द्र के नौ हुरूफ़ हैं और इसका ज़िक्र ( सूरह क़द्र में ) तीन बार हुआ और तीन का हासिल ज़रब ( 3×9 = 27 ) सत्ताइस होता है। ( इस लिये शबे क़द्र सत्ताइसवीं रात को है )
📚तफ़सीरे कबीर , जि .23 ,स . 30
( 3 ) एक दलील यह भी है कि सूरतुल क़द्र में तीस कलेमात हैं , सत्ताइसवां कलमा हिया ھی है
📚तफ़सीरे कुरतबी ,जि . 20 , स . 136
▪नेस्ट पोस्ट कंटिन्यू इन्शा अल्लाह
🌌🌠🌌🌠🌌🌠🌌🌠🌌🌠🌌