Main Bhi Aaqa Wo Tere Dar Ke Nazare Dekhun || मैं भी, आक़ा ! वो तेरे दर के नज़ारे देखूँ
Huzoor Sarwar-e-Kainat ﷺ ki bargah-e-aqdas me pesh kiya jaane wala ye ek nihayat hi maqbool aur dard bhara kalam hai. Is Naat-e-Paak me Madina Munawwara ki haazri aur Gumbad-e-Khazra ke nazaaron ki behad tadap aur pyari hasrat bayaan ki gayi hai. Aaiye is mubarrak kalam ko nihayat hi aqeedat aur adab ke sath padhein aur … Read more