Farsh Se Taa Arsh Hein Saare Zamanne Apkay Lyrics || फ़र्श से ता अर्श हैं सारे ज़माने आपके

Sarkar-e-Do-Jahan ﷺ ki bargah-e-akeedat mein pesh kiya gaya yeh ek nihayat hi shiri’n aur ruhaani kalam hai, jisme Aapki azmat aur bulandi-e-martaba ko bade hi dilkash andaaz mein pesh kiya gaya hai. Is kalam ke ek ek sher mein Tajdar-e-Haram ﷺ ki muhabbat aur unke mubarak sahaba o thikanon ka noorani zikr jhalakta hai. Aayye is pakeeza kalam ko nihayat hi adab aur aqeedat ke sath mukammal taur par padhein.

Naat Information Details
Naat Title Farsh Se Taa Arsh Hein Saare Zamanne Apkay
Poet / Writer Anjum
Category Naat Sharif
Naatkhawan / Reciter Khalid Hasnain Khalid / Various

Naat Lyrics in Roman

Farsh Se Taa Arsh Hein Saare Zamanne Apkay
Saari Duniyaon Ke Hein Makhfi Khazanne Aapkay

Raasta Takti Rahein Unki Nigahein Apka
Haath Chomein Haien Rasoolon Ki Dua Nein Apkay

Markaz-e-Noor O Nazar Hein Apkay Gaar O Mazaar
Sab Thikanon Mein Haseen Tar Hein Thikanay Apkay

Karwaten Rahte Mere Jehan Main Badlo Hunen
Yaad Aate Hain Bahot Sathi Purane Apkay

Ek Taraf Sadike Akbar Ek Taraf Ruhe Amin
Ham Safar Kya Kya Banaye Hain Khuda Ne Apkay

Apki Yaadon Mein Gum Rehta Hai Anjum Raat Din
Khwab Aatay Hein Issay Aksar Suhanay Aapkay

Naat Lyrics in Hindi

फ़र्श से ता अर्श हैं सारे ज़माने आपके
सारी दुनियाओं के हैं मख़्फ़ी ख़ज़ाने आपके

रास्ता तकती रहीं उनकी निगाहें आपका
हाथ चूमें हैं रसूलों की दुआ ने आपके

मरकज़-ए-नूर ओ नज़र हैं आपके ग़ार ओ मज़ार
सब ठिकानों में हसीं तर हैं ठिकाने आपके

करवटें रहते मेरे ज़ेहन में बदलो हुनें
याद आते हैं बहुत साथी पुराने आपके

एक तरफ़ सिद्दीक़-ए-अकबर एक तरफ़ रूह-ए-अमीं
हम सफ़र क्या क्या बनाए हैं ख़ुदा ने आपके

आपकी यादों में गुम रहता है अंजुम रात दिन
ख़्वाब आते हैं इसे अक्सर सुहाने आपके

Naat Lyrics in Urdu

فرش سے تا عرش ہیں سارے زمانے آپ کے
ساری دنیاؤں کے ہیں مخفی خزانے آپ کے

راستہ تکتی رہیں ان کی نگاہیں آپ کا
ہاتھ چومیں ہیں رسولوں کی دعا نے آپ کے

مرکزِ نور و نظر ہیں آپ کے غار و مزار
سب ٹھکانوں میں حسیں تر ہیں ٹھکانے آپ کے

کروٹیں رہتے مرے ذہن میں بدلو ہنیں
یاد آتے ہیں بہت ساتھی پرانے آپ کے

ایک طرف صدیقِ اکبر ایک طرف روحِ امیں
ہم سفر کیا کیا بنائے ہیں خدا نے آپ کے

آپ کی یادوں میں گم رہتا ہے انجم رات دن
خواب آتے ہیں اسے اکثر سہانے آپ کے

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top