Hussain mera Hussain tera Hussain sabka Husaian rab ka………
✨ Hussain Tera, Hussain Mera ✨
Aao bataun tumko ke kaun hai Hussain (A.S), Ye Murtaza (A.S) ka laal hai, Zahra (S.A) ka noor-e-ain. Hussain hi asool hai, Hussain hi baqa, Hussain aisi ibtida, na jiski intiha!
Hussain tera, Hussain mera… 🕊️ Hussain sabka, Hussain Rab ka! ❤️ Mera toh yahi imaan hai… 🤲