Makhdoom-E-Simnani Hazrat Syed Ashraf Jahangir Semnani Ki Shaan-E-Aqdas Mein Likhi Gayi Yeh Nihayat Hi Khoobsurat Manqabat Hai. Fazil Maysuri Sahab Ke Is Pukashish Kalam Se Apne Qalb-O-Imaan Ko Taazgi Bakhshein. Ghaus-O-Khwaja Ki Ata Par Mabni Yeh Kalam Roohani Sukoon Ka Ek Azeem Zariya Hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Jabse Mujhko Nisbate Makhdoom E Simnani Mili |
| Poet / Writer | Fazil Maysuri |
| Category | Manqabat Makhdoom-E-Simnani |
| Naatkhawan / Reciter | Usman Ghani Ashrafi |
| Book Name | Unknown |
Jabse Mujhko Nisbate Makhdoom E Simnani Mili Lyrics In Roman
Jabse Mujhko Nisbate Makhdoom E Simnani Mili
Mushkile Jitni Bhi Aayi Unme Aasani Mili
Takhte Simnani Ki Raunayi Ko Thokar Mar Kar
Dono Alam Ki Mere Ashraf Ko Sultani Mili
Ashraf E Saif E Zubaan Ki Dekhiye Ruhaniyat
Bezubaan Asnaam Ko Behrike Jismaani Mili
Yaa Khuda Ye Khuld Hai Ya Hai Kichhochhe Ki Zameen
Mujhko Ko Har Soorat Yaha Par Jaani Pehchani Mili
Allah Allah Ye Ataye Gaus O Khwaja Hai Mujhe
Bargahe Hazrate Mahboobe Yazdaani Mili
Jabse Mujhko Nisbate Makhdoom E Simnani Mili Lyrics In Hindi
जबसे मुझको निस्बत-ए-मख़दूम-ए-सिमनानी मिली
मुश्किलें जितनी भी आईं उनमें आसानी मिली
तख़्त-ए-सिमनानी की रौनाई को ठोकर मार कर
दोनो आलम की मेरे अशरफ़ को सुल्तानी मिली
अशरफ़-ए-सैफ़-ए-ज़ुबाँ की देखिए रूहानियत
बेज़ुबाँ असनाम को बहर-ए-जिस्मानी मिली
या ख़ुदा ये ख़ुल्द है या है किछौछा की ज़मीन
मुझको हर सूरत यहाँ पर जानी-पहचानी मिली
अल्लाह अल्लाह ये अता-ए-ग़ौस ओ ख़्वाजा है मुझे
बर्गाह-ए-हज़रत-ए-महबूब-ए-यज़दानी मिली
Jabse Mujhko Nisbate Makhdoom E Simnani Mili Lyrics In Urdu
جب سے مجھ کو نسبتِ مخدومِ سمنانی ملی
مشکلیں جتنی بھی آئیں اُن میں آسانی ملی
تختِ سمنانی کی رعنائی کو ٹھوکر مار کر
دونوں عالم کی میرے اشرف کو سلطانی ملی
اشرفِ سیفِ زباں کی دیکھیے روحانیت
بے زباں اصنام کو بحرِ جسمانی ملی
یا خدا یہ خُلد ہے یا ہے کِچھوچھے کی زمین
مجھ کو ہر صورت یہاں پر جانی پہچانی ملی
اللہ اللہ یہ عطائے غوث و خواجہ ہے مجھے
بارگاہِ حضرتِ محبوبِ یزدانی ملی