Mustafa Ka Pyara Hai Fatima Ka Shehzada Lyrics

Mustafa Ka Pyara Hai Fatima Ka Shehzada Lyrics

 

Mustafa ka pyara Hai Fatima ka shehzada
Karbala mein aaya Hai Fatima ka shehzada.

Jisne deen Ki khatir apna sar kata Dala
Wo Ali ka beta hai Fatima Ka Shehzada.

Zalimaon ke hathon mein Kaise hath de deta
Deen ka sitara Hai Fatima ka shehzada.

Jibreel Laye the khuld se Naye kapde
Kitna pyara pyara hai Fatima ka shehzada.

Related: Sayyada Fatima ka Dulara, Wo Hussain ibne Haider Hamara Naat Lyrics | Mubarak Hussain Mubarak
Karbala ki dharti par nannhi jaan Asgar ko
Apne saath laya hai Fatima ka shehzada.

Leave a Reply